fresh mind fresh income k lie zruri ha dosto

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Forex trading mein profit kamane k liye fresh mind hona zarori hai aur jab ap invest karte hain apko market ki condition dekh kar bid lagani chaiye us k liye fresh mind hona zarori hai aur isi waja se apko fresh income bhi meligi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      thek kaha fresh mind hoga tu fresh income b hogi magar trading karty howay kafi member depression mai ajaty hain wo jis ki waja se loss kar jaty hain is liye hain forex mai fresh mind hi ho kar kam kary
      • #618 Collapse

        yes brother aap ki bat fit hai ke humain trade lage ne se phely apne aap ko fresh kar lena chaiye kyun ke jab hum fresh mind nahi hotay to trade main garbar ho jati hai jis se hum kafi loss se guzar jatay hain... is liye humain fresh ho kar trade lagani chaiye ta ke hum loss se bach sakain....
        м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
        • #619 Collapse

          g bilkul thek kaha hai apny fresh mind income ky lye bohat zarori hai q k jb hm tension me akr jaldi me koi kam krty hai to wo kharb hojata hai aur hmen us waqt pata nahe chalta ky hm kr kya rahy hai isi lye hmen chahiye ky hm apny mind ko fresh rakhy kam karty waqt taky jb hm trading kry to hm sy kch aysa na ho jo hmari earning ky lye galat ho aur hmen us sy nuksan ho
          • #620 Collapse

            aap ne theek bola,. forex me hum tired mind ke sath tradigns ni kar sktay or agar karengay bi to sirf loss hi hamara muqaddar hoga is lye hamen chahye e hum forex me fresh mind ke sath tradings karen.
            • #621 Collapse

              Agar humara trading karte waqt fresh mind hoga to hum trading se related correct decisions le payen ge and jab hum trading mein correct decisions lein ge to humara profit khud hi khud maximize hojaye ga humare decisions k basis per.
              • #622 Collapse

                salam brothers jo log jobs ki talaash mein hote hai or experiance ki zaroort hoti or jobs nhe mil rahe hoti to wo pareshan na ho aise fresh mind logo ke liye forex trading ki jobs karein or fresh income bhe hasil or experiance bhe wo bhe ghr beth kar itna acha moqa baar baar nhe aata
                • #623 Collapse

                  online bussiness hai jis mai app ne apni investment se earning karni hoti hia forex trading ke liye zarori hai ke app apne mind ko fresh rakhen kion ke jab tae may jab bhe aap invest karty to us wakt aap ka mind bilkul fresh hona chaiya aur aap ke puree twat trade kw fart hon Chaitanya far he sap chi
                   
                  • #624 Collapse

                    kisi bhi kaam ko karte waqat fresh mind or tension free hona zarori hota hai. forex trading bussiness mai bhi ye hi hai k jab ap trading kar rehe ho to fresh mind ho ku k fresh mind fresh income k liye zarori hai.
                    • #625 Collapse

                      jee bilkul.. agar ap chahtay hain k ap achi income kar saken yahan se forex se tou pehlay apko apna mind bilkul fresh karkay yahan trading karni paregi takay ap koi bhi ghalat decision na lain trade kartay waqt or ap loss say bach jaen...
                      • #626 Collapse

                        g bhai aap ne bikul teek kaha hai and mai aap se agree karta ho aik trader ke lye jitna knowledge , experience important hota hai utna hi un ke lye fresh mind bi zarori hai ... trader ko chaheyai ke apne mind ko fresh rake
                        • #627 Collapse

                          ye ap ki trading ki basic cheez hai kay ap ka mind fresh hu kiu kay sirf tab hi ap sahi analysis kar saken gay warn aap ka mind stressed hu tu ap forean forex se boor hu jayn gay aur bhagne ki koshish karain gay, ap analysis nahi karain gay
                          • #628 Collapse

                            g haan hum fresh minded trading kring to ziada acha ha ni to tension mein hum ko loss b ho skta haaaa.
                            • #629 Collapse

                              Bilkul theek keh rahe hai ap ke forex mai trading ap jub bhi kare apne mind ko fresh karke kare kyuke agar ap ke dimag mai dosri tension ho gi to ap sahi tarah se profit nahi kar sake ge kyuke forex jaisa ke sub jante hai ke bohat hi zyada risky business hota hai tumhe humhe bus apna mind fresh karke trading ke liye bethna chaiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                G han ap ne thk kaha k agr insan ne Forex pe kaam karna hai to Insaan ka Mind Fresh o r2sri chezo se pak hona chahie kue k Iss se insan Double minded hota hai,,,agr 2 kaam kiya jain to insaan1 kaam bhi thk tarqe se nhe kar sakta ...1 kaam Sakoon se kiya jai to Wo kaam jald aor Thk ho jata hai....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X