Defining Four Price Doji Candlestick....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Defining Four Price Doji Candlestick....
    Four Price Doji Candle Stick:-

    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Four price doji candle doji class candle ki aik qisam hai, jo k baqi doji candles se bohut mukhtalif hai, ye candle us waqat banti hai, jab market me open, low, high aur close (sab) ki qeemat (position) aik (same) ho. Four price doji candle market me bohut kam hi banti hai, q k is k leye zarori hai k sari side aik hi position pe band ho.





    Four Price Doji banne ki wajah


    Dosri doji candlestick patterns ki tarah four price doji ko bhi qeematon k tasalsul (continuation) ya wapasi (reversal) se tabeer kia jata hai, is k leye zarori hai k dekha jaye k ye doji candle kahan (position) pe banti hai. Agar is four price doji ko kisi high qeemat area ya bullish harkat k bad paye jaye to ye trend reversal ya bearish trend ki taraf ishara karti hai.
    Agar ye kisi kam qeemat wale area ya kisi bearish position pe a jaye to ye bhi trend reversal ya bullish trend ki taraf ishara karti hai. Aur agar ye kisi sideways trend me ban jaye to isbko neutral shumar kia jayega.



    Four Price Doji pe Trading



    Four Price Doji Candle banne k baat market me trend reversal chances ziada ho jate hen, lekin pher bhi ihtiati tadabeer k tawar par market me agli candle k banne ka intezar kar lena chaheye, us k bad hi buy ya sell ka faisala karna chaheye. Four Price Doji Candle bohut kam hi market me banti hai, is ko trend reversal ya trend continuation dono k leye leya ja sakta hai. Jab bhi ye candle banne ka matlab hai, k qeematen kam mutaharek hen, ya un pe kisi side se ziada dabao nahi hai. Agar four price doji bearish trend k baad banti hai aur teesri candle bullish banti hai, to is ka matlab hai k bearish trend bullish trend me badal chuka hai, aur market buy entry k leye ready hai. Lekin agar fource price candle stick bullish trend k bad banti hai aur market me teesri candle bearish banti hai to isbka matlab hoga k qeematon ne trend beariah me badal deya hai aur market sell ki entry ki ja sakti hai.

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Defining Four Price Doji Candlestick....

    Assalam o alaikum dear jesa k ap sb ko pta ha market ma trading krna k leay or forex market ko smjhny k leay hmain candlestick ki movement k bary ma pta hona chaheay q k agr hmain candlestick or chart ki move ko smjhna kitny achy treeqy sy ata ho ga hum utna he strong analysis k sth market ma trade open kr skain gy

    IMPORTANCE OF CANDLESTICK PETTERNS:
    Dear forex market ma kam krty hoay hmain is cheez ka pta hona chaheay k hm simply chart ko study kr k kbhe bhe strong technical analysis nhn kr skty q k jb tk hmain graph ma clues nhn mil jaty or in clues ko hum candlestick petterns kahty hain q k agr hum market ma candlestick petterns ko importence dety hain or chart ma in ko dhoond k analysis krna k bad trade open krty hain tou hmain market ma profit k ziada chances hoty hain

    Candlesticks ki IMPORTENCE ko smjhny k leay ap ko GRAVESTONE DOJI pettern ki diagram example k taur py dikh dety hain jis sy ap CANDLESTICK PETTERN ki IMPORTENCE ko smjh jain gy

    WHAT IS DOJI:
    dear hmara topic four price doji ha lakin is k smjhny sy pahly doji ki cheez ha ye smjhna bhot zrori ha tb he hum four price doji ki detail ko smjh skain gy
    Dear doji ek importent candlestick pettern ha jis ma aisi candlestick bnti ha his ma market price jis point sy shrou hoti ha us point py close hoti ha.yani k candlestick k start ma market ki jo price hoti ha tou jb candlestick close hoti ha tw market ki wohi same price hoti ha is trha ki candlestick ko hum DOJI candle stick kahty hain ye ek importent candlestick pettern ha is k agay bhot si types hain jin ko hum diagram ma dekh skty hain

    FOUR PRICE DOJI PETTERN:
    dear doji k bary ma ap sb jaan chuky hain k doji ma market ki opening or closing price same hoti hais four price doji ki ki khaas bat ye ha k is doji ma market bilkul he movement nhn krti is ma candlestick ka na he koi upper shadow hota ha or na he koi lower shadow hota ha ye bhot he rear candlestick pettern ha or ye chart ma bhot he kum bnta ha is ma market ma koi the movement nhn hoti ek he point py market ruki rahti ha
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	6
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12427528

    IDENTIFICATION IN CHART:
    Dear Jesa k ap ko pta ha k is doji ma market ki opening or closing price same hony k sth sth na he is k upper shadow hota ha or na he is ka lower shadow hota ha ye simple si horizentol line hoti he or minus(-) symbol ki trha hoti ha ye chart ma kbhi kbhi bnti ha is ki shape itni simple ha isi leay is ko chart ma identify krna bhot asaan hota ha is candlestick ka open close low or high same hota ha mtlb k candlestick ki koi body nhn hoti

    IMPORTANCE OF FOUR PRICE DOJI IN TRADING:
    dear forex market ma chart ko study krain tou is doji ki koi importence nhn ha ye chart ma bhot he km bnti ha is ka koi mtlb nhn hota is sy market ki movement ka pta nhn chlta agr ye kisi point ya kisi jga py bn jati ha to hmain chaheay k isy avoid krain q k is ka koi mtlb nhn hota q k ye show krti ha k market ma movement na hony k braber ha
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	17
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12427529
    Dear isi leay hmain chaheay k four price doji ko avoid krain q k is sy hmain analysis krna ma or trading krna ma koi help nhin milti or shyd ye ek he pattern ha is sy forex ma hmain koi guideline nhin milti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Defining Four Price Doji Candlestick....

      Explanation:

      Dear friends doji canlde aik bohot hi mazboot aur powerfull candle hai. jo keh forex business mein bohot hi ziada istamal hone wali candle hey isliye hamen is candle ko always achi trha se samajh kar isko find karke is mein trade karni chahiye to hum is mein kafi achi earning karne mein kamiyab ho saktey hai. Doji candles ki Kitni types hai.

      Dear basically Forex trading me doji candle ki total five types hoti hain Jin mein:-
      1. Standard Doji pattern.
      2. Long-legged Doji.
      3. Dragonfly Doji.
      4. Gravestone Doji.
      5. Fore Price Doji.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (34).png
Views:	4
Size:	1.0 کلوبائٹ
ID:	12427535


      Trading in Four Price Doji Candlestick:


      Dear member aghar app doji candlestick per trade karna chahte hain to aapko chahie ka office market Mein tamam do jiski type ko read Karen ismein kuchh aisi chij hai jo register yashoda Lal per banti hai to uske bad market reversal ka signal deti hai do ji ki body bahut hi kam hoti hai aur ismein Vicks bahut lambi hoti hai aise karnal Court do ji kaha jata hai agar aap is market Mein do ji ko dekhte hain to aapko ismein trade open kar dena chahie Jo peda is market Mein do ji ko dekhte hue trade open karte hain unko is market Mein kafi jyada profit ho jata hai agar aap is market Mein dragonfly doji dekhte hain ya gravestone doji dekhte hain to use per trade karna kafi jyada aasan hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	11
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12427536



      IMPORTANCE OF CANDLESTICK PETTERNS:


      Doji candlestick Ek bahut hi important candlestick hai Jo Humko market ke bare mein Bade Acche tarike se indicate karti hai aur Hamari trading ko perfect banane ke liye Hamari bahut help Karti Hai doji candlestick kya hoti hai aur iski Kitni type Hoti Hai Doji candlestick pattern price ka lay use hota hai or is ka candle up r down ward closed hoti hain or plus ka saign banati Hain.jab be chart ka oper plus ka sign baby to wo doji candlestick ho ge or wo market main price ka related information share Karthi hai .dosara is ka min function secuy ja related hai.ye candle maximum time use hoti hai. Or hamari help Karthi hai..my dear forex forum member trading main Kam karnay ka lay hamy us system ko complete learn karna ho ga pher he ham is Kabal ho sakty Hain ka ham is network SC acha profit hasal Kar saky.us setup main Regular practice ke zurarth hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X