learning with earning is not a tough thing any more !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    salam, bro aap ney theek kaha, forex trading ko mushkil kaam nahi hai bus forex ka proper knowledge ho market ka analysis buhat zaruri hai, students ko chahey k wo demo account use krain phely phir real trading krain part time,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ha aap learn ke sath bhi earn kar hi sakta hai ye koi muskil kam nahi hota hai par aapko learn karte time earn par jyada jor nahi dena hai agar aap jyada earn par dhyan dete hai to aapko bahut hi loss bhi hota hai aur sath me learn em bhi sahi samaj nahi aat hai is liye aapko learn karna hoga sahi tarah hi
      • #453 Collapse

        Mery khyal main hum learning kay sath sath earning kar sakty hay wo aisy keh jo bhi forex trading kay bary main learn karen usko real account par practice karen tab keh us say profit earn kar lain.
        • #454 Collapse

          jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai main aap ki iss baat say agree karti hoon bilkul aisa hee hai forex mein learning or earning aik sath hoti hai or iss mein koi mushkil bhee nahin hai bohot easy hai ye
          • #455 Collapse

            g han dear ek student k liye jaha study zaroori hoti hai waha hi us ko paiso ki bhi zaroorat parti hai,apni taleem ka kharch mukammal kadny k liye. q k bohat se students aise hoty hain jin k pas na paise hoty hain or wo study ka bhi shoq rakhty hain to aisay students k liye ye golden opportunity hai k wo apni study k sath sath kch wqt trading mai serve kden or apni zaroort bhi pooori kd ssaken..forex trading is best for students
            • #456 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: bilal05 پيغام ديکھيے
              hame pta hai k aik student k liye study karna aur sath sath earning b karna aik tough thing ho sakti hai .. laikin forex aik aisi place hai jaha study + earning easily dono aik sath easily ho sakti hain .. ap kya kehtay hai is bare mai ??
              han g ap sai khty hai pr j kal dekhy jesa dorr ja rha hai aj kl taugh kam krna sath sath e sekhna chahye agr student hai to is py kam kr rhy hai to koi harj nai is py kam kr k apni study ka e hm apne emay sara hrcha utha skty hai
              • #457 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha is business me earning hm karna chhaty hain tu us k liyte hmen is business me achi learning chhaye hogi tb hi hm is business me achi earning kar payen gyn kyun k bgair learning k hm kabhi bhi is business me success hasil nahi kar paty hain
                • #458 Collapse

                  g han forex na ak bahot hi acha bisnes kohla ha ak satundent kah laya ak satundet bahot aram kah sat montly kama saktah or apni life ko best sa best bana saktah ha
                  • #459 Collapse

                    learning tu important hai and forex aik bahot acha business hay aap forex say bahot achi earning kar saktay hay mein forex ko bahot pasand karta hon log forex say achi earning kar letay hay mein chata hon kay future mein forex say achi earning karon aur aik kamiyab trader ban jaon .
                    • #460 Collapse

                      asalam o alaikum dear freindz ap pehle forex ko achi trah full tyuari aur mehnat k saht seekhein aur ap ko net pe search kerna chahy aur learning k bad agla step earning aata hai
                      • #461 Collapse

                        g bilkul or agr ham aisay kary gay to i think ham ko both sides sy benefit hoga 1 to ham ko trading sy bi profit mily ga or 2nd hamari learning or upgrade hoti rahy gi or ham ko udhr sy bi acha khasa profit mily ga
                        • #462 Collapse

                          yes brother jab hum account bana kar trade kartay hain tou hum boht koch seekhnay ko milta hai kyun k forex main hamin seekhnay k liya boht chzon ko samjna parta hai lakin hamin pehlay demo par practice karna chaya tab he hum ais ko samj saktay hain
                          • #463 Collapse

                            isi leye to kehtai hai forex bohat achi working hai or earning hum online working seakh kar or ghar baith kar sub kuch kar k asani sai earning kar saktai hai international working sai or bus humai is ki working ko seakhna hai or aram sai itmnan sai is ki working krni hai or tab is mai earning kr saktai hai achi or apnai khwab porai kar saktai hai.
                            • #464 Collapse

                              learning zarori hia aur forex mein kafi trader is business ko dislike kartay hai is ka reason yehi hota hai ky aap is business mein greedy kartay ho aur is business mein aap hardworking nai kartay aur yeh sahi nai hai is liye aap ko loss hota hia pir aap is ko dislike kartay ho so aap practice karey yehi success ki taraf way hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                dear main to ye kehta hoon k learning with earning tough to hai but students ko anpe expenses poore kerne k lie zroori hai aur ye possible be hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X