learning with earning is not a tough thing any more !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    sir hamain chaye k hum yeh business ek plan and learning k sath he start karain and jab hamain is main earning bhe start h jaye to bhe hamain is main learning ko chorna nai chaye and is ke learning kartay rahna chaye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      ji han forex ak student bhi join kar skta hai kunn k forex baki jobs ky better hai or is ko learn karna bhi easy hai or is sy ak student achi earning kar skta hai.
      • #468 Collapse

        g bilkul agr ap learning k sth earning krte hain to ye koi mushkil nhi balke ek bht hi asan kam hai ap ko smjh ho jati hai
        • #469 Collapse

          Ji haan aap kuch seakh bhi rahay hoo or es par aap ko earning bhi hoo rahi hai es se aachi baat or kaya hoo sakta hai mere lyee this is something really good for every one.
          • #470 Collapse

            jab hum forex trading business ko phley learn karte hain to phir hmen earning krne main koi mushkil nahen ati hai kun ke jab bhi koi admi kafi experience hasil kar leta hai to wo phir market ko smaj kar trade karta hai aur profi earn karta hai
            • #471 Collapse

              bilal bhaei eisa he k hum es business min se kafi bari earning bhi le sakte hin hum es business min jeise jeise work karte hin to hum kafi bari kamyabi bhi le sakte hin es business min hum learning k sath sath agar chahin to hum kafi bari earning bhi kar skate hin aur ye koei tough job nahi he.
              • #472 Collapse

                bai ye kam mushkil nai is me bas tura se hard work kr na pr tha ha or is businesss me learning ke sath sath ap loga is me earning bi kr sak the hain or apni life ko enjoy kr sak the hain bro or hame sirf or sirf positve sochana chaiye.
                • #473 Collapse

                  Jee bilkul stuednts buht kamyabi k sath forex mein chal skte hain lekin shart ye hai k unko proper knowledge mile aur wo usko achi trah se utiise bhi kr sken. Jub tk wo struggle kren ge tu earning nai hogi so ye bhi yad rkhna chai k ye long term project hai.
                  • #474 Collapse

                    Forex trading main esa koi tareeka nahi ha ke aap bageer learning ke es se earning hasil kar sakeen first learning phir earning
                    • #475 Collapse

                      bilkul ap ney tkh kaha as me hum ko stady ke saat sat hum ko as me earn be hote hia me to as ke bare me yahi kaho ga ke as me dil laga kr work kre or ap ko as me succes mail sakta ha hia warna ap ke as me be compart aha sakte hia..
                      • #476 Collapse

                        g ha bahi app thek kahty ho es bary ma lakin ma apko batata chalo ka app ko sab sa pahle forex ko jab start karty ho to uska zaida time dna hota ha ta ka ap aus ko sekah sko ga ka ye kam kesa karti ha jab apko 1 dfa forex par kam aa jye to app esy sa pesa kma skty ho
                        • #477 Collapse

                          jahan tak iss kaam ka sawaal ha to iss kaam main aap ko bht mehnat krni ho gi nahi to aap ko loss ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam main lerning pr zyada zor den aap ko earning khud baq khus aap ko aa jaye gi iss maksad ke liye aap pak forum ko bhi join kr saktey hen iss se aap ko bht fayda ho sakta ha
                          • #478 Collapse

                            learning sahi trhan sy krni chaheay es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi trhan sy krna chahaey yeh sahi ha
                            • #479 Collapse

                              G han ap ne sahi kaha ha is business me hm achi learning se hi achi earning kar skty hain kyun k bgair learning k hm kabhi bhi is business me achi earning nahi kar sakty hain or nah hi apni dreams ko asani se pora kar sakty haain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                g hai bikul aisya hi hai kay apko peglay laernaing ki taraf an ahoata hai phr hi ap is buskiness mei kcuh earning ki taraf barh sakaty hai is liay hi tu a[ko alzmi hi laerning ko pehlay lana hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X