Dear friend jaisa kay ham sab jante hain kay jab bhi market aik quick move leti hai kisi bhi trend mein woh trend uptrend bhi ho sakta hai aur downtrend bhi ho sakta hai Uske bad market Kuchh der ke liye ek Jagah stay Leti Hai aur kuch up down movement karti hai Jisko accommlation phase bhi kaha ja sakta hai ya retracement bhi kaha ja sakta hai.
Introduction to Retracement of Market.
Dear friends trading market Mein retracement aik bahut hi important factor count kiya jata hai Kyun kay is mein market correction Ki surat ikhtyar karti hai aur correction leney ki koshish karti hai ya phir is ko Kuch Is tarike se bhi kaha ja sakta hai kay market kuch time k liye apny trend ko change ker leti hai aur us k opposite direction mein chaly jati hai lekin ye sab kuch aik khaas time k liye hota hai us k baad is mein phir se wahi trend start ho jata hai friends agar aik sideways movement ho rahi ho to us soorat me traders bohut hi ziada muhtat ho jate hen k us sideways movement me kuch waqat baad breakout k bohut hi ziada chances hote hen Jiske baad market Dobara se retracement Lene Ke Kabil ho sakti hai.
Why Retracement Occurs.
Dear friends Jaisa ki Sab traders ko yah baat bahut hi acche tarike se Maloom Hai Ki trading Ek bahut hi risky process hai aur yah uncertain kisi waqt bhi achanak quick down ya up movement kar sakti hai lekin abhi hum baat is per kar rahe hain ki retracement hoti kyon hai
Dear friends is ki sab say badi vajah yae hoti hai kay market mein koi Bhi international level per News release hone Wali hoti hai ya phir koi aisa incident ho jata hai jiski vajah se market bahut hi uptrend mein chali jaati hai ya down trend Mein chali Jaati Hai To ine donon situations mein dobara say market aik retracement leti hai dear friends retracement ka andaza is baat se lagaya ja sakta hai ki world ke economic issues kaise hain Aur retracement Bhi depend Karti Hai in issues par.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим