Introduction to Retracement of Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction to Retracement of Market.
    Dear friend jaisa kay ham sab jante hain kay jab bhi market aik quick move leti hai kisi bhi trend mein woh trend uptrend bhi ho sakta hai aur downtrend bhi ho sakta hai Uske bad market Kuchh der ke liye ek Jagah stay Leti Hai aur kuch up down movement karti hai Jisko accommlation phase bhi kaha ja sakta hai ya retracement bhi kaha ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	23
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12556981

    Introduction to Retracement of Market.

    Dear friends trading market Mein retracement aik bahut hi important factor count kiya jata hai Kyun kay is mein market correction Ki surat ikhtyar karti hai aur correction leney ki koshish karti hai ya phir is ko Kuch Is tarike se bhi kaha ja sakta hai kay market kuch time k liye apny trend ko change ker leti hai aur us k opposite direction mein chaly jati hai lekin ye sab kuch aik khaas time k liye hota hai us k baad is mein phir se wahi trend start ho jata hai friends agar aik sideways movement ho rahi ho to us soorat me traders bohut hi ziada muhtat ho jate hen k us sideways movement me kuch waqat baad breakout k bohut hi ziada chances hote hen Jiske baad market Dobara se retracement Lene Ke Kabil ho sakti hai.

    Why Retracement Occurs.

    Dear friends Jaisa ki Sab traders ko yah baat bahut hi acche tarike se Maloom Hai Ki trading Ek bahut hi risky process hai aur yah uncertain kisi waqt bhi achanak quick down ya up movement kar sakti hai lekin abhi hum baat is per kar rahe hain ki retracement hoti kyon hai

    Click image for larger version

Name:	images (25).jpeg
Views:	14
Size:	39.4 کلوبائٹ
ID:	12556982

    Dear friends is ki sab say badi vajah yae hoti hai kay market mein koi Bhi international level per News release hone Wali hoti hai ya phir koi aisa incident ho jata hai jiski vajah se market bahut hi uptrend mein chali jaati hai ya down trend Mein chali Jaati Hai To ine donon situations mein dobara say market aik retracement leti hai dear friends retracement ka andaza is baat se lagaya ja sakta hai ki world ke economic issues kaise hain Aur retracement Bhi depend Karti Hai in issues par.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Introduction to Retracement of Market.

    Basic:-

    Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Ham ismein Dete Hain Kis Mein hamare pass different trading strategies hoti hai aur ismein hamare pass different trading plants hote hain jinki bataave kam trading kar sakte hain Diya Agar Ham ismein Chitra knowledge Hasil Kar ke kam karte hain Munh Mein acchi Tarah information Hasil Karke kam Krte Hain To Hamen ismein ziada faida ho sakta hai unko ismein kamyabi milane ke chance hote hain Q k trading mn jb hm achi trah information on Knowledge ke sath kam Krainge to hmesha mn ziada faida hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (31).jpeg
Views:	1
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12420617

    Retracement:-

    Retracement larger trend Mein Hone wala temporary price reversal hota hai ye reversal temporary hota hai yehe wajah Hai ky yeh larger trend Mein zayada change ko indicate nahi krta Hai is mein market jab up direction Mein move krti Hai to aik new high level bnati hai lkin Jab market down direction mn move krti Hai to is se pehle ky yeh apny previous low level per Jae is se pehle yeh shuru kr deti hai is k ilawa ye uptrend hota hai is liye is ko higher highs aur higher low se characterized kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (51).png
Views:	23
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12420616

    Description:-

    Retracement reversal trend ek ache trend hai aur in per kam karna chahiye for restoring online business hai jiske andar retracement aur reversal forex trading ka bahut ziada important role hai isliye jitne bhi log forex trading mein kam kar rahe hain hi chahiye ki hua iska istemal Karen Taki ek achcha benefit hasil kar saken isliye aapko chahiye k aap ki dress mein Tod barsat ke bary mn ziada se ziada knowledge hasil Karen jitna acha knowledge aapke pass Ho agar itni hi achi aapki practice bhi hogi aur practice ke liye aapko forex trading course ziada sy ziada time dena hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (32).jpeg
Views:	2
Size:	51.0 کلوبائٹ
ID:	12420615

    Retracement aur Breakout strategy per aap work kar rahe hote hain to aap ismein bahut fayda ho sakte hain aap exact entry point ko file kar sakte hain aur aap ismein ziada Acha profit cancel kar sakte hain Kyunki Jab office mein retracement aur breakouts per trading karte hain to aapko ismein faida hote hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X