Zig Zag trading indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zig Zag trading indicator
    Zig Zag trading indicator ka tauraf
    Zig Zag trading indicator aik technical indicator hy jo hamen zigzag pattern k sath trend k tasdeeq kerta hy, ye indicator trading kay ley aik basic tool hay indicator price movement ko aik specific percentage ko estamal kar kay osay pora karta hey es mein kai kesam kay nazreaat hein jen par aap ko estamal karna chihay or yeh individual trader par depend karta hey ger trend X percent say tabdeel ni ho raha hey to trend belkul bhe nahe badllay ga yeh wazah rahay default sitting 5% hey.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	28
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12555755
    ZigZag Indicator Metatrader 4 main Istimal
    Zig Zag indicator ko MT4 main Istimal kerny k liay sab sy pehly is indicator ko main window main include kia jata hy usky baad shamell karna entahai asaan hey jaisa he indicator ka pehlay he platform bana ja choka hey tamam trader ko bas insert par click karnay ke zaroorat hote hey menu ke taraf down ke taraf draw karen or phir aglay zaile menu mein custom par jain or phir serf Zig Zag indicator par click Karen.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	7
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12555756
    ZigZag Indicator k sath trading strategy
    Respected members forex trading ke doran aik bat ko zaror samjahain ke kise bhe hikamat amli yani ke kise bhe indicator ke istamal se phale us ko demo ke zarye test karain ke aya aap ko us ke bare main sahe samajh agai hay akasat yah hota hay ke indicator to sahe kam karraha hay magar uske sahe istamal nakarne ke waja sa loss hojata hay. ager price 5% down hote hey to zigzag line ko down hota dekhai dayta hey jo keh es bat nomaindge karta hey keh trend hakekaat mein tabdel ho geya hey. Trading men indicater sirf hamre madad karty hen chart ko read karne men aor anylisis karne men islie trading men indicater zarori Hy ke ham entry point finde Kar Len asani see lekin maen yahan pe aek bat add karta chalon ke AP in pe 100% believe nai Kar sakty q ke market in ke bus men nai hoti ye sirf pridiction karty hen.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	2
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12555757
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zig Zag trading indicator

    Description.

    Dear friends zigzag trading indicator trading chart per bannye wala ek Achcha indicator hai friends indicator Koi Bhi Ho uska maksad ek hi hota hai ki vah aap ko trading Mein help out Karey aur is he Tarha ka ek indicator Hai Jisko zigzag indicator Kaha jata hai milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain zigzag return hota hay whi market ka support ya resistance point hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images (45).png
Views:	4
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12419635

    Purpose of zigzag indicator.

    Dear friends zigzag indicator ke Agar purpose ke bare mein baat ki Jaaye to Kuchh yoon kaha ja sakta hai ki zigzag indicator ka basic maqsad ye he hai kay ap kaliye faida laye kay ata hai ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay es indicator kay barye mai parhain ta kay bad mai ap kaliye kafi asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar saktye hain kiyu kay aj kal tu kafi sarye imdicator hain jin pay kam kiya ja sakta hai

    Availability of zigzag indicator

    Dear friends Tamam indicator MP4 trading platform ke andar maujud hote hain bus Humne unko select Karke use Karne Ka Tarika Aana chahie aur zigzag indicator nhi mt4 ky custom indicators main available hota hai tou specialy technical analysis kerny aur support aur resistance ko find kerny ky liay hamain zigzag indicator sy faida hasil kerna chahiay.

    Key points of Zigzag indicator.
    • Zigzag indicator trader use karty hai trend reversal ko identify karny kay liye.
    • Zigzag indicator ki help sy trend ka decision bhi leye ja sakty hain.
    • Zigzag indicator ko use karnay kay liye aur is ki confirmation kay lae kio aur tool b use karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	images (55).jpeg
Views:	1
Size:	27.6 کلوبائٹ
ID:	12419636

    Additional Note.

    Dear friends zig zag less sensitive hota jae ga agr ham prices changes ko enterence sy high set karyn gy. Agr ap bhot low spot set karian zigzag movement say bhi ham achi trade kar sakty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X