Zig Zag trading indicator ka tauraf
Zig Zag trading indicator aik technical indicator hy jo hamen zigzag pattern k sath trend k tasdeeq kerta hy, ye indicator trading kay ley aik basic tool hay indicator price movement ko aik specific percentage ko estamal kar kay osay pora karta hey es mein kai kesam kay nazreaat hein jen par aap ko estamal karna chihay or yeh individual trader par depend karta hey ger trend X percent say tabdeel ni ho raha hey to trend belkul bhe nahe badllay ga yeh wazah rahay default sitting 5% hey.
ZigZag Indicator Metatrader 4 main Istimal
Zig Zag indicator ko MT4 main Istimal kerny k liay sab sy pehly is indicator ko main window main include kia jata hy usky baad shamell karna entahai asaan hey jaisa he indicator ka pehlay he platform bana ja choka hey tamam trader ko bas insert par click karnay ke zaroorat hote hey menu ke taraf down ke taraf draw karen or phir aglay zaile menu mein custom par jain or phir serf Zig Zag indicator par click Karen.
ZigZag Indicator k sath trading strategy
Respected members forex trading ke doran aik bat ko zaror samjahain ke kise bhe hikamat amli yani ke kise bhe indicator ke istamal se phale us ko demo ke zarye test karain ke aya aap ko us ke bare main sahe samajh agai hay akasat yah hota hay ke indicator to sahe kam karraha hay magar uske sahe istamal nakarne ke waja sa loss hojata hay. ager price 5% down hote hey to zigzag line ko down hota dekhai dayta hey jo keh es bat nomaindge karta hey keh trend hakekaat mein tabdel ho geya hey. Trading men indicater sirf hamre madad karty hen chart ko read karne men aor anylisis karne men islie trading men indicater zarori Hy ke ham entry point finde Kar Len asani see lekin maen yahan pe aek bat add karta chalon ke AP in pe 100% believe nai Kar sakty q ke market in ke bus men nai hoti ye sirf pridiction karty hen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим