stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai jaan agar appki equity achi hai aur appka capital appkey trade ko support kartha hai aur appka backup hai toh appko stop loss nahi lagni chahiya agar appney trend k andar trade ki howi hai aur kam margin mein ki hai aur soft lot k lagaya howa hai kiyun k market apni jaga wapis zaroor ati hai tora time lekar mein khud b stop loss use nahi kartha magar mein new users ko yeh zaroor recommend karunga k woh stop loss use karien..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji haan mere khyaal se bhi forex mai trading k waqt hamen sirf profit ko hi mind mai lekar nahi chalna hai bal k hamen stop loss ko bhi apne mind mai rakhna hai
      • #78 Collapse

        dear forex trading main stoploss hameesha use karna chahey aur yeh achi cheez hay kion k es se hum ko zeyada loss nahi hota aur wasy be agar nahi karain gy tu accoun khai ho jay ga
        • #79 Collapse

          dear frndz,forex ma jab tk ap hardworking nia karo gay to tb tk ap loss ko kam nai kar sakty q ka loss hony ki sab sa bari waja weak knowlegde ha or bad planing b hay.or hamy chahye ka ham mehnat kary ta ky loss bht kam ho jaye.
          • #80 Collapse

            yes dear stop loss is good thing in trading or is ka use hamain hr trade main krna chahie . main to shoro se h stop losss ka use krta hun or maximum loss se bach jata hun. or dosron koo bhi mashwara dunga k greed ko choro or thora kamao lekin use bacha bhi lo
            • #81 Collapse

              haan g bilkul aap ne theek kaha stoploss k ilawa agr aap trade kro ge to aap zero ho sakty ho aur apni mehnat par paani phair sakty ho lakin main abhi new trader hoon aur forex ko achi trah samajhny ki koshish kr raha hoon
              • #82 Collapse

                ji mera b yahi mana hain k jab b hum trade karey toh hummein chayeh k hum stoploss zarur use karey ta k hum jo lose karty hain wi zydaa na hoo aur stoploss ek important tool hain forex main iska istemal zaruur karna chayhen.
                • #83 Collapse

                  dear brother stoploss aik acha tool hai forex main is liye merey khgayal say is k bger forex main kaam karne say hum ko loss bi ho sakta hai is say hum ko agr loss ho to agr hum is ko use kjarte hain to loss kaam hota hai is say
                  • #84 Collapse

                    Yes as a trader i will say that it is very good for you to always set stop loss so that you will be able to protect your account from one level to the other and that is really the sure way to grow at all times
                     
                    • #85 Collapse

                      main aap ki iss baat se agree bhi karta ho aur aap ne bhut achy baat ki hai aur jo bhi forex mein news hain un ko iss baat per act karna chaya kyun k jab hum stop loss ko use nahi karta hain tu hum ko bhut ziada loss ho jata hain aur humra account bhi clean ho jata hai iss liya forex mein stop loss ko use karna chaya.
                      • #86 Collapse

                        forex k software men bht hi usefull option he k app stop loss or take profit zaroor use karen, q k trading chalta he profit or loss par he, is leye apny loss ko control men rakhny k leye stop loss zaroor use karen,
                        • #87 Collapse

                          bhai jan aap na bilkul theek kahaa h aagerr hum stoploss ka bagair trades sko karnaain gain too us main hmaian kuchh bii nai milaa aga kuii ka is main lose hi hotaa ha haiam jaab hiihum stop lose ka bagair tardes ko kartaian hain .
                          • #88 Collapse

                            han g stoploss use kerna bht hi zaroori he warna humara loss ziada b ho skta he lekin stop loss hume ziada loss se bacha leta he or is tara se hum apne account ko survive ker skte he.
                            • #89 Collapse

                              yes gee haan my dear app nay bilkul sahi kaha hai iam agree with you humein jab bhi trade karni chahiye without stop loss nai karni chahiye agar app without stop loss trade karey gey to app kay liye bohat risky ho ga my dear app ko chahiye kay jab bhi apna oder market mein take karey market watch karey aur analysis kar kay hi apna oder lagey aur take profit aur stop loss dono use karey es tarha app market mein save rahen gaey bohat big loss honey say aur es mein app ki bhi bohat saftey hogi his a very good and smart online currancy buy and sell bussiness
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                G mery khial mein stoploss ko humein apny experience sy kam karna chaheay wesy mujhy is bary mein abhi itna konwledge nahi hy Q K mein sy abhi trading start nahi ki or mein forex forum par posting kar raha hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X