stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ji janab risk managment ke bina ap kisi bhi waqat apna account wash kerwa betho gay to bhai stop loos lagana bohat zaroori hy risk free trading kernay ke leye . hamesha trade open kertay hi stop loos zaroor lagaain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Ji app nee bilkul theek kaha Stop loss hamein hamesha use karna chaiyee jaab bhi hum trading karein because aksar market ekk hee trend mein bohat zyada move kar jati hai too phir trade mein hamein bohat zyada loss hoo jata hai aur aksar account bhi finish hoo jata hai
      • #93 Collapse

        bhai jan mery khial ke motabiq hum agr forex men kamyab huna chahity hen to hum ko es men stop loss or take profit use kerna chahey or tab hi hum es say profet earn ker sakity hen agr hom stop loss or tp use nahen kertey to hum es men loss kreen gay .gee han hm as men stop loss kar k take profit kaar sakete hen or stop loss kar ka loss bi kar sakte hen ye hamari trading pr nerbhar karta he.
         
        • #94 Collapse

          nhai je agar ap stop loss na bhi kare tu koe baat nahi app k pass experience hona lazmi hay forex trading k lye aur stop los tu sirf hum ko lose say bachata hay
          • #95 Collapse

            Sai baat ha stoploss use karna bht hi zada imp ha ku k agar hum wo use nai karenge to hamara account chand dino me hi khali hojayega and uske bagair trading karna chote investors k liye ghalti se kam nai ha ....
            • #96 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
              forex me mje 2 saal ho gay kam krte hue or jb b mera account hali hua us ki waja stoploss use na krna or ab me ne ak mind bana lia ha k forex me ap ki hr trade profit me nahi ja skti is lie trade dalte hi apne analysis k matabik stoploss or take profit laga lena chahye nahi to ap ko bohat bra loss b ho skta ha ap kia kaho ge is barey me??????
              humain stop loss k bagair koi trade nahi lagani chahiye aur stop loss bhi proper analysis k zariye set karna chahiye aur aik dafa jab stop loss set kar diya tu uss k sath consistent rehna chahiye aur uss ko mazeed barhaty rehna nahi chahiye.
              • #97 Collapse

                g forex bohaat main humain stop loss se madaad laine chahie hai tab hi hum forex ko seekh kar achi trading k sath best aur kamyab trader ban kar achay forex earner ban saktay hai aur forex main bohat mehnat ki zarurat hoti hai.
                • #98 Collapse

                  Jee apki baat sahi hay agar hum forex trading main stop loss use nahi karty to hum ziada loss bhi kar sakty hay so humay chahiey keh ziada loss say bachy aur stop loss option ko use karty huwaay trading karen.
                  • #99 Collapse

                    Aisy bat to nahin he keh stop loss ke baghair trading kuch bhi nahin hey but agar hum stop loss ko use nahin kartey hain to phir hamen is main bara loss ho satka hey isliye stop loss aik acha tool hey aur is sey hum wohi loss kar saktey hain jo hum efford kar saktey hain.
                     
                    • #100 Collapse

                      Stop Loss Kahin Jaga App Ko Boht Ziyada Faida deta hai. Yani Ke App Agar bara Loss kerne Jaa Rahe Hein To App ke Liye Stop Loss Aik Behtar Option Ho Sakti Hai Jo App Ko Bachaye ga Bare Loss se Aur Apki Investment Bacha deta hai.
                      • #101 Collapse

                        yes bro i agree with you ek bat ko agr gor sa dakha jay to compny na agr ek option rakha ha to us ki waja be koi ho ge stoploss forex main buhat zrori ha ya zrori ni kay ap har trade main profit he nikalo ap ko loss ka be mind main rakhna chaiye or stop loss or take profit kay option ko zahin main rakh kar ap har trade lahao
                        • #102 Collapse

                          dear forex me stop loss boht best tool hai jis ko use kar k hum forex me ziyada loss se apne account ko mehfooz rakh sakte hen .pakistan me wese bhi light ka masla hai isliye humen apni har trade k sath stop loss aur take profit dono lagane chahiyen .
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                            forex me mje 2 saal ho gay kam krte hue or jb b mera account hali hua us ki waja stoploss use na krna or ab me ne ak mind bana lia ha k forex me ap ki hr trade profit me nahi ja skti is lie trade dalte hi apne analysis k matabik stoploss or take profit laga lena chahye nahi to ap ko bohat bra loss b ho skta ha ap kia kaho ge is barey me??????
                            bhai ma sha Allah se aap ka account bhi boht bara hai or aap to trade b big size pe lagatay honge is lia stop loss ka istmal to nagazeer hai. but aap ne agr small size se lagai hai to meri ni khayal aap ko stop loss lagana chaiye kio aik pair aik dum se 10 12 rupay yani 1000 points to neechay nai jai ga na jis se aap ko full lost na ho. Stop loss us surat main best hai jab aap kay pas account chota hai.
                            • #104 Collapse

                              well my dear friend, wesay to mein aik beginner hun iss field main aur abhe forex trading ko learn kar raha hun aur jahan tak kay meri knowledge hay to stoploss uss time use kia jata hay jab hum trade open kar dain aur hum screen kay samnay baith kay watch na kar rahay hon, ta kay ager market up n down hoti hay to stop loss apna work karay lekin ager hum trade open kar kay watch kar rahay hon to i think stop loss ki zaroorat nahi parti...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                aap ki baat buht achi hai meh aap ki baat say agree karta ho kio k dear forex trading me jab ham greed kartey hian toh ham ko loss ho jata hai ic liye ham ko har trade me stop loss use karna chahyea..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X