stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    thek kaha ap nay mey bhi is vqt bry bry professional trader bi trade lgaty time stop loss ka tool lazmi use krty hain jbky unhain trading krty howy kai saal guzr chuky hain lekin y kam hi aisa hai or is tool ko use kiye bghair agy brhna impossible hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Nhe aisi baat nhe har kisi ki apni strategy hoti hai aur plannign kr k trading krta hai islye apko chahye k apni planning kr k trade krayn aur iss main ap ko jo bhi loss ho tu apko pata hoga k kasay loss hua hay lehaza apko chahye k apni trading main ap achi tarha samjh kr aur trading kr k apny lye asani paida krayn takay apko stop loss ki zarurat na pary
      • #63 Collapse

        G han bro forex mein stop loss karna buhat eham hota he har trader k liye. mera aik dost he jisne is forum se 300$ bonus banaya ta or stop loss karna wo bhool gaya ta or osko sara ka sara loss hogaya tha account pora khali hogaya ta
        • #64 Collapse

          g brother ap na theak kaha ha ager forex ma stop loss na lagya jaie to phir to loss he loss ha is leya hum ko chia ka hum forex ma stop loss istamal akry tab he humary leya bahter ha wagerna loss he phir
          • #65 Collapse

            nai hoti lakin agr aap ne koi trade open ki ha ore aap live view nai kerrahay to aap ko zaroor stop loss use kerna chaahiay.werna aap ka capital wash bi ho sekta ha ap loss se bach skte hain ye trading ka hisa hai is trha apko nuksan nhe hoga or apka profit bhe save rahe ga.
            • #66 Collapse

              Ji han Forex trading me jab bhi trader order lagaye to us ko chahiye k wo apny analysis k mutabik apny order ko modify kar k stop loss and take profit de ta k us ko loss us k analysis k mutabik he ho aksar trader trading me order ko stop loss nhi dety jis ki waja se un ka order mazeed loss me jata rehta hai or aksar k account wash ho jaty hai is liye stop loss lazmi dena chahiye kyu k stop loss trader ko ziada loss se bachata hai or trader k analysis k mutabik trader ko loss hota hai.
              • #67 Collapse

                no bro kai log to stop loss lagate hi ni is main koi bi cheez lazmi ni sirf apki help k liye di huwi hai ap si tareeke sai km krain forex main ap ko stop loss lagana hi ni prega
                • #68 Collapse

                  Muje forex k business mein kafi arsa ho gya he kaam kartay howe aur is saare time mein main ne yahe jana hy k jaab b ap ne stop loss nhe lagaya ya laga k us ko aik do dafa move kar dia tu ap ka account wash ho jay ga bus dekhtay he dekhtay.
                  • #69 Collapse

                    situation pe depend karta hay ap ney jo trade lagai hogi wo kitnay strong trend ko dekh kay lagai then stop loss ka use hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                    • #70 Collapse

                      nhi ham bilkul bhi is tarah nhi keh saktey hain bhai k stop loss k baghair ham kuch nhi kar saktey balka ham yun keh saktey hain k stop loss k baghair ham zayda loss se bach saktey hain or ye hamain lagga chahye ager ham zayda expert nhi hain trading main tu.
                      • #71 Collapse

                        Dear stop loss aick achi cheez hai is se agar aap live trading kar rahe hote hain to is men ya acha kam karti hay...
                        • #72 Collapse

                          dear main ho is site pe new hun tho main is ke bare main nahi janta
                           
                          • #73 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                            forex me mje 2 saal ho gay kam krte hue or jb b mera account hali hua us ki waja stoploss use na krna or ab me ne ak mind bana lia ha k forex me ap ki hr trade profit me nahi ja skti is lie trade dalte hi apne analysis k matabik stoploss or take profit laga lena chahye nahi to ap ko bohat bra loss b ho skta ha ap kia kaho ge is barey me??????
                            asal main ye importnt hai bhe aur nhi bhe,.,.gr aap ne koi trade open ki ha ore aap live view nai kerrahay to aap ko zaroor stop loss use kerna chaahia
                            • #74 Collapse

                              Dear friend humein forex trading kertay huey stop loss kas zaroor use kerna chahiye kiyunke iss se hum loss se bach saktey hein kiyunke yeh trading ka aik important hisa hai aur iss se humara profit bhi save rehta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yess dear aap na bilkul theek kahaa h aagerr hum stoploss ka bagair trades sko karnaain gain too us main hmaian kuchh bii nai milaa aga kuii kaa is main lose hi hotaa ha haiam jaab hiihum stoplose ka bagair tardes koo kartaian hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X