stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main perform karein gay aur is forex main knowldge k begair hum kuch hasil nai kar sakty hain aur haar jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is main pahr hi profit hasil karein gay ta k earning ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      yes my dear you are exactly correct if any trading holder does not have stop loss for the trading he can be fallen in loss any time so stop loss does mean analysis of investment what you invest while trading hence Forex is the largest online business market in which each moment of the day should analyzed as you could be familiar about Forex trading,, thanks
      • #693 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi profit lane ha to per hum ko apna trade ma stop loss ka option zarori lagana hoga q ka ager hum stop loss ka option ko use nhi karta ha to per hum ko achi profit nhi hoge es leya hum ko stop loss ka option apna trade ma lazmee lagana hoga..................
        • #694 Collapse

          bhai ap thek k rahe ho forex trading mai take profit or stop loss use karna hota hai mai khud b isay bhot dafa use karta hu kiu k forex trading mai market ki direction hum ko follow nh kar sakte hai is mai hum just apna analysis he kar sakte hai is waja say agr hum stop loss use karte hai forex trading mai us say ye hota hai k humay itna ziyada loss nhe hota acount wash hone say bach jata hai
          • #695 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
            forex me mje 2 saal ho gay kam krte hue or jb b mera account hali hua us ki waja stoploss use na krna or ab me ne ak mind bana lia ha k forex me ap ki hr trade profit me nahi ja skti is lie trade dalte hi apne analysis k matabik stoploss or take profit laga lena chahye nahi to ap ko bohat bra loss b ho skta ha ap kia kaho ge is barey me??????
            Assalamu alaikum bhai main aapki baat se agree nahi karta Mere Khayal ke mutaliq stop loss Ek bahut accha Forex tool hai Jis Se Hum thoda knowledge hone ke liye wajah se use kar sakte hain agar aap Kisi use nabhi Karenge 2 aap ko Jyada problem nahi hogi
            • #696 Collapse

              jab hum forex mai trade karty hain to hamy is ka bonus milta hain lakin agar hum trade mai stop loss ko use nahi kary gy to hamy loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hun forex mai kamyabe hasial karna chatye hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe stop loss ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
              • #697 Collapse

                stop loss ke bohat ahmeyat hain agar hum forex mai kam karty howe stop loss ko use nahi kary gy to hamy siraf loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy stop loss ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or market mai run kar ky ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                • #698 Collapse

                  Ji ap ki bat bilkul durust hai ke hamain stopless use krna chaiye es se hamain zada loss se bachne ka moka milta hai aur esi tarah account wash hone se bhi bach jata hai aur bhi bohat sare faide hain
                  • #699 Collapse

                    is main stop loss ko use kar k hi hum achy say run karein gay tab hi hum real main achi trade karien gay tab h hum achi trade karein gay tab hi hum knowldge hasil karein gay tab hi hum knowdge hasil karein gay tab hi hum market main planing kar k hi hum achi trade karein gay
                    • #700 Collapse

                      jab hum kam karty howe stop loss ko use karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus hasial kar kety hain forex aik international business hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai kabe be band nahi ho sakta hum isy apna life time career be bana sakty hain yai pury pakistan mai be legal ho cuka hain
                      • #701 Collapse

                        bhai hum agar brain sa kaam kara tu hum loss sa bach sakhta ha forex ma manat sa he work hota ha asi liya hum ko forex ma loss be ho ga or faida be tu hum ko hemaat nahi haar ne chaya khu ka jo daar ga wo maar ga ha asi liya hum ko or haar bussiness ma loss be hota ha bro hum ko manaat karne chaya manaat ka phaal matia ho ta ha ok bhai tu loss or faida doono common ha jis cheez ka faida ha ous ka nuksaan be ha
                        • #702 Collapse

                          stop loss ko use kar k hi hum loss ko cover kar skaty hain so hamain market main is k bary main trend ko use karna ho ga tab hi hum real main achy say perform karein gay aur hamain market main knowldge acha ho ga tab hi hum achy say profit hasil karein gay
                          • #703 Collapse

                            forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain jo log isy use kiye bager kam karty hain unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy kam karty howe zaror use karna chahey pher he hum kamyab hony gy or loss ko avoid kar saky gy forex aik international business hain yai students or house wife's ky liye best job hain
                            • #704 Collapse

                              aap ko is ma stop loss our tak profit ko use karna cahay is ma aap ko stop loss ko ues karnay sa aap ka account save rahay ga is ma aap ko tak profit ko be ues karna caahy is ma aap ko apnay trad ko dakty he rahnay ki zaroorat nhe hote ha aap is ma traget set kary our pc off kar day aap ko kad he profit mile jay ge agr is ma tak profit set ho to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                aap nay sahi kaha ha is ma hum ko cahay kay money mingmint ki knowlged hasil kary ow is liay kay hum ko is ma stop loss ko set karnay ki knowlged ho is ko apne har trad ma set karna cahay q kay agr aap is ko set nhe karty ha to is ma aap ko loss ho jay ga is kay set karnay sa aap ka account save rahay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X