stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    yes dear forex mein agar to professional ki trha work krna ha to stop lossk sath work he kiya ja sakta ha q k forex mein agar ap ki koi trad ap ko loss me bhe ly ja rahi ha to ap k analysics galt bhe hoty hein to stop loss sy kam loss hoga or zyada loss sy bacha ja sakta ha or kamyab trading ki ja sakti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat safe ho sakti hay aur humay chahiey keh esko apni trading ka hissa bna lain ta keh hamesha esmain sahi say earning kar saky
      • #648 Collapse

        agr hum stop loss ko use karty hain to humain aik limit milti hay magr humain take profit ko b use karna ho ga humain hard work karna ho ga ta kay take profit hit ho jaye or humain stop loss ko b use karna ho ga
        • #649 Collapse

          g brother bilkul app nay thek kaha hai ager aik trader stop loss use nahi karta hai tu wo life bhar iss mai success nahi ho sakta hai kun iss say uska account wash hony mai dair nahi lgy ge is leay iska use bht importance hai.
          • #650 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
            g brother bilkul app nay thek kaha hai ager aik trader stop loss use nahi karta hai tu wo life bhar iss mai success nahi ho sakta hai kun iss say uska account wash hony mai dair nahi lgy ge is leay iska use bht importance hai.
            ge han bhai hmein apne trading mein take profit aur stop loss donon ka istemal krna faidamnd hota he aur hmein apne trading mein account ko wash hone se bachana he aur hm apne forex trading mein ache experience se kam krein aur apne forex trading mein jo important tools hote hien un ko smjh kr apne trading market ke sath chl kr acha profit hasil krte hien
            • #651 Collapse

              Forexmarket risky business hai esbusiness mai earning hasil krnay kay lye hum forex ki learning krnahai. experience asil krna hjai touhum forex markdet mai profit ho gy. begar learning kay earning nahi ho gy.
              • #652 Collapse

                stop loss kay begar bhe trade kr sakty hai. bohat say trader stop losskay begar trade krtay hai. forex market mai trde strategy ki madad say hoti hai. es taah ap forexmarket mai begar stop loss kay trade kr sakty ho
                • #653 Collapse

                  mera b kuch similar experience raha hai actually hum is chakar mein hotay hain kay trade loss mein close na karni parhay aur trade itni negative hojati hai ky account wash kar deti hai stop loss ak bohat zabardast option hai jisko use kar kay hum offline time mein b befikr ho saktay hain sirf stop loss he nahe take profit b zaror use karein coz sometime ap kam profit pe b trade ko band nahe kartay r later on apko loss hojata hai aur jo profit mil raha hota hai woh b nahe mil pata.
                  • #654 Collapse

                    stop lose aik aysa point hai jo k hmary lose k level ko kam krta hai agr hmain es ka istmal krna nahe at atu ap ny bilkul sahi kaha hai k hmain bht lose ho ga tu bahtr tahi hai k ap apni trade mn stop lose ka use kro
                    • #655 Collapse

                      hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur stop loss ko use kar k hi hum is forex main sucess ho skaty hain aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k earning ho
                      • #656 Collapse

                        forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apni trading main stop losss ka use karna sahi hota hai yah aik aysi tehnique hai kjis sse trading karny se hmari trading ko risk ka level kam ho jat ahai or es main hmain oprofit aghr zeyda nahi hota tu kam zaror ho jata hai es liye stop oss ko sikhna chahye har trador ko
                        • #657 Collapse

                          stop loss ko istamal krna kafi zada humy moka daita hai jis say khud kay liay hum nay is tara say kaam ko kr saqty hain jis ki vaja say hum nay is market say kafi zada kama saqty hain or sath main ye loss say is tara say bacha saqty hain khud kay account ko
                          • #658 Collapse

                            Yes Bahi Agar Hum Stop Lose Ka USe Krain gaye To hum kafi had tak loss se bach sakhtey hain aor agar hum stop lose ka use nahi karain gaye to harma loss kafi ziada ho sakhta hai....
                            • #659 Collapse

                              jee bhai baat to apnay achi ki ha forex atrding ma ham agar stop loss nai lagaty ha to uska naqsan hamay loss hi halat ma hota ha qk agar ham stop loss lagaty ha to hamay idea ho jata ha kay agar market neachy chali jati ha to hamay ziada loss nai ho ga islay bs ap jab bhi tarding krty ha to apko stop loss lazmi lagana chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Treading mai kamyabi ki aik bhari waja stop loss hai stoploss ka eatamal hmy kisi b bhary nuqsan sy bacha sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X