loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1471 Collapse

    Dear agr ap ko forex m loss ho b jay to ap kbi apny dil pr na la foex m loss b hasa hai as m to ya kaho ga ap jo b busines start krty hai to as m sb ca pahly point loss ko samny rakh kr start kea kr ya n socha kra ka m ya business start jo kr raha ho mujy profit ho ya bilkul galt soch hi hr kam pahla point jo hai vo loss hota hi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1472 Collapse

      yes brother you are right ham ko forex me kabi bhi ye nhi sochna chahye k ham ko loss nhi hoga or ham hamisha kamyab hon gy es me kamyab wohi hai jo apny emotions par control karna janta hai or es k ilawa ham ko apni mistakes ko find karna chahye jo hamary loss ka sabab banti hain asal me yahi to experience hota hai jo insan ko ahsta ahsta milta hai or yahi experience aik din ap ko kamyab trader bana deta hai
      • #1473 Collapse

        Ap NY bhi theak kha hame loss ki waja sy hemmat nahi harni chahiye west b loss or business hr kam me hota AGR hame loss ho jay to himmat nahi harni chahiye balky us loss ke waja channani chahiye phir us galti ko due krna chahiye
        • #1474 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
          forex me bohat se dost loss ki waja se apna dill har bethte hen or bohat mayoos ho jate hen but mere hayal me ak trader ko forex me himat nahi harni chahye or mehnat or lagan se forex trading ko seekhna chahye or ak baar pher forex ko ak nai umeed se shru krna chahye loss is business ha hissa ha ap kia kehte ho ??????
          Lost Forex trading ka ek important part have traders Ho Jab pyar ho toh unko mind nahi karna chahiye Apne Ko recover karne ki dry Karni chahiye aur apne Lahoo Se learn karna chahiye
          • #1475 Collapse

            Bhlkul theek kha apne agr hme loss ho raha hai to hme himat nai harni chaiya bhlka trading per or ziyada mehnat karni chaiya aur ziyada learning karni chaiya apne kaam me itni laghan se kare ke mistakes be ap se door hate forex se jo be related cheza hn for example demo skill aur be bht cheza hn agr in sb chezo ko samjh lenga to zarror khamyaab honga..
            • #1476 Collapse

              Her business mein loss aur profit hoty hein,loss ho jany se himat nahi harni chahiye bal keh us business mein aur struggle kerien aur us business ko profitable business bana k sab ko heran kerien aur kamyabi aap k kadam chomay.
              • #1477 Collapse

                Dear friend gab bhi ap ko loss ho to ap hemat mat haro qu k gaha profet hota hy wahi pay loss bhi aa sakta hy as leye hemat matharo aur loss anay ki waga par tawago do
                • #1478 Collapse

                  Blkul ap na thek bola hai ka agr ap ko lose hota hai tu apni himmat na haro blka ziada practice kro baz log account ka wash hona pai forex chor jata han aisa nea hona chaya lose bhe business ka hisa hota hai hamain aur mahnat krni chaya ta ka lose sa bacha sakan
                  • #1479 Collapse

                    Bilkul theek baat kar rahe hai aap Agar Hame loss ho jata hai to Hame Himmat nahi hona chahiye Agar Hum Himmat Haath Jaate Hain Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahi kar Pate isliye Hum Sab Ko chahiye ke kabhi bhi Himmat na Hare usko aur mehanat ke saath kaam kare target Hum Sab is business mein jyada Se Jyada successful Hasi kar sake
                    • #1480 Collapse

                      yes it is right ,yeh baat theek hay k hamain life main zinda rehnay k liye koi na koi kaam to karna he hoga magar agr ham lose k dar say kaam karaingay tab hamain lose he hoga aur agar ham lose ka samna kartay huvay dut jaingay tab lose bhi hamara peecha chore jaiga hamain koi bhi kaam start karnay say pehlay yeh baat soch laini chaye k lose bhi hoga aur is baat ko apnay mined main rakh laina chaye k hamain lose bhi hoga .
                      • #1481 Collapse

                        agar hamy forex mai kam karty howe loss ho jy to hamy zada thence nahi hona chahey balky dobara ache learning hasail kar ky market ky rules ko follow karty howe or marekt ky up down ko dahkty howe kam mahnet or confidence sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                        • #1482 Collapse

                          hamain market main plane kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum run karein gay aur is forex main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur market main knowldge hasil karein gay tab hi hum kamyab ho sakty hain it si best job
                          • #1483 Collapse

                            forex mai kam karty howe hum jab koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin hamy zada thence nahi hona chahey balky next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy or aone zarorto ko pura kar saky gy
                            • #1484 Collapse

                              loss se ghabrana nahi chaye agr hum khud forex ko smjhen or market k trends se khud faida uthaen to hm apne liye khud opportunities bana sakty hain.Is k liye boht zarori hi k hmara Forex market k bary m Knowledge acha ho or sab things pr aboor hasil ho yani k forex me master hun loss nahi hoga tab hi dear hm khud apne liye opportunities create kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1485 Collapse

                                Yes dear forex ma profit k sath loss b ho skta ha aur iss ma bht loss b ho skta ha iss lia huma b chaya k
                                Loss se na dara bulka himut se kam le

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X