loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    agar ap ko loss ho jata hai to ap himat nai harni chy balk aik bar pher ap ko umeed ka sath kam shro kro ap zroor kamyabi ho ge ap parshan na ho is kam main parshan hona sub se bara loss hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      loss or profit forex trading ka aik aham hisa ha is liye jaisy hum profit kar k khush hoty hain tu humain loss main bhi ziada paeshan nahn hona chaye bulky khud par control kar k kam karna chaye ta k apareshani main hum ziada loss say bach sakain
      • #333 Collapse

        bikul jaise profit forex ka hissaa hai jis mai ap earn kerke khushi hote hai ishe tarha loss bhi hota hai aur loss hone ke suraat hai himmat nahi harne chaiye kyun ke forex mai trading kerte hoe loss hota hai starting mai.thanks.
        • #334 Collapse

          salam dosto,apki bt bht achi ah or farmaya gaya ha"shikast khana buri bt nai ha shikasht kha kar himat har jana buri bt ha "to hamy loss ho to hamy mehant karni chahye .
             
          • #335 Collapse

            Yes sir aisa hee hey key agar aap ko lloss ho jata hey tho aap ko apni himmat nahi haarni hey bas aap ko karna ye hey key app daikey key loss ki waja kya thi or loss k mutabik hee aap forex ko zyada karney ki koshish kya karey
            • #336 Collapse

              j ha jis ko forex ma loss hota ha usa ko hi forx ma profite b hota ha ya sub forx teading ka hi aik hisaa ha loss plus profite
              • #337 Collapse

                waisay bhe aik baar loss karkay himmat harjanay wala asal matlab m looser hai asal banda to woh hai jo loose karay aur phr us kay baad woh mehnat karay learning karay aur practice karay aur phr next time earning karay
                • #338 Collapse

                  app ne bilkul theek kaha hai ager app ko is business men loss bhi ho jata hai too app himmat na harain qk loss business ka hissa hai business men loss to hota rehta hai app ko chahieay ke hmmat se akaam len
                  • #339 Collapse

                    if you want to get rid of the loss then we should be able to manage money well. We should not be hasty in doing forex trading. Because the slightest mistake can be fatal. We thirst to analyze carefully before entering the forex market. We do not feel too confident that we inadvertently. As a result, we often experience a loss for the sake of losses.
                    • #340 Collapse

                      ji bhai aona bohat ache bat ke ha ma apke bat sa agree krta ho trading aik asa business ha jis ma profit and loss dono braber hota hn in ka chances equal hota hn and agr loss ho jy to usa accept kr ka next time us sa avoide keya jay and insan apne galtio sa he sekhta ha
                      • #341 Collapse

                        g ha mary khayal sa ape na sai bat ke ha loss to sat sat ha ager huma profit hota ha to loss be hota ha .................
                         
                        • #342 Collapse

                          Loss Part ha her bussiness ka trader ko loss hota ha tou sad nah hon ap balke us loss ko as a lesson len and learn kren k kum kse kis wajah se ap ko loss huwa jb ap in cheexon per tawajou do gae tou ap ko experience bdhe ga and ap achay trader banae lgo gae
                          TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                          • #343 Collapse

                            G han! forex main agar ap ko loss hobi jaye tu ap log apna dil chota na karay or na hi mayoos hona chahiye profit or loss tu business ka aik part hai agar ap mehnat or lagan or hard working k sath trading karay gay tu ap successful zaror hongay.
                            • #344 Collapse

                              Asslam o aliekum! Yes i am agree with you humain loss ko bardasht karnay ki himmat rkhni chaiye q kay koi bhe aesa business nae hai dunya mein jismein apko loss na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                g bilkul bhai loss kii waja se aap forex trading ko na choro q k starting main aap ko zyada nhi pata hota es liye aap ko loss ho jata hai koi problem nhi hai es baat main lekin waqt k sath sath aap bht kuch seekhty ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X