loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    business ho us me profit ore loss saath saath hotay han ..forex me loss ore profit short timing me hota ha is liay humain agr loss hota ha to zaroor sochna chaahoay k kis mistake ki weja se loss hua ha .ore mistake ko control kerain ore himmet na haarain forex mein ap ko loss tou hota he ya ho nai sakta ha ke ap ko loss na ho is liye hmein is mein himat nai harni chaye is q ke aik waqat asa be ata ha ke ap ka wohe loss
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      G han bhai jan forex trading ma loss b hota hy kbhe kbhe. . .agar ap ku loss hu jata hy to is se ap hmat na haren bl k try again and again ke ro se ap phr mehnat kren ap kamyab hu jainge.
      • #318 Collapse

        g bilkul loss se himat ko na hara jai is lia jab hum ko loss ho tou humme himat nai harnee chiye is lia pp ko chiyee k jab loss ho tou hume us se dscourage honee k bajai encourage hona chaitee and seekna chiye tabe hee kamyabee hai is main and earn kia jasakta ha
         
        • #319 Collapse

          Profit and loss yh hr business ka hisa ha hamy es ko face krna chahiyh kiun k jis business main loss na ho woh islam say Haram ha,Business ha so forex is pure halal business.
          Forex strategies for beginner click here .... :)
          • #320 Collapse

            forex me bohat se dost loss ki waja se apna dill har bethte hen or bohat mayoos ho jate hen but mere hayal me ak trader ko forex me himat nahi harni chahye or mehnat or lagan se forex trading ko seekhna chahye or ak baar pher forex ko ak nai umeed se shru krna
            • #321 Collapse

              Yes bro i agree with you, Profit and loss are part of business, we should learn from our mistakes dont give up as a successful trader learns from his own and others mistakes and implement a new strategy to get desired results, Hard work is the key to success so we should always work hard and never give up as if we want to groom our trading skill then we have to taste the loss.
              • #322 Collapse

                In forex trading some time we get loss in it and we do not need to loose heart because loss is the part of forex trading business as in all other business sometime we get loss so always try to get lesson from your loss and next avoid to make same mistake again and get good profit from forex trading.
                 
                • #323 Collapse

                  yes dost ap ne bulkul sahi baate kahi ha har business mein profit k sath loss b hota hai aur loss b business ka hisaa hota hai bohat se trader ko jab loss hota hai tu wo apna dil har kar forex ko choor dety hen agr loss ho jae tu hame himmat nahi harni chahiye blke forex ko ak new umeed se start karna chahiye tab he ham forex mein ak din success ho sakty hen
                  • #324 Collapse

                    han g blkl jo log is forex market mein aty hain unhain phly is bat ko mind mein rkhna chahiye kay yahan profit bi hai or loss bi hai is liye jab loss ho to disheart ni hona chahiye blkl yeh sochna chahiye kay loss to ho gaya ab is loss ko cover karny kay liye kia kiya jae .
                    • #325 Collapse

                      Profit aur loss har business ka hisa hote hain ais liy agr acha business men banan he to himat se kaam lena ho ga loss ko khush deli se face krna ho ga kyun k insaan apni galtiyon se he seekhta he jab baar baar wo galti krta he to us ko har baar apne week point ka pata chalta he jo us ko khud se remove krne main help krta he ais liy mayos ni hona hona chahe.
                      • #326 Collapse

                        agar loss hojae tou mayooos honay ki koi zarort nhi hai aap dobara koshish karen aur is baaar ziada mehnat k sath kaaam karen aur ziada mehnat karen tou no doubt aap achi trade kar paenge insaan ghaltiyooon se he sekhta he
                         
                        • #327 Collapse

                          Agarcha loss forex ka hisa ha laiken loss hone pe banda aik dafa preshan zaroor hota ha kuch log dil chhota ker kay baith jate hein laiken jo samajh dar log hote hain wo aisa naeen karte keun keh jis point per un ko loss hota ha bilkul usi point se aik tabdeeli bhi hoti ha wo yeh keh jis tareekay say aap ko loss hota he us ke baraks doosre tareekay say banda trading ker laita he and loss poora ho sakta hay is lie tention ki koi baat naeen aisa hamen nai soch dene kay liay hota he.
                           
                          • #328 Collapse

                            ji haan mere dost aap bilkul sahy keh rahe hain, forex may kaamyaab honay ke liye aap ko chahye kay ager aap ka loss bhy ho toh aap haar bilkul nahy maano aur apny ghaltyon say seekho aur unko dhoor karo
                            • #329 Collapse

                              Loss to dekhen tb hi hoga na jb ap kam thek nhi karngy to or agar ap trading us tarha nhi karen gy jesy hoti hy to phir zahir hy loss hi karengy na bhai...............................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                yes. dear aap ne bilkul thek kaha hai haman forex k buisness main agar loss ho jaye to haman apni himmat nai harni chaiye kiu k loss har buisness ka hisa hota hai aur agar haman is buisness main loss ho jaye to haman himmat k sath kam ko continue rakhna chaiye to phir haman ak acha benefit mil sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X