educated or non educated person ki trading me fark hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    g han bilkul aik shaks jis ne forex mai education hasil ki hai wo apni strategies ko use krta hai forex mai aur aik shaks jis ne is mai education nhi hasil ki wo apnay dimagh ko use krta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      nhi dear forex aik bhot hi behtreen kam hai jo k asaan bhi hai is main hamen well educated hony ki zrort nhi hoti ha is liye aik educated and uneducated trader ki trade main koi khas farq nhi hota
      • #1008 Collapse

        Educated person ki trading main fark nahi ho sakta hai kiyun ke wo proey real way se aor ahhi tarha se learn ker sakta hai forex trading ki her cheez ko lekin un-educated person aisa nahi kersakta hai ager wo sekh bhi jaye to us ko kafi time lagta hai lekin need us ko education ki hoti hai learning kerne ke liye so yeh kafi fark hota hai
        • #1009 Collapse

          Salam brother ..agar app uneducated hongay forex mein toh app zahir se baat hai news nahi par paiyeingay aur forex key mutaliq malomat b hasil nahi kar payeingay toh app loss b kar sakthey hain isliya forex mein educated bandah ziyada profit kartha hai.
          • #1010 Collapse

            jee han, educated aur non educated person ki trading mai kafi farq hota hai. is liye ham ko chahiye k proper education ly k phir trading karen taky ham ko maximum profit mily aur ham loss sy b bach saken.
            • #1011 Collapse

              Dear is business me koi b kam kar skata ha educated bnda is business me kabhi bhi lalach se kam nahi kreen ga or uneducated is business me luck se kam kareen ga bs yehi frk ha lakin is business me in dono me se kisi ko b profit or loss ho skta ha ye risky business ha aik
               
              • #1012 Collapse

                jee bilkul janab main yeh smjhtaa hon k ek educated insaan k tading karnay main or ek non educated insaan k trading karnay main buhta zada farq hotaa hae.. ek eduacted person different sites se easily Forex ko seekh bhi skta hae jabkay non educated esaa nahin kar saktaa hae.
                • #1013 Collapse

                  Dear,forex aik trading hai jissy educated or non educated dono tarah ke people ker saktey hai.per jo educated people hote hai un ko ye kam jaldi sey or asani sey samajh aa jata hai.jabke non educated people es kam me kafi lost bhi ker detey hai.
                  • #1014 Collapse

                    Education forex ma ehmiat rkhti ha mgr iska ye mtlb nai k km parhy likhy log forex nai kr skty.Bs itna parha likha hona chahiye k bnda forex ke terminilogy aur us ka hny wala effect smj sky .Us k baad to sb mhnat aur safe trading ka khel ha.Jitnaa acha analysis utna acha trading.
                    Be safe .its a dangerous market out there...:D
                    • #1015 Collapse

                      gee han bhai yeh bat to he keh jo traders educated hote hien woh apne trading mein jlde learning kr lete hien aur un ko trading mein jlde knoweldge ho jata he aur un eudcated persons ko trading mein kuch mushkl pesh ate he
                      • #1016 Collapse

                        jee han ap bilcul theek kehte hain k educated aur non educate persons ki trading maon bohat fraq hota hay aur educated persons non educated persons k nisbat achi trading ker sekte hain aur ziada profit gain ker sekte hain aur non educated persons se ziada achi trh Forex market ka analysis ker k trade ker sekte hain.
                        • #1017 Collapse

                          Asalam o alikum friends, mere khayal main ye skills pe depend karta hai agar ak aysa banda jo zada education nahi rakhta hai magar technicaly strong trading karta hai news pe trading nahi karta to wo b is main kamyab ho sakta hai
                           
                          • #1018 Collapse

                            Asalam o alikum friends kaise hain sab, bhai mere khayal main is main trading ke lia kam as kam 8 ya 10 classes ki zarorat to hote hai q k agar ap itna b read nahi kia hoga to apko meta trader ko ya news ko samajhne main b problem ay ge lakin zada education se apko fyda hoga
                             
                            • #1019 Collapse

                              bohat farq hota hai aik educated or non educated ki trading me hamesha educated kisi bhi bad situation se bahar aa sakta hai but non educated bande ko forex ke business me hamesha dusron ki help ki need rehti hai or woh khud se kabhi kuch nahi kar pata .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                Dear is business me koi b asani se trading kar skata ha lakin is business me hmen loss ka dar hota ha kyun k is business me loss ka kisi ko khuch nahi pata ha koi bhi is business me loss kar sakta ha is business me loss is business ka sb se main hisa haa
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X