educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    nhi mujy nhi lagta q k iss me ager aap ko knowledge hy forex ki to aap ko koi zaroorat nhi k aap kitna parey hue ho q k iss me qualification nhi balky forex ki information chalti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      education ka buhat bara farq hota ha .education jis k pas ho woh business ko achy tareky sy run kar sakta ha .aur buhat jaldi buisenss ko smj lata ha jis sy profit k chance zeyada hoty hain
      • #933 Collapse

        Dekhain farq to hota hy. Aik educated person non-educated person sey buhat ziada behtar tareeqey sey forex ko samjh sakta hy aur is key rules aur is ki strategies ko asani sey follow kar sakta hy. Internet pr jo analysis market key baray main hoti hain, educated person un ko asani sey samjh sakta hy. Lekan is key sath sath forex main kamyabi key leye mindly tor pr sharp hona chaheye. Jis ki judgement aur planning kamyab ho gi wohi kamyab trader banay ga.
        • #934 Collapse

          G han aik para likha or aik anparh ma faraq to hota hai isi tah aik educted or uneducated person ki trading ma boht farq hota hai aik educated banda ko pata hota hai kab paisa laga ka profit kamaya ja sakta hai or kab lagana sa loss ho sakta hai .aik educated banda hi acha trader ban sakta hai.
          • #935 Collapse

            yeh to waqi is main farq hain k aik educated and non educated aik jaisay nahain ho saktay hain un main kafi farq hota hai is lieyh forex main kamyabi k liyeh educated hona b aik lazmi hai.
            • #936 Collapse

              jahan tak trading main mera experience hai,iss field main kamyaab hoona hai to phir basic education to zaroori hai.agar hum basic learning kay baad kaam karain gay to phir he hum achi earning lay sakty hain.
              • #937 Collapse

                yh to saff zahir ha educated person jld hi chezon ko pick kr lata ha. jb keh uneducated person ko bht si chezon ki smjh nhi ati jis ko wajaha sy woh loss othata ha.
                • #938 Collapse

                  ji apne jo kaha hai k educated log har websites se news read kar sakte hai ye bat theek hai k is trha wo apna ziada se ziada acha profit easily gain kar sakte hai lekin aisa nahi hai k forex uneducated logo k le nahi hai uneducated log bhi isme acha earn kar sakte hai apne sharp mind se isly forex dono k liye hai educated or uneducated dono k lye hai
                  • #939 Collapse

                    No dear mere kheal se is me koi fark nahi hota ha trading me kfark srf unhi logon ki hota ha jo trading ko bgair knowledge ya bgair experince k karty hain kyun k knowledge or experiince k bgair hm kabhi bhi is business me achi tarah se trading nai kr sakty
                    • #940 Collapse

                      ji han bhai educated person ki tesding main or non educated person ki trading main bahot farq hain is main zameen asman ka farq hai
                       
                      • #941 Collapse

                        bhai g uneducated persons ka tu yahan py kam he nahe hy, ek uneducted i dont know k wo kis trah sy trasding k bare mn english topics lern kr pay ga.
                        Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                        :) MR. TRADER :)
                        • #942 Collapse

                          Yes dear 1 educated ki trading or non educated kitrading main kafi ferk hota hai q k jo log educated hotey hai wo forex ko study kertaaaey hai or jo non educated hotey hai wo log just tuka trade kertey hai.
                          • #943 Collapse

                            Brother forex trading m jo log euducated hn wo bhot zayda earning kar sktay hn aor jaldi sekh sktay hn non educatied itna jaldi nahe learning kar sktay g.
                            • #944 Collapse

                              its a good question educated person jab be forex per trading kary ga wo sab sey pehly market ko proper watch kary ga aor market kis situation ko dekh ka trade lagay ga jab key non educated person ko trading key bary me ilam nahi hota itan os ko ap jaha marzi trade lagany ka kaho gey to wo trade laga dey ga wo khud per depend nahi karta balkey other person per depend karta hi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                ap kee baat sy main agree krta hoon. . .aisa he hy educated people ba asaaani forex ko smjh sakty hain or is ko learn kr sakty hain or ismain kamyaab hony k chances zyada hity hain parhy likhy logo k. . .unparh log is main kamyaab asaani sy nai ho sakty. . . .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X