educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Forex trading mayn educate aur non educated mein seraf etna faraq hey k educated person knowledge jalt samaj sakta hey. Wesey Dunya mein bahut sey un parh preyh hoai sey ziada trading kar rahey heyn. es mai educatinal honey ki nsbat mukami learning ziada achha hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      is mai kahsa fark hota hay ,,trading mai kaam karty waqt hum ko sahi trha sya hi kaam karna cahye janb,,is mai kaam sahi trha karin tub hi mza ata hay jnab
      • #798 Collapse

        ammm.....je bilkul fark to hota hy q kyak parhalikha insan khud sy smkh sakta hy us ko parh ky or kahen sy b malumat ly sakta hyor jo parha likha nahi hota wo kr to ly ga but usky leay mushkil hoga...
        • #799 Collapse

          g han bilkul pehli bat to ya non educated person kbhi trading thek sy nhi kr sky ga usy forex trading ki education leni prti hai us ki practic krni prti hai tb wo ek trader banta hai or jis ny ek word bhi seek lia wo non educate nhi hota.
          • #800 Collapse

            dear pehli baat to ye hay kay no educated people forex tarding business main trading nh kar sagta q kay siruf educated loog hi forex trading business main tarding kar sagtay hain or wohi best trader hotay hain non educated people nh so education is imporatant.
            • #801 Collapse

              gee ha bilkul educated or non educated person ki trading mein bohut bara farq hai q ke non educated banda to forex mein treading nahi kar sakta q ke forex treading ke liye knowledge ki xarurt parti hai
              • #802 Collapse

                dear brothers and member non education aur education man be bot ziada farq hota hai q ke education member asne se sub kuch kar sakta hai aur non education person ko bukht mushkel pesh ata hai
                 
                • #803 Collapse

                  dear brother non education person aur education person me farq ye hota hai ke o yane non education member asane se tradad nhe laga sakta aur education person asne ke sath trad laga gakta hai
                   
                  • #804 Collapse

                    yaar faraq tho partha he education se lekin ager koi uneducated person ho oor wo english bhi nahi pr sakthay tho phir tho mere khaya se wo na instaforex pr trading kr saktha he oor na hi pak forex forum pr posting tho ager uneducated person english pr bhi saktha he oor likh bhi tho phir tho khasa faraq nahi rehtha lekin phir faraq hotha zaroor he
                    • #805 Collapse

                      daikhen jee aik aam si baat hai k aik educated insan is kaam ko samjhta hai k wo isay kaise kaam karian lakin aik un educated is kaam koo nai samjhta wo isay kisi aur angle k toor par hi pechan laita hai aur as a tarder is main usay bhoot si problem's main ghira rahta hai aur sahid yahi wja hai k aik educated insan aik acha profit kamta hai.
                      • #806 Collapse

                        if you want to success in forex by trading then you must have to learn so much and also you must have to make so much trading experience because if you will make so much trading experience then you can make lot of money by trading and then you will be success in forex in few months or in a year,.
                         
                        • #807 Collapse

                          main yahan new hoon aur mere khayal main aisa kuch nahi hay chahay aap ki jitni bhi education ho aap kamyab trader ban saktay ho zaroori nahi kay aap ney masters ya graduation ki ho agar hmary pass forex ka knowledge hay to ham aram sey kaam kar saktay hain
                          • #808 Collapse

                            ha bahut h fark hota hai jab koi educated people traders trade karte hai to aapko lagata hai ki ye kuchh kareha par jab wo trade karte hai to aapko pata chalta haiki usse kuchh bhi practicekiya nahhai we sir faam baat janakari hasik l karne aaya ahi
                            • #809 Collapse

                              thora sa frk hota hai per agr non educated person bhe achye se sekh or smjh le to un dono main koi bhe frak nhe hoga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                forex mind business hy is me ager ek un educated person is kam ko achi tarha samajh jay to wo is sy achi earning kr skta hy jesy educated trader krty hen is me koi faraq nahi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X