what is supply and demand indicator:
aaj kel market mein demand supply kay bhut say indicator shamel hotay hein yeh indicator demand or supply kay zone bhe banatay hei lajen wazah kese mantaq kay baghair demand or supply kay tools bhe hotay hein jo keh aik khordh trader mntaq kay ley shamel kartay hein laken ap market ka analysis karnay kay ley galat tarekay estamal kar rahay hein
supply and demand indicator technical indicator hotay hein demand zone or supply zone 4 important price action pattern ke base par daikhay jatay hein
rally base rally
drop base drop
rally base drop
drop base rally
Demand and Supply indicator ka kaam
yeh candle stick chart par zyada imkani zone bana kar trade karta hey price hamesha aik zone say dosray zone ke taraf montakel ho jate hey yeh indicatr serf zyada imkani zone ko indicate karta hey
rally base rally pattern teen heson par moshtamel hota hey rally base rally , base candle , rally candle zone hamesha candle stick pattern par draw kea jata hey price kay es pattern ko behtar tor par samjhnay kay ley ap nechay de gay tasweer par bhe ghor kar saktay hein
es tarah baqi kay teen pattern kam kartay hein zone hamesha base candle stick kay high or low hesay par draw kea jata hey
Trade with supply and demand indicator:
forex trading mein technical analysis kay bad risk management aik important element hey ager ap risk kay intazam ke monasab strategy par amal nahe kar rahay hein to ap galban investment kho dein gay
intahai higher risk reward ratio supply or demand indicator ke khasoseat hein kunkeh kai bar ap ko itnay zyada risk o reward ratio kay set up melen gay ap trade 20 say 30 % tak kar saken gay
dosree taraf sakht stop loss hota hey kunkeh supply r demand ke nesbat chotay zone higher or low shape kay sath hote hey support / resistance jaisa nahe hey keh jen koi limit bhe nahe hote hey
sakht stop loss kay sath zyda risk reward wale trade kar saktay hein
mesal kay tr par ager ap demand zone kay ley 1% investment ke trade open kartay hein to ap ko aik he trade mein 8% faida hasell hta hey or phir ap anay wallay time mein 7 trade open karen to bhe ap ko faida hasell ho ga yeh risk management ka effect hta jes say ap profitable trade kar saktay hein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим