Aoa omeed hy ap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings Marketing main Demand zone ek aisa basically area hota hai jismein aapko commodities aur different currency prices increase hone ke chances available hote hain basically yah bottom line hoti hai Jahan per prices down Ho jaati Hain aur uske bad market mein aapko prices increase hone ki chances available ho rahe hote Hain aise area ko demand zone ka naam Diya jata hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to ismein aapko hamesha demand Jon ko acchi tarah focus karna hota hai basically yah support line per area hota hai jismein aap market mein bahut acchi entry Le sakte hain.Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to ismein aapko definittely market ke different factors ko find out karna hota hai Jab aap supply and demand Jon ko study karte hain to ismein aapko bahut fayda mil sakta hai aapko hamesha market mein is area ko acchi tarah find out karna hota hai aur accordingly trade karna hoti hai Jab aap market mein successful trading karna chahte hain to ismein aapko hamesha bahut jyada fayda mil sakta hai aur aap market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye apni hard working kar sakte hain. Dear members forex trading marketing Mei supply zone ko study karte Hain to aisi situation mein aapko decarful rahana hota hai aur ismein aapko yah find out karna hota hai ki market mein prices kaun se level per Hain aapko hamesha Jab market mein higher prices available hoti hai to usmein aapko bahut acche advantages available ho sakte hain aur aapko market mein maximum advantages hasil karne ke liye regularly basis per kuchh important decision making available ho sakti hai aur aapko market mein bahut acchi entry mil sakti hai aur aap market mein jyada se jyada profit hasil kar sakte hain aisi situation mein aapko hamesha market mein seling karna hoti hai kyunki iske bad market mein prices downwards aane ke bahut jyada chances hote Hain Jab market mein Kisi ki supply jyada Ho jaati hai to definittely uski prices mein reduction possible ho sakta hai.Forex trading market mein Jab aap apni working kar rahe hote Hain to aisi condition mein aapko hamesha bahut jyada careful hokar apni trading ko complete karna hota hai kyunki Jab aap market mein apni working karte Hain to aisi situation mein aapko demand and supply ko acchi tarah focus karna hota hai demand and supply ko focus karne ke liye aapko hamesha market ke different important factors ko apni trading mein shamil karna hota hai aur isase associated almost information ko complete karke apni trading karni chaye hoti hey our Market Mei Pattren mukhtalif candl Mei shumar karty hen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим