Heiken Ashi (Heiken Ashi) aik candlestick chart pattern ki kisam hai jo k classic chart pattern say 2nd most popular chart pattern hai. Asaan alfaaz main ham yeh keh saktay hain k japanese candlestick k baad agar kisi ki importance hai to wo yahi chart pattern kehlata hai. Heiken Ashi (Heiken Ashi) chart indicator ka use aur iska result daikhtay huway ham is baat ka andaza aur clearance bhi hasil kar saktay hain k is indicator ki accuracy bhi perfect hai aur iska result bhi dusray indicator say ziada acha hai.
Heiken Ashi (Heiken Ashi) indicator ka sab say barra advantage yeh hai k isay chart pay install karna aur iska use bay had asaan hai, yeh indicator chart pay trends ko identified karnay k liye sab say ziada accurate hai. Is indicator k use say traders market chart pay calculation of the price ko easily recognize bhi kar skatay hain aur isk use say market prices ko samjhna bhi asaan hai. Heiken Ashi (Heiken Ashi) indicator ka use traders ko na sirf trend k identified ko easy karta hai balk yeh prices k small aur long pullback ka bhi clear signal show karta hai jisko follow kartay huway traders market chart say kam say kam loss kartay huway acha benefit hasil karnay main success hotay hain.
Where to download the Heiken ashi indicator:
Heiken Ashi indicator ko download karna bay had asaan hai qk yeh chart pay already download aur install hota hai jisay traders chart pay mt4 aur mt5 terminal pay asaani say use kar saktay hain.
Heiken Ashi indicator ka use kartay huway traders ko is baat ka khaas khayal rakhtay huway use karna chaye k is indicator ka use thora didicult zaruri hai magar iska benefit acha hai aur iski accuracy bhi achi hoty hai.
Heiken Ashi indicator ka use kartay huway hamain iskay formulla ka knowledge honay bhi zaruri hota hai, jab chart pay is indicator k teht prices rises hoty hain to unka colour green hota hai aur jab chart pay prices down ana start hoty hain to unka colouer red hona start hota rehta hai, laikin agar traders in ko change karna chain to aisa possible hota hai.
Heiken Ashi tool: how to use it in practice:
Heiken Ashi tool ka use kartay huway iska main differnce yeh hota hai k is indicator ka koi bhi shadow nai hota hai jab chart pay iski prices ka breakout hota hai to iski trendlined bahut zaida expensive hoty hain, is indicator k use say har baar ki low prices aur har baar ki high prices trend ko identified karnay k liye helpfull aur faida mand sabit hoty rehty hain jis say traders ko market chart pay apni entry fined karnay main bhi asaani hoty hai.
Heiken Ashi Trading Rules:
Heiken Ashi indicator primarily tour pay aik trend indicator hai jiski prices coloured candles k sath sath change hoty rehty hain.
Agar traders is indicator ka use kartay hain to unko darj zail main diye gaye rules ko follow karna zaruri hai:
Market chart pay is indicator ko follow karnay k liye yeh zaruri hai k chart pay 3 candles trend k hisaab say same honay chayen, jo k aik k baad 2nd appear hota jaye. Agar traders market chart pay buy entry ka use kartay hain to same 3 buy candles ka hona zaruri hota hai aur agar traders market main sell ki entry ko open kartay hain to same 3 sell candles kay baad entry ka open karna zaruri samjha jata hai otherwise is indicator k rules ko follow na kartay huway traders iski accuracy say koi faida hasil nai kar sakaingay.
Market aik strong aur long-term k trends main movements kar rahi ho tab is indicator ki accuracy aur bhi zaida perfect hoty hai.
Market chart pay professional traders chart pay ziada tar 2 kisam k chart ka use aur unko follow kartay hain aik Heiken Ashi aur sath 2nd Japanese candlestick.
Agar traders is indicator ka use kartay hain aur isk rules ko follow kartay hain to market main trading kartay hwuay acha result hasil kiya ja sakta hai.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим