Heiken Ashi: A Guide to Trading and Strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Heiken Ashi: A Guide to Trading and Strategy.
    Heiken Ashi (Heiken Ashi) aik candlestick chart pattern ki kisam hai jo k classic chart pattern say 2nd most popular chart pattern hai. Asaan alfaaz main ham yeh keh saktay hain k japanese candlestick k baad agar kisi ki importance hai to wo yahi chart pattern kehlata hai. Heiken Ashi (Heiken Ashi) chart indicator ka use aur iska result daikhtay huway ham is baat ka andaza aur clearance bhi hasil kar saktay hain k is indicator ki accuracy bhi perfect hai aur iska result bhi dusray indicator say ziada acha hai.
    Heiken Ashi (Heiken Ashi) indicator ka sab say barra advantage yeh hai k isay chart pay install karna aur iska use bay had asaan hai, yeh indicator chart pay trends ko identified karnay k liye sab say ziada accurate hai. Is indicator k use say traders market chart pay calculation of the price ko easily recognize bhi kar skatay hain aur isk use say market prices ko samjhna bhi asaan hai. Heiken Ashi (Heiken Ashi) indicator ka use traders ko na sirf trend k identified ko easy karta hai balk yeh prices k small aur long pullback ka bhi clear signal show karta hai jisko follow kartay huway traders market chart say kam say kam loss kartay huway acha benefit hasil karnay main success hotay hain.



    Where to download the Heiken ashi indicator:



    Heiken Ashi indicator ko download karna bay had asaan hai qk yeh chart pay already download aur install hota hai jisay traders chart pay mt4 aur mt5 terminal pay asaani say use kar saktay hain.
    Heiken Ashi indicator ka use kartay huway traders ko is baat ka khaas khayal rakhtay huway use karna chaye k is indicator ka use thora didicult zaruri hai magar iska benefit acha hai aur iski accuracy bhi achi hoty hai.
    Heiken Ashi indicator ka use kartay huway hamain iskay formulla ka knowledge honay bhi zaruri hota hai, jab chart pay is indicator k teht prices rises hoty hain to unka colour green hota hai aur jab chart pay prices down ana start hoty hain to unka colouer red hona start hota rehta hai, laikin agar traders in ko change karna chain to aisa possible hota hai.



    Heiken Ashi tool: how to use it in practice:



    Heiken Ashi tool ka use kartay huway iska main differnce yeh hota hai k is indicator ka koi bhi shadow nai hota hai jab chart pay iski prices ka breakout hota hai to iski trendlined bahut zaida expensive hoty hain, is indicator k use say har baar ki low prices aur har baar ki high prices trend ko identified karnay k liye helpfull aur faida mand sabit hoty rehty hain jis say traders ko market chart pay apni entry fined karnay main bhi asaani hoty hai.


    Heiken Ashi Trading Rules:



    Heiken Ashi indicator primarily tour pay aik trend indicator hai jiski prices coloured candles k sath sath change hoty rehty hain.
    Agar traders is indicator ka use kartay hain to unko darj zail main diye gaye rules ko follow karna zaruri hai:

    Market chart pay is indicator ko follow karnay k liye yeh zaruri hai k chart pay 3 candles trend k hisaab say same honay chayen, jo k aik k baad 2nd appear hota jaye. Agar traders market chart pay buy entry ka use kartay hain to same 3 buy candles ka hona zaruri hota hai aur agar traders market main sell ki entry ko open kartay hain to same 3 sell candles kay baad entry ka open karna zaruri samjha jata hai otherwise is indicator k rules ko follow na kartay huway traders iski accuracy say koi faida hasil nai kar sakaingay.
    Market aik strong aur long-term k trends main movements kar rahi ho tab is indicator ki accuracy aur bhi zaida perfect hoty hai.
    Market chart pay professional traders chart pay ziada tar 2 kisam k chart ka use aur unko follow kartay hain aik Heiken Ashi aur sath 2nd Japanese candlestick.
    Agar traders is indicator ka use kartay hain aur isk rules ko follow kartay hain to market main trading kartay hwuay acha result hasil kiya ja sakta hai.


    Click image for larger version

Name:	heikien ashi1.png
Views:	1
Size:	322.5 کلوبائٹ
ID:	12552591

    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Heiken Ashi: A Guide to Trading and Strategy.

    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein working karte Hain to aisi condition mein aapko hamesha market se associated different important links go find out karna hota hai Jab aap market ke different important links ko find out kar lete hain to aisi situation mein aapko hamesha bahut benefits available ho sakte hain market mein kamyabi hasil karne ke liye different important factors ko find out karte Hain to definitely iske against aapko bahut benefits available hote hain aur aapko bahut benefit mil sakte hain Jab aap market mein jyada se jyada benefits hasil karne ke liye different types ki learning complete karte Hain to uske against aapko bahut fayda mil sakta hai aaj main aapko bahut hi important aur variable information dene ja raha hun.

    Hekien Ashi

    Forex trading market mein Jab aap is platform per apni working kar rahe hote hain to ismein aapko different types ki candlestick pattern or indicators available hote hain jinko aap apni marji ke mutabik convert kar sakte hain aur inki selection kar sakte hain Jab aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to ismein aapko hamesha ine se related valuable information required hoti hai. Is candlestick pattern me aapko flat candlesticks available hoti hai Jab aap inko inspector mein convert karte hain to ismein aapko hamesha kuchh candlestick down aur kuchh candlestick aap available hoti hai lekin kuchh aisi candlestick hoti hain Jo bilkul flat hoti hai aur ismein aapko Shadow show nahi ho rahi hoti.

    Without Shadow

    Jab aapko market mein consistently kuchh candles without Shadow mil rahi hoti hai aur inki trend evaluation totally same hoti hai to ji aapke liye bahut hi perfect ho jata hai aur aap iski aasani ke sath recognition kar sakte hain Jab aap market mein is platform per aisi celerio aur aisi situation ko found out kar dete Hain to uske bad aapki decision making bahut hi aasan Ho jaati hai aur aap is per aasani se working kar sakte hain.

    Recognition

    Dear bhai Jab aap market mein kisi factor per trading kar rahe hote hain to definitely sabse pahle iski recognition ka idea hona chahie jab tak aapko market mein iski recognition ka idea nahin hota use time tak aap market mein kamyabi hasil nahin kar sakte isliye sabse pahle jawab Kisi topic ko study karte hain to uski recognition se related aapko information hasil karni chahie agar aap aisi situation mein jyada se jyada kamyabi hasil karna chahte hain to iske liye aapko hamesha maximum advantages available hone ke liye aapko iski complete regulation aur isase associated information complete karni chahie.

    Importance

    Definitely market mein jitne bhi factors hote hain unki bahut jyada importance hoti hai agar aap inki importance ko acchi tarah dekhna chahte Hain to inki information ka idea aap aasani ke sath laga sakte hain aur iske result se aap iski importance ko evaluate kar sakte hain aur inki base per apni decision making kar sakte hain jis platform per aapko sabse jyada aur best results available hote hain uski value itni hi jyada hoti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X