Applying the Right MACD indicator Settings for Best Results.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Applying the Right MACD indicator Settings for Best Results.
    MACD indicator aik most popular technical indicator hai. Is indicator ki creation 1979 main hue, MACD indicator ki sab say barri khasusiat yeh hai k yeh simple honay tak say asaan aur sab say zaida market ki prediction karnay wala indicator hai iska use karnay say traders market ko trends main sideway honay say faida hasil kartay huway achi trades ko possible bana kar trading kartay hain. MACD indicator ko trends main price k overbought honay aur oversold honay k liye nai creat kiya gaya hai jis say traders market main aik achi investment ko possible bana saktay hon. Is indicator ka use sab say asaan aur simple hai jisko follow kartay huway traders market chart pay iski 2 moving averages k crossed over honay pay sell ya buy ki entry ko open aur agar trades continue ho to usay closed karnay ka signal hasil kartay hain.

    MACD indicator ko follow kartay huway traders bond, commodity, foreign exchange ya stock markets main trades ko open aur closed kar saktay hain, jab market chart pay is indicator ka crossedover honay say sell ya buy ka signal milta hai to traders apnay capital k hisaab say market main risk laina start kiya ja sakta hai.


    Understanding the MACD:



    MACD indicator ko chart pay 12 aur 26 simple moving averaages k use k sath chart pay best signal hasil karnay k liye traders ziada tar use kartay hain, jaisay he chart pay in moving averages ka crossed over hota hai same positions k sath market prices bhi change hona start hoty hai.
    Jab MACD indicator chart pay prices 20 levels k neechay say crossed hoty hain to price oversold ho chuki hoty hai aur traders k liye yeh sab say best buy ki entry open karnay ki opportunity hoty hai, same he jab chart pay price levels 100 k ooper hoty hai to market price overbought ho chuki hoty hai aur jaisay he price moving averages ko crossedover karty hai to sell ki entry ka strong signal milta hai aur traders time frames ko follow kartay huway long-term k liye sell ki entry ko open kartay hain.



    MACD Settings for Hourly Chart:



    Forex market main best trading karnay k liye MACD indicator ka sahi aur perfect signal hasil karnay k liye traders ziada tar hourly chart pay iska use kartay hain jis say traders aik achi entry k sath acha profit hasil karnay main success hotay hain. Hourly chart main MACD ka use karnay k liye simple moving averages ka use hota hai jis main default settings k hisaab say chart pay 9 aur 26 moving averages ka use kartay huway isay chart pay apply kiya jata hai jaisay he in crossed over hota hai chart pay prices ki canging confirm honay say traders market main entry start kartay hain aur usk liye sab say best chart aur time frame h1 ka perfect use karna chaye.



    Click image for larger version

Name:	macd1.png
Views:	2
Size:	372.0 کلوبائٹ
ID:	12551906


    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Applying the Right MACD indicator Settings for Best Results.

    Assalamu alaikum dosto ummid karta Hun ki sab khairiyat se honge aur market mein achcha work kar rahe honge jaisa ki Ham jante Hain ki market mein Ham jitna achcha work karenge utani hi acchi hamen kamyabi milegi isliye hamen chahie ki ismein Ham regular achcha work Karen aur ham bahut hi aasani se is business se kamyabi le sakte hain yah hamare liye bahut hi jabardast online business hai ismein ham bahut hi aasani se kamyabi le sakte hain.

    What is the MACD indicator settings

    MACD indicator ek bahut hi achcha indicator hai yah ek technical indicator hai aur market mein bahut hi jyada popular hai ismein kam karne se hamen bahut hi fayda milta hai yah sabse aasan indicator hai ismein Ham market ki paridection bahut hi aasani se kar sakte hain jab Ham isko use karte hain to market mein hamen train ek side mein per milta hai aur usse Ham fayda lekar ismein kamyab ho sakte hain jaisa ki aap jante Hain ismein vahi achcha trader hai jo ismein knowledge lekar kamyab hota hai kamyabi se hamen mazed market ka knowledge milta hai hume is acha work krna chaiye .

    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	10
Size:	31.2 کلوبائٹ
ID:	12415632

    Trading MACD indicator

    Dear friend jaisa ki hamen pata hai ki is business mein hamen to tahumble ke sath kam karna hota hai Ham ismein Kisi bhi candlestick pattern main kam Karti Hain ya Kisi indicator main kam karte Hain to uske liye important hota hai ki Ham uske signal ka wait Karen aur uske bad Ham usmein kam karen to fir hi kamyabi milati hai agar Ham without experience ke kam karenge to hamare pass jitna bhi knowledge Hoga kamyabi Nahin milati hai ismein hamen time table ke hisab se work karna hota hai

    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	6
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12415633
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X