MACD indicator aik most popular technical indicator hai. Is indicator ki creation 1979 main hue, MACD indicator ki sab say barri khasusiat yeh hai k yeh simple honay tak say asaan aur sab say zaida market ki prediction karnay wala indicator hai iska use karnay say traders market ko trends main sideway honay say faida hasil kartay huway achi trades ko possible bana kar trading kartay hain. MACD indicator ko trends main price k overbought honay aur oversold honay k liye nai creat kiya gaya hai jis say traders market main aik achi investment ko possible bana saktay hon. Is indicator ka use sab say asaan aur simple hai jisko follow kartay huway traders market chart pay iski 2 moving averages k crossed over honay pay sell ya buy ki entry ko open aur agar trades continue ho to usay closed karnay ka signal hasil kartay hain.
MACD indicator ko follow kartay huway traders bond, commodity, foreign exchange ya stock markets main trades ko open aur closed kar saktay hain, jab market chart pay is indicator ka crossedover honay say sell ya buy ka signal milta hai to traders apnay capital k hisaab say market main risk laina start kiya ja sakta hai.
Understanding the MACD:
MACD indicator ko chart pay 12 aur 26 simple moving averaages k use k sath chart pay best signal hasil karnay k liye traders ziada tar use kartay hain, jaisay he chart pay in moving averages ka crossed over hota hai same positions k sath market prices bhi change hona start hoty hai.
Jab MACD indicator chart pay prices 20 levels k neechay say crossed hoty hain to price oversold ho chuki hoty hai aur traders k liye yeh sab say best buy ki entry open karnay ki opportunity hoty hai, same he jab chart pay price levels 100 k ooper hoty hai to market price overbought ho chuki hoty hai aur jaisay he price moving averages ko crossedover karty hai to sell ki entry ka strong signal milta hai aur traders time frames ko follow kartay huway long-term k liye sell ki entry ko open kartay hain.
MACD Settings for Hourly Chart:
Forex market main best trading karnay k liye MACD indicator ka sahi aur perfect signal hasil karnay k liye traders ziada tar hourly chart pay iska use kartay hain jis say traders aik achi entry k sath acha profit hasil karnay main success hotay hain. Hourly chart main MACD ka use karnay k liye simple moving averages ka use hota hai jis main default settings k hisaab say chart pay 9 aur 26 moving averages ka use kartay huway isay chart pay apply kiya jata hai jaisay he in crossed over hota hai chart pay prices ki canging confirm honay say traders market main entry start kartay hain aur usk liye sab say best chart aur time frame h1 ka perfect use karna chaye.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим