Ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hamara forex mein sb se bara dushman hai greed aur emotions jb hum in dono cheezon ko khatam ni karta hum kabi bi ache traders ni ban skte warna buht loss kar jayen gain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mery leay sab say bri nuksan deny wali chez es business main high leverage hay main aksr zada bry profit k lalch main high leverage or bry lot size ko chose karta hun ta k profit zada ho saky lakin hr bar asa nhi hota some time boht bry loss ka bhe samna karna parta hay mughy lakin next time bhe main yahi startegy use karta hun pta nhi q main es starttegy say jan nhi chura sakta bar bar loss k bawajod bhe
      • #33 Collapse

        gee mre bhai forex bohat acha busineess hy forex me sb se braa dushman greed hy forex me lalach bohat bry glat cheez hy lalach ke wjaa se trading destroy hoo jaty hy es lyee greed sb se braa enemy hy es lye forex me greed naa kro aur knowledge aur experience haasil kr ke bger greed ke trading kroo phr ap ko lose nae hoo ga
        • #34 Collapse

          Forex main humara sab say bara dushman koi nahi ha iss main hum khud hi hain kiun kay iss main jitna yada hum involve hun gay utna hi hum kamjab hun gay iss main ap ko kamjabi ho jay gi iss liye humary iye zarori ha iss main hum khud hi involve hoty hain
          • #35 Collapse

            muja to lagta hai forex business main hamara sab se bara dusman hamara dil ki dar app agar dar jate to app ko kabhi forex business main success na hi milega so app ko dil ki dar or lalaz ko control karna hoga uski bad trade karna hoga.
            • #36 Collapse

              dear friends men ne abe tak trading start nhn ke ha,likn miry khayal me forex men hamra sab say bara dushman hamre mistakes and hamre lalach hote ha,ya donon chaizen hamre dushman ha,forex men hamen in chaizon ka khas khayal rakhna chaie.
              • #37 Collapse

                Well mera sab say biggest dushman forex business mai greed or fear hai, aksar aisa howa hai kay mujhe mere greedy attitude ki waja say loss howa hai or maine acha khasa profit loss kar dia hai, or paisa loss kar kay phir dobara investment karne say dar lagta hai kahi bacha kucha paisa bhi na kho doon mai.
                   
                • #38 Collapse

                  Dear hamara forex se sb se baray dushman 2 hain...
                  aik tu hamara dar jo k learning na karne ki waja se hamare dil aur dimgh mai aa jata hy aur dosra... hamrii lalch jo bad mai risky trade ka bais bantii hy...
                  • #39 Collapse

                    Forex mei sab se ziada knowledge ki zarort hoti hai and experience ki bht zarort hoti hai and during trading traders k sab se baray dushman emotions hoty hyn agar traders apny emotions ko control nahi karty or greed karty hyn or short time mei rich banna chahty hyn then is waja se hum loss ko face karna parta hai.
                    • #40 Collapse

                      forex mein hamara koe bhe dushman nah hai ager koe dushman hai to hum khud he apnay dushman hain kiu kay hum mehnat nahi karaty ain forex mein aur kaam karaty hain aur loss hota hai sub kio chahea hai kay mehnat karen ta kay loss na ho .
                      • #41 Collapse

                        mene abhi tak jitni trading ki hai or jitni trading ko samjha he to muje trading me hamara sab se bara dushman grred lagta he ku ke greed ki waja se hi hum log big lot size use karte hen or greed ki waja se hi hum galt position open karke beth jate hen jiska result ye hota he ke hum apna sara balance loss kar dete hen so greed kabhi nahi karni chaiye
                         
                        • #42 Collapse

                          mery khial mien forex trading mien trader ka sub sy bara dushman us k emotion hoty hien. emotion like greed aur fear ek trader ki trading skills ko tabah kar dety hien. jo trader trading k doran apny emotion per control nai karty wo forex mein successful nai hoty.
                          • #43 Collapse

                            mere khayal main dosto forex trading main aap ka balky har forex trader ka sub se bada dushman greed hai kiyun k jis ne bhi jub bhi greed kiya ous ka result buhat bura nikla or wo apni sari amount ko loss krva gaya iss liye iss se bacho
                             
                            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                            • #44 Collapse

                              bhai forex market mein ap ka sb se badhi enemy ap ki greed hosakhti hai jis mein akar ap continous losses krte ho market aisa nhn hai ke har wakt ap ko paise dete rahe ap ko sirf perfect trade dhondhni hoti hai aur ap us trade se acha kama lete ho phr next time ap wait krte ho trade ka agr ap continues order laga rahe hai tu yeh koi hal nhn hai greed aur patience nhn rakhte hai log is waja se dangerous hai trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Janab, market ka usool hai keh woh utar charhao mein hi chalti rehti hai, kabhi bullish kabhi bearish, aise up aur down waale kaam mein decision sab se ahm hota hai jo aap ka dost aur dushman hota hai. Decision lete huye jald baazi hui to gaye paise paani mein, aur dusra hai probability, isko jaanche bina ke sikka head hoga ya tail, yeh maloom karna zaroori hai, jis ke liye bahut saare tools hain.
                                So decision sab se bara dushman keh sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X