Ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    jee dear friend mira khil si hamra sab si bara dushman forex ma laluch or khouf ha jo hami proft or loss ki waja si hami ziyda marwta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      forex business main sab se bara dusman hai dil ki dar app agar forex busienss main himmat se kam na hi ki to app ko kabhio bhi profit nahi hoga so app ko greed ko or emotion ko bhi control karna hoga uski bad hi asi trader ban sakta hai.
      • #183 Collapse

        mara khal mein tu forex mein sb se bara dushman greedy thinking hai kyun k jab hum forex mein ata hai tu hum ya try karta hain k aik dam se hum forex mein bhut ziada earning kar la jis ki waja se hum forex mein loss karwa leta hain forex mein main reason bhi loss ki greedy hoti hai.
        • #184 Collapse

          G forex mein sab se bara dushman apki greed aur apki carelerssness aur apka fear ,trading mein apko apne aasab aur apne dimagh ko control mein rkh kr decisions lene hote hain.
           
          • #185 Collapse

            Forex main sab sa bara dushma humre nafas ha jis din hum na apani nafs pa qaboo pa liya smaj jaiya ga ka hum 50% humna forex trading sekh li ha kiyo ka greed ki waja sa forex main loss karte ha agar ya qabo ma ajaye tu trdaing ma koi dushman nhi hoga humra.
            • #186 Collapse

              forex may koi bi dushman ni hai hamara , agr ap ko forex may experience hai to koi bi apka dushman ni hai, ap just earn karain aur cash krwayin.. :)
              • #187 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                Jaisa kay forex mai kuch logo ko loss huta hai tu us ki special mistake ki waja se huta hai ya wo greedy hute hain ya jazbat par qaboo nahi pa sakte tu ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?
                Mery khyal main forex trading main aik trader ka sab say big enemy lalach hay kyun keh lalach ki waja say bohat loss ho sakta hay so humay chahiey keh lalach na karen.
                • #188 Collapse

                  dear mery mind ky mutabiq to hamra forex tradeing me sub sy barra dushmen jo hy woh hy greedy kiu kih lalach ki wajah ham aksar prifit gain karty karty ziada ki lalach me aa kar hamra account profit ki bajay loss ki tarf move ly jata hy jis ki waja sy ham loss kar beithty hain
                  • #189 Collapse

                    mery nazdik sub sy bara dushman hamari ghalat trade ha jo hum soch or dekhy beghar hi laga dety han is ma market ko follow krna bohat zarori ha hum khud hi is ma apny ap sy dushmani krty han
                     
                    • #190 Collapse

                      Every one has its own view i have mine. In the forex trading Greed , emotion and miscalculation are you most and big enemies in the forex trading. We should control the our greed and emotion in the forex and have a good trade, If the our time calculation is not right than our valuable trading is not given us the fruitful result for you and these these are the majjor enemies of us in the forex trading
                      • #191 Collapse

                        forex mai apka sub se bara dushman hota hai lack of knowledge and experience humhe pata hota nahi hai aur trading kerhe hote hai.jis ke waja se loss hota hai.forex mai trading kerne ke liye apko experience gain kerne ma time lagta hai.thanks.
                        • #192 Collapse

                          asslam o alikum dear's yes dear forex ma humara sub sy bara dushman humara lalach yane ky greed ha. agar hum forex ma lalach na akry to hum as tarha forex sy ache earning kama sakty ha our loss sy be bach sakty ha.
                          • #193 Collapse

                            hamara forex mein sab se bara dushman greed hota hae aur hum jitna greed per qabo paane ki koshish karen yeh qaabo nai hota bul k barhta hi jata hai aur akhir kaar insaan is greed k chakar me aa kr apna buhat sara loss kar bhet'ta hai.
                            • #194 Collapse

                              meray khayal mein tou forex tarding business mein humein jo loss de sakta hai woh sirf greed hi hai iss liaye humein forex trading busienss mein greed se bach ker hi apni forex trading ko kerna chahiye tah k achi success ko hasil ker sakien.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Forex me hamara sub se bara dushman aik he cheez ha ur wo ha hamari lalach kiun k agar ye lalach khatam ho jai to hum achi bhali earning kar saktay han ur hum agar wait karin trade me to b hum proft kar saktay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X