What is copy trading? A Guide for new traders..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is copy trading? A Guide for new traders..
    Copy trading aik aisi trading strategy hai jisay traders most experts traders ki tarha trades kartay huway market say acha faida hasil kar saktay hain aur loss ko kam say kam kartay huway market main trading say success hasil kar saktay hain.
    Aj main apk sath is topic ki help say copy trading k baray main kuch aisa knowledge share karnay wala hoon jisko follow kartay huwya bahut saray new aur old traders faida aur knowledge hasil karaingay, jo k sab kuch darj zail main hai.



    What is copy trading?


    Dear!
    copy trading aik aisa automatically system hai jisko follow kartay huway traders doosray traders ki trades k zariye say market main achi trades ko possible banatay hain. Copy trading ziayada tar aisay traders ka kaam hai jo market ka knowlegde nai rakhtay hain ya jinko market main trades karnay ka koi tareeka nai ata hai, wo copy trading k zariye say market say acha benefit hasil kartay hain. Copy trading ka sara kaam automatic tareekay say hota hai is main ahamin sirf aik daffa apnay account ko ad karna hota hai.
    Copy trading main ham forex, CFD trading CRYPTOCURRENCIES aur isi tarha ki jitni bhi online trades hain ham un main kaam kar saktay hain.
    Aisay investors jink pass aik achi invest hai aur wo khud trading nai kar sktay hain unk liye copy trading main sirf aik daffa invest karna hoty hai baaki experts k account ki tarha unko profit aur loss hasil hota rehta hai.


    Click image for larger version

Name:	copy.png
Views:	1
Size:	57.7 کلوبائٹ
ID:	12544750



    How Does Copy Trading Work?



    Dear!
    Oper ki conversations main ham yeh baat jan chukay hain k copy trading aik automatically sytem hai.
    Copy trading k liye traders ko sab say pehlay kisi achay experts traders ki trades history ka knowledge hona chay k wo kitna earn karta hai aur kitna loss karta hai, usk baad trdaers apnay account ki equety k hisaab say market main risk laitay huwya us traders ki trades ko copy kartay huway market main entry laita hai aur same he exit bhi laita hai.
    For example agar aik traders 10,000 units ko purcahse karta hai to copy karnay wala traders bhi same hisaab say he market risk reward hasil karega, isi tarha say he market main copy trading k amal ko use kiya ja sakta hai.



    Can You Earn a Profit With Copy Trading?



    Copy trading bhi same usi tarha ka business hai jis tarha aap dusray busines main profit aur loss kartay hain. Copy trading say acha faida hasil karnay k liye traders k liye is baat ka lazmi hai k jab traders market main entry ko pick karay same time main he usk sath kaam kiya jaye tab he market say acha faida hasil kiya ja sakta hai. Is baat ki soch hamaray mined main hona lazmi hai k market ka result kabhi bhi past k result say match nai ho sakta hai.



    Click image for larger version

Name:	copy2.png
Views:	1
Size:	107.4 کلوبائٹ
ID:	12544752


    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is copy trading? A Guide for new traders..

    ASSALAM U ALAIKUM!




    Dear!Reproduction buying and selling aik aisa robotically device hai jisko comply with kartay huway investors doosray traders ki trades ok zariye say market predominant achi trades ko possible banatay hain. Copy trading ziayada tar aisay traders ka kaam hai jo marketplace ka knowlegde nai rakhtay hain ya jinko marketplace essential trades karnay ka koi tareeka nai ata hai, wo reproduction trading ok zariye say marketplace say acha gain hasil kartay hain. Copy buying and selling ka sara kaam computerized tareekay say hota hai is main ahamin sirf aik daffa apnay account ko ad karna hota hai.Copy trading fundamental ham forex, CFD trading CRYPTOCURRENCIES aur isi tarha ki jitni bhi online trades hain ham un major kaam kar saktay hain.Aisay traders jink skip aik achi invest hai aur wo khud trading nai kar sktay hain unk liye replica buying and selling principal sirf aik daffa make investments karna hoty hai baaki specialists k account ki tarha unko income aur loss hasil hota rehta hai.




    Earn a Profit With Copy Trading


    Copy buying and selling bhi equal usi tarha ka commercial enterprise hai jis tarha aap dusray busines fundamental income aur loss kartay hain. Copy trading say acha faida hasil karnay ok liye traders okay liye is baat ka lazmi hai ok jab buyers marketplace primary entry ko pick karay equal time essential he usk sath kaam kiya jaye tab he marketplace say acha faida hasil kiya ja sakta hai. Is baat ki soch hamaray mined primary hona lazmi hai okay market ka end result kabhi bhi beyond k end result say suit nai ho sakta hai.


    Copy Trading Work


    DearOper ki conversations essential ham yeh baat jan chukay hain k copy buying and selling aik robotically sytem hai.Copy buying and selling k liye investors ko sab say pehlay kisi achay experts buyers ki trades history ka expertise hona chay k wo kitna earn karta hai aur kitna loss karta hai, usk baad trdaers apnay account ki equety okay hisaab say marketplace principal risk laitay huwya us investors ki trades ko reproduction kartay huway marketplace principal entry laita hai aur equal he exit bhi laita hai.For example agar aik traders 10,000 gadgets ko purcahse karta hai to replicate karnay wala traders bhi equal hisaab say he marketplace threat praise hasil karega, isi tarha say he marketplace most important replica trading ok amal ko use kiya ja sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is copy trading? A Guide for new traders..

      Copy Trading in Forex Market.

      Forex trading me kam karna ab bohat asan ho gaya hai yani agr koi forex trading business ke bare me nahi janata or usko trading karni anhi ati tu wo phir bhe yaha per kam kar sakta hai
      forex trading me kisi ke pass experience nahi hai tu bhe koi bat nahi Copy Trading kar ke forex trading me paise earn kiye ja sakte hai copy trading karna bohat hi asan hai is me
      Aik master trader hota hai jo sub ki trades ko manage karta hai or sub us ke peechay trades karte hai is se sub ko profit hota hai or new trader bhe is tarah forex me earning kar sakta hai.

      Copy Trading Kaise Hoti Hai.

      Copy Trading karne ke liye broker apko ya saholat dete hai lakin ya saholat kuch broker hi dete hai is me ap apna trading account kisi master trader ke account ke sath munsalik
      kar dete hai jaise hi wo apne trading account per trades open kare ga tu apke account me bhe trades open ho jaye gi or jub wo trade close kare ga tu apki trade bhe close ho jaye gi
      isi tarah agr master trader ko profit ho ga tu apko bhe profit ho ga lakin agr master trader ko loss ho ga tu apko bhe loss ho ga copy trading aik acha tareeqa hai un logo ke liye jin ko trading karna nahi ati

      Kya Copy Trading Karni Chahiye?

      Copy trading forex market me bohat tazi ke sath grow kar rahi hai kyu ke forex market me 90% log loss karte hai or loss karne wale log ya trader wo hote hai jo is business me new
      hote hai ya jin ke pass knowledge nahi hota forex business ka tu aise log is market me loss karte hai apni investment is business me karte hai or knowledge na hone ki waja se
      loss karte hai lakin ab aise traders jin ke pass knowledge nahi hai wo copy trading kar sakte hai lakin copy trading me bhe risk hota hai risk ko kam karne ke liye hume chahiye
      ke hum master trader acha select kare jis ki ziada ter trades profit me ho or loss bohat kam kar raha ho or copy trading me bhe money management zaror kare.
      منسلک شدہ فائلیں

      اب آن لائن

      Working...
      X