Copy trading aik aisi trading strategy hai jisay traders most experts traders ki tarha trades kartay huway market say acha faida hasil kar saktay hain aur loss ko kam say kam kartay huway market main trading say success hasil kar saktay hain.
Aj main apk sath is topic ki help say copy trading k baray main kuch aisa knowledge share karnay wala hoon jisko follow kartay huwya bahut saray new aur old traders faida aur knowledge hasil karaingay, jo k sab kuch darj zail main hai.
What is copy trading?
Dear!
copy trading aik aisa automatically system hai jisko follow kartay huway traders doosray traders ki trades k zariye say market main achi trades ko possible banatay hain. Copy trading ziayada tar aisay traders ka kaam hai jo market ka knowlegde nai rakhtay hain ya jinko market main trades karnay ka koi tareeka nai ata hai, wo copy trading k zariye say market say acha benefit hasil kartay hain. Copy trading ka sara kaam automatic tareekay say hota hai is main ahamin sirf aik daffa apnay account ko ad karna hota hai.
Copy trading main ham forex, CFD trading CRYPTOCURRENCIES aur isi tarha ki jitni bhi online trades hain ham un main kaam kar saktay hain.
Aisay investors jink pass aik achi invest hai aur wo khud trading nai kar sktay hain unk liye copy trading main sirf aik daffa invest karna hoty hai baaki experts k account ki tarha unko profit aur loss hasil hota rehta hai.
How Does Copy Trading Work?
Dear!
Oper ki conversations main ham yeh baat jan chukay hain k copy trading aik automatically sytem hai.
Copy trading k liye traders ko sab say pehlay kisi achay experts traders ki trades history ka knowledge hona chay k wo kitna earn karta hai aur kitna loss karta hai, usk baad trdaers apnay account ki equety k hisaab say market main risk laitay huwya us traders ki trades ko copy kartay huway market main entry laita hai aur same he exit bhi laita hai.
For example agar aik traders 10,000 units ko purcahse karta hai to copy karnay wala traders bhi same hisaab say he market risk reward hasil karega, isi tarha say he market main copy trading k amal ko use kiya ja sakta hai.
Can You Earn a Profit With Copy Trading?
Copy trading bhi same usi tarha ka business hai jis tarha aap dusray busines main profit aur loss kartay hain. Copy trading say acha faida hasil karnay k liye traders k liye is baat ka lazmi hai k jab traders market main entry ko pick karay same time main he usk sath kaam kiya jaye tab he market say acha faida hasil kiya ja sakta hai. Is baat ki soch hamaray mined main hona lazmi hai k market ka result kabhi bhi past k result say match nai ho sakta hai.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим