new trader ko forex trading thori investment se start krni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    sahi kaha k start hmen itni amount se krn achaheye jitna ham bardasht kr saken ye na ho k sb kuch bech k invest kro or agy bhi sb kuch gawa do bs wat thia pia hy kam meri dua sb k sath allah mere sath sb ko is men kamyab kry ameen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      I think a trader that recently we have started from a small capital and all it took a process and we have to be ready and that's very important and hard work will be very meaningful. and all it took hard work and the process will be very good and we have to be prepared and keep calm.
      :o
      • #378 Collapse

        dear brother assalam o alaikum ji nhe ap agar naye trader ho to ap ko chahiye ke aap ziada se ziada investment par trading karo0 wrna kam investment mein trading karte waqt loss ke chance ziada hote hai or ap wesi new ho to ap se galti bhe ho sakti hai or loss ho sakta hai ap ko trading mein
        • #379 Collapse

          mere dost mere bhai bhi tk trading start nai ki hai lekin itna andaza zaror hai k new trader ko kam se kam profit se trading start krni chahiye q k starting hoti hai is liye itna experience nai hota jis ki waja se loss ho sakta hai
          • #380 Collapse

            yeah new trader ko thori investment sey start karna chahye aur unhay pehlay demo account pay practice karna chahye jahan bonus provided hota hay wo helpful hosakta hay
            • #381 Collapse

              ji han bilkul mere khayal se bhi jo new trader hain aur wo trade first time laga rahay hain to unhain chahiye k wo kam amount invest karain q k in case agr unko loss ho bhi to kam loss ho aur wo zayada loss ki wajah se preshan na hojain isilye kam investment krni chahiye ta k usko hi achi tarah manag kr sakain.........
              • #382 Collapse

                ji haan new trader ko agar jaib se invest karna hai to thori investment se start karni chahiye or baqi jitna ho sake is me kamana chahiye aap ko forex me experienced hone ke baa dhe bara profits hasil ho sakta hai
                • #383 Collapse

                  i think new trader ko sab se pehle demo trading practice k liye use krna chahye zada se zada or phir bonus pe trading kare phir us k bad real account pe aye jab apki terminal pe grib achi ho jaye to apk liye buht acha hai ap forex se buht zad earn kar sakte hain or successful trader ban sakta hai
                  • #384 Collapse

                    G haan bilkul Forex mein new comer ko thori investment sy trading start karni chaiye kyun k Forex ik risky business hai is mein market buhat taizi sy move hoti hai seconds mein price up and down hoty hain aur account pal mein khali ho jata hai , new trader ko kyun k trading ka itna experience nahin hota is liye shuru mein hamesha thori amount he invest karni chaiye taky agr loss ho jaey to trader ko koi ziyada fark na pary
                    • #385 Collapse

                      mein ne apne trainer se yahi suna tha k humien start mien forex business little investment se start kerna chaie taa k ager humien loss bhi ho to hum apni mistakes ko analyse ker k again invest ker k apna loss cover ker saken.
                      • #386 Collapse

                        Jee bilkul sahi hai yeh k agar ap bilkul hi wakif nahi to is market investment se pehle learning kro or iske bad small investment se shoro ko 10 usd 15 ya maximum 100 usd is se profit to ziada nahi hoga lekin confidence zaror gain hoga.
                         
                        • #387 Collapse

                          Jee bilkul sahi hai yeh k agar ap bilkul hi wakif nahi to is market investment se pehle learning kro or iske bad small investment se shoro ko 10 usd 15 ya maximum 100 usd is se profit to ziada nahi hoga lekin confidence zaror gain hoga.
                           
                          • #388 Collapse

                            new trader agar bonus sey deposit karwa raha hai to phir to usey ziada bonus make karna chahiye q k loss main account jald khatam ho sakta hai.
                             
                            • #389 Collapse

                              ji han new traders ko forex trading start thori investment se karni chahye q k new users ko iski etni knowledge nahi hoti na he koi experience hota hai is liye un k loss k chances zada hote hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                G bhai ap ki bat bi thek hai k jo new trader is business mein aye usay kam invest se he business start karni chahiye lekin bhai meray khayal se to kam invest se trading risky hai so meray khayal se to ziyada invest karni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X