new trader ko forex trading thori investment se start krni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    my dear ye to us trader par depend karta hai kay woh forex mein kitna expert hai aur trade bussiness kaisay karta hai my dear agar app forex mein expert hain achi trade karna jantey hain aur daily acha profit earning karna chahtey hain to app ko chahiye minimum 1000$ say 500$ tak ki investment zaroor karey ess say app daily apni soch say bhi kai gunha zeyada profit earning kar lay gey aur insta forex jaisay best and nice bussiness say bohat happy bhi rahen gey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      daer aap ki baat bilkul theek hy meen aap ki is baat sy agree hoon kiy kih agar ham ny 100$ ka account open karty haien or hamien samajh aa jati hy to ham apni mihnat sy is ko ziada bhi kar sakty haien or agar ham ien samajh nahien aati hy to ham 1000$ bhi loss kar sakty haien is liy ahmien chahiey kih ham kam inwestment sy start kareen
      • #228 Collapse

        meray khyaal say forex trading main jo log new aatay hain to wo invesment kam hi karain to un k liye acha hai kion k agar wo log ziada invesment karaingay to un ko loss bhi ho sakta hai to pehle thri invesments say karain
         
        • #229 Collapse

          Jee bilkul sahi hai yeh k agar ap bilkul hi wakif nahi to is market investment se pehle learning kro or iske bad small investment se shoro ko 10 usd 15 ya maximum 100 usd is se profit to ziada nahi hoga lekin confidence zaror gain hoga.
          • #230 Collapse

            Yes... dear aap ne bilkul thek kaha hai aur main aap ki bat say agree karta hun haman hamesha he jab ham new begginers hon to haman ak choti investment sy kaam start karna chahiye kiu k ye ak risky buisness hai aur haman is main loss b ho sakta hai is liey dyan k sath kam karna bohat he zaroori bat hai
            • #231 Collapse

              G han aap sahi ke rahey hen new comers ko chaihey ke wo sub sey pehly forex trading ki knowledge hasil karen or full concentration ke sath work karen or kisi achey trader ki nigrani men pehley trading start karen wo bhi thori si investment sey.
              • #232 Collapse

                ith low investment, incase of loosing money in forex business you can bear easilyearning kro or iske bad small investment se shoro ko 10 usd 15 ya maximum 100 usd is se profit to ziada nahi hoga lekin confidence
                 
                • #233 Collapse

                  bhai bilkul aap tk keh rehe han q k new traders ko market ki samj nai hoti aur wo sometimes apni investment loss kr jate han ager un ki investment huge ho ge phr un ko boht problem face krna hogi is liye thori investment se shuru kre.
                  • #234 Collapse

                    han ku k new trader k pas skills nahi hotay hain is waja say usay hamesha he yaha pay kum he trade karni chahye aur yaha pay kum kaam kar yaha pay trade karnui chahye bina is k wo kabhi b nahi seekh sakta hai.
                    • #235 Collapse

                      me smjhta hoon agar new trader sahi tarha learning kar ly to phir wo trading me loss kam kary ga deposit thora hoga to ziada risky hoga q k thory deposit sy trading bht difficult hoti hy professional traders jo account manage karty hain wo choty account manage ni karty hain wo bary accounts manage karty hain uc k vja ya hy choty account manage karna difficult hy ic liay new traders agar ziada investment ni kar sakty hain to cent account me investment kar k trading start kar dain to behtar hy
                      • #236 Collapse

                        g dear apki bat right hai ke new comer ko kam avestmint se start karni chahye q ke usy pata chaly ga online forex ke bary main ager usko pata hai to wo kam investment se bhi 1 acha start le sakta hai phir ahsta ahsta agy bary q ke is me ksi bhi kisam ki koi bhi pareshani nai hogi
                        • #237 Collapse

                          learning kro or iske bad small investment se shoro ko 10 usd 15 ya maximum 100 usd is se profitar new traders apna whole capital loss karwa dete hain,to unko chahiye ke wo small hai ap ne mere bhai new comers ko chahiye kay forex main investment thori amount se hi start karen
                           
                          • #238 Collapse

                            g dosto new trader ko forex trading business par trading kar nay kay liye shoro mai thori investment say kaam start kar na chaye kyun kay jab ap new trading karty ho to apkay pas itna experience nahi hota lekin waqat kay sath sath apko experienceajata hai pher ap jitni chaye apni marzi say investment kar sakty ho
                            • #239 Collapse

                              yes i agree with you new trade should start forex trading with low capital it is good because they have no much more skill and experience .in start they should get confidence of trading to get good experience
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                ji han ap ne sahi kaha he ke new trader ko thoray paisoun se trading start kerni chahye or pehlay usay chahye ke complete knowledge gain ker lay phir trade kre

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X