new trader ko forex trading thori investment se start krni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Haan bhai jaan sahi baat hai hum jab bhi forex ko start karen hume ka invesment se hi trading start karni chayye kiyo ke is se hamara risk kafi had tak kam ho jaye ga aur hume loss howa bhi to bohat kam ho ga.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Ya humhe forex tabhi start karni chiye jab humhe complete knowledge ho forex ke bare me warna agar hum begaire knowledge ke big amount invest krare gaye to bhoty lost hoga ....is liye agar hum kam info bhi rakhte ha to humhe small amount se invest karna chiye
      • #183 Collapse

        ju new trader hoty han wo chahty han kay wo boht hi jald ameer ho jayn is liy wo ziada invest karty han or lots size kafi zxiada karty han jis ki wajah say unhy loss ho jata hai ju kay un kay liy nuksan day sabit hota hai.
        • #184 Collapse

          ji janab bilkul sahi baat kahi hai ap ne new traders ko kabhi bhi starting amin ziada investment nahi akrni chahaye kiu ke ager loss ho to boht ziada ho jata hai is liye best yehi hai ke kam investment kare aur practice ko bhi saath main follow kare tabhi woh good trader ban sakta hai
          • #185 Collapse

            mere khyal men new trader ko sb se pehly practice k lie demo account pe kaam krna chahiye jiss se wo markeet k bary me seekhy ga apna experience bnay ga or jo ghaltian jld bzi men hon gi ya jo kamm time pe krnaho wo na ker sky iss tarah k sary kaam theek ho jyn gy practice se phir bad men jo bhi chahy ker le
            • #186 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
              forex me ager ak trader new comer ha to us ko thori investment se forex trading start krni chahye g q k ager new comer ko forex ki smj ai hui to wo thori amout se b profit gain kr le ga ager us ko forex k barey me ilm nahi ha to wo 1000 dollar b loss kr jay ga is lie start itni amout se lo jis ka loss ap bear kr sko.....
              g han dear ap nay yai bat theek kahi hai k jab ham nayi nayi trading start karen to hamen kam investment say trading karni chahye jis ki waja yai hai k ham forex pay new hotay hain or hamen is k baray mai koyi khas knowledge nai hota hai is liye hamen ager loss bho jata hai to hamen is say koyi fark nai paray ga
              • #187 Collapse

                Yes g ha sir wo is lye k forex me ager ap ko first me loss he hota ha to achy ye hota ha k ap is me kam he investment kar lo our pir ap is me expert trader ban ja o our forex k market me ap kuch samj ja o to ap is me pir big he investment kar lo our achy profit hasil karo.
                • #188 Collapse

                  g hein new tarder ko bhot kam inverst karn cheny q ka wo forex mein new hot hein on ko tarding ka experince knowledge nhe hot hein is liye on ko loss zayed chance hot hein is liye shero mein kam inverst karn pher band mein gb achi se tarde ka experince knowledge hasly ho gain pher zayed karn sakt hein.
                  • #189 Collapse

                    agar to apko bilkul b knowlege nai hay to apko kam invest karni chahye lakin agar apko zara knowlegr hay to apko ziada say ziada invest karna chaye ku k 80% traders ka loss chota account hony ki waja say hota ha our ic liye me ziada invest ka keh raha hi
                    • #190 Collapse

                      ap to thori investment ka bol rahay ho me to kehta hon keh sirf bonus par he guzara karna chahiyay, agar ap bonus se daily kam se kam 10% earn nahi kar saktay to ap apne investment me 1% bhi nahi kar saktay, yeh ek nafsiyati moamla he
                      • #191 Collapse

                        meray lihaz se tamam forex traders ko jo abhi forex traders main new hai unko forex trading thori investment se hi start karni chahie aur unko forex trading k baray main knowledge aur experience bhi hasil karne chahie hai.
                        • #192 Collapse

                          g bro forex ko jo log new start krty hn in ko kam invest sy is ko join kr chaye or kam sy kam 0.02 ky volume sy order lga chaye q kh new ky liye zida experience or skills ni hoti jis ki waja sy wo success ho sky .agr wo zida invest kr dy gy in ko loss ho skta hn .
                          • #193 Collapse

                            gii haa merre bhaii mee aqpp kii batt saee agree kartaa hoo kee new traderr ko chahhe kee woo thorri investt saee foress tradde start karnni chahhe orr demmo account par practise karnni chahe
                            • #194 Collapse

                              Ye baat bilkul theek hai forex ko mery khayal me karna hi thori amount se chahiay taaky loss ho tu koi faraq na pary other wise is me investment kar kay big amount ko bhi loss ho sakta hai is liay forex ko agar samjh kar kia jay tu ye thori si amount se bhi start kar kay ziada profit de jaati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                g han bhi g aap na thek kha new na waly forex trading krna walon ko chahiy hka wo pehly forex trading per kam invest karian agar loss ho ga to kam ho ga jb wo trading ko achi trha samaj jain phir zyada invest karian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X