jo dost forex me regular loss kr rahe he un k lie mashwara

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    jee forex trading mein loss aur profit k chance 5050 hotay hian aik new trader k liya lakin time k sath aur experience say profit k chance zyada hotay jtay hian aur loss ke chance kam htay jtay hain.is liya aap ko forex say related material ko study kerna must hota hai aur trading ki planing bhee.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      dear me in logo ke lye ye kaho ga k wo frst tread demo se kry then real me demo hamare lye best hai hamay real ke bary me big information mil jati hai demo se then easily tread kr skte hai real me..........
      • #468 Collapse

        forex men jo log loss hi khaty rehty hain un ko chaahye k forex men achi practice keren trading kerny ki or expericne gain keren phir is men un ko fyada hota hai or wo acha profit kama sekty hain or kamyab ho jaty hain.
        • #469 Collapse

          nice question hai bhai app ka bhai jaan forex may un kay ley mashwara hai kay bhai jaan forex may lose hotu bhai jaan forex may kam na karo
          • #470 Collapse

            Ap ne bilkul thk kaha hai forex trading aik Bohat he risky busnices hai of ye Bohat bara busnices hai es ko samjna boht he mushkal kaam hai agr ap ko es mein continually loss ho raha hai to ap ko chaiye k pahly forex k bary mein learning Karen of demo pe ziada pe practice kar k experience gain Karen os k baad forex ko join Karen .
            • #471 Collapse

              yahan bohat se Firewood trading kar rahe hian un ke liye yahi mashwara hai ke pls yar apna knowledge dosroon ke sath bhi share kia karen kion ke share karne se knowledge increase hota hai kam nhi hota kisi ki support karna bohat zarori hai
              • #472 Collapse

                ge brother forex jaisa ke ek risky business hai is ma agar loss ho raha ho to is ki main waja expericne aur knowledge ka na hona ha agar hum is ma knowledge aur experience gain kar le to phir hum loss ko control kar sakte ha.
                • #473 Collapse

                  ju daily es mein loose kar rahay hain un se yehi kaho ga k small volume se trade karay ap zarror successful hon gae kiyon es work mein big loose un ku he hota ju greedy kartay hain thankful for question
                  • #474 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                    dosto forex me success hasil krna bohat hi mushkil kam ha g is me ap ko ager regular loss ho raha ha to ap ko chahye g k ap forex ko arzi tor pe chor do or pher ap forex ki e book read kro ya different sites se forex ka data read kro or pher knowledge gain kr k demo account pe practice kro nahi to ap ka account hali ho jay ga forex bhat hi risky business ha g so be carefull in it
                    hm g bhai jan forex trading me regular los to kafi km hota hai q k forex traing me kabhi profit kabhi los is tarha chalta hai lekin ap ko agar is me ak ahic earninig karni hai to ap ko pehlyh sekhna hota hai ye work jo regualar karty hain los wo log jany naih work kiss tarha hoga
                     
                    • #475 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aliraza1122 پيغام ديکھيے
                      ge brother forex jaisa ke ek risky business hai is ma agar loss ho raha ho to is ki main waja expericne aur knowledge ka na hona ha agar hum is ma knowledge aur experience gain kar le to phir hum loss ko control kar sakte ha.
                      g han bhai jan jo regular los karty hain un logo ko chaeya k apni trasding acount me money maagmint ko use kren phir apni trrading skills ko imporve karen jesy forex trsding me karty hain or trader los is leay ap ko is tarha is me suecssfull hojengy
                       
                      • #476 Collapse

                        jo forex mein loss he karta hain tu main un ko ya he suggest kru ga k wo forex k business mein kuch arasa k liya trading ki stop kar de aur per se learning aur practice ko start kar de agar wo easa karta hain tu per wo aik din success full trader ban skta hain aur per se earning kar skta hain forex mein jab bhi kase ko loss hota hai tu wo us ki apni he koi na koi mistake s hota hai jis ki waja se us ko loss hota hai.
                         
                        • #477 Collapse

                          forex ma learnging karna bohat zarori he ma 5 saal se forex ma kaam kar raha hon magar mene aj tak forex ko learn nahi kya bas khud hi jo seekha wahi istemaal karta hon ab learning k bare ma soch raha hon
                          • #478 Collapse

                            well mere khyal main to unh forex ko chor hi dena chahiye q k unhn forex raas nhi aa rhi hai or jis kaam ki aap ko shi trha samjh na aaye us kaam ko chor hi dena zyada bhter hai na k baar baar loss kiya jaye
                             
                            • #479 Collapse

                              ney bilkul thik kaha ha hamy loss to hota hi ha liken ham forex ko kabhi bhi nahi chory gay kiun kay agar forex main loss hota ha to forex main prbohat se log trading kar rahe hian un ke liye yahi mashwara hai ke pls yar apna knowledge dosroon ke hats bi share KIA Karen ikon kw share karne se
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ding kar rahe hian un ke liye yahi mashwara hai ke pls yar apna knowledge Dodson kw hats bi share kia Karen ikon ke share Marne SE knowledge Kai bare mai aap ka mashwara apni jaga sahi hai, par jab tak trader ko nuqsan nahi ho ga usey Samar nah aye gi, sari umar who kisi or par depend nahi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X