jo dost forex me regular loss kr rahe he un k lie mashwara

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    The many new traders join to Forex business with mind of earn big profit from this business in short time of period which is very bad thinking of many new traders due to this they suffer into huge loss and this leads to failures of those trader and they leave to Forex business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Nahi bhai jan meray khayal se agar humain forex trading business mein lagatar loss ho raha hai to is se humain forex ko arzi tor k liye bi nahi chorna chahiye bulkay humain thory din demo per practice karni chahiye aur agar hum demo per kamyab ho jaty hain to is ka matlab hai jab hum real account per trading karty hain to us mein lalach karty hain.
      • #618 Collapse

        jo log forex main loss kartey hain un ko mere lyie yehi mashwara hoga keh woh kuch din keliye aram se bethen aur forex ko mazeed achi trha se learn karen to woh is main achi trha se kamiyab ho saktey hain.
           
        • #619 Collapse

          jo log is main regular loss kartey hain unko chahiye keh woh is business ko phir se achi trha se learn karen aur is main dobara se achi trha se practice karen to phir is main woh achi trha se successful ho saktey hain.
           
          • #620 Collapse

            dosto forex me success hasil krna bohat hi mushkil kam ha g is me ap ko ager regular loss ho raha ha to ap ko chahye g k ap forex ko arzi tor pe chor do or pher ap forex ki e book read kro ya different sites se forex ka data read kro or pher knowledge gain kr k demo account pe practice kro nahi to ap ka account hali ho jay ga forex bhat hi risky business ha g so be carefull in it
            • #621 Collapse

              G han bahi bht hi achi advice di ha apny, jab trader ko loss ho raha hota to is ka mtlb yehi hota ha k trader ki learning aur experience bht kam ha, jis ki wajha say hi usko loss hota ha, trader ko chaiyeh woh learning karny k bad hi trading start kary ta k loss na ho aur profit hota rhy...
              • #622 Collapse

                sir gi mena forex per loss kiya ha 180$ ka or mea souch raha ho ka mea pair bahi kero ga or 1 achi earing kero ga sub ko haran ker do ga or mea sab dosto ko kaho ga ka ap bahi forex ka kam kera humat mat hara 1 din wo bahi aaga gin ka loss hota ha un ko profit ga wo kus bahi ho ga
                • #623 Collapse

                  g han apki bat bikul sahi hay.jin ko is business main bar bar loss ho raha ho wo is business kay baray main jitna zayada ho sakta ha knowledge hasil karain.or is business ka knowledge apko online hi mil sakta ha.or demo account ki madad say trading ko sekhna buhat hi asan hay.ap us ka use zaror karain..
                  • #624 Collapse

                    in forex trading there are many foreign currency pairs that can be traded, but not to all foreign currency pairs that can be simultaneously under our control
                       
                    • #625 Collapse

                      It means that your are not ready for live account. You should take more and more training and discuss with differnt people you can get benefit
                      • #626 Collapse

                        forex business main phly bat ha keh woh loss kion kr rhy hian un ko sochna chahe keh kis wjaa sy un ko is trah loss a rha ha aor in ko kabhi is trah ghlt kam na krna cahe to loss ki trf lay jata ha to un ko practice apni acha krna chahe
                        • #627 Collapse

                          ji bilkul dear mai ap ki bat se agree karta ho ke forex mai jin ko loss ho rha ha un ko chahiye wo forex par learning kare or jitna ho sake forex par parctise account open kar ke us par kam us kam aik month kam kare kafi achi knowledge mile gi
                          • #628 Collapse

                            bhai aap ka mashwara jo aap ne diya hai traders ko buhat acha hai. mein b yehi kehna chahon ga k agr kisi ko bar bar loss ho raha hai tau vo pehle forex trading ko learn karay aur jitna arsa usay learning mein lagay tab tak vo trading na karay aur apna capital bacha kar rakhay.
                            • #629 Collapse

                              My dear jo log loss men chal rahy hen on k liye men to yon araz karon ga k woh log hachi tarha is ko seekh kar is pe kam karen our kici aysy bandy ki talash karen jo is k bary men ilam rakhta ho is ko janta ho ankhy band kar k is pe kam na karen warna loss k chans zeyada ho sakty hen ok
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                mere khyal me loss in ko hota he jo new hnn arr inho ne demoprr practice bi ni iss l;ea vo ghbra krr forex ko na choren balke apni practice ko jari rakhen arr sath sath apne senior see mashvra karen take vo app ki rehnumai krr sakhen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X