jo dost forex me regular loss kr rahe he un k lie mashwara

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Yes dosto bforex main success pana bhot mushkil hota hai or jo bina kese experience k forex ko join karty han to un ko hamesha loss he hota hai agar us ko chaye k wo knowledge k sath he forex ko join kary
      • #993 Collapse

        Jee han mere dost ap ne theek kaha hae kiunk forex trading mein agar bar bar loss hi ho raha ho to ye aik achi strategy hae k ap kuch der forex trading ko chor k is k knowledge aur practice ko improve kar k phir trading karen.
        • #994 Collapse

          je main ap ke bat se agre karta hon kah jin logon ko lagatar loss ho raha h to un ko chae kah wo as main mahnat or lagan se kam karen .or as ke sath sath demo main lagatar traning bhe karte rahin takah ap ke knowledge main bhe azafa ho ap ko tajarba bhe hasel ho or ap market ko ache tarha samajne lag jain.jab tak ap forex main hardwork nahe karte ap as main kamyab nahe ho sakte .as lae hamin chae kah as main bohat zyada mahnat karen.
           
          • #995 Collapse

            Dear jo is business me regular loss kr raha ha us ko chahe k wo is business me mehnat se kam kareen or is business me loss hony ki wajah dhondy kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen soch smjh k kam krna chahe is business me
            • #996 Collapse

              jo logh forex min biznees min se muslsal loos kar rahy hyn in ko is buznees min har nahin lyni cahye kabhi to woh is buznees min se profit hasil kar sakyn gae mere kyal se to
              • #997 Collapse

                aisa b ni hy yr ap apni ghltio ko notice kry na bhai jan or onse seekhy k kaha ghlti ho rhi hy or osy theek krny ki kosish kry .or phr ni kch ho rha to tark kr dey temporarary
                • #998 Collapse

                  kuch logo ko losses k samna karnay say bhot kuch seekhnay ko b milta hai zrori nahi k hum loss kare or bus loss he kare is kam me hume or b bhot kuch seekhna hota hai or samjh kar le kar barhna hota hai tab ja kar hum me kuch himmat banti hai k hum profit hasil kar sake.
                  • #999 Collapse

                    jo log is kaam mai loss loss kiay ja rhy hain un ko is kaam main apny kaam krny k style ko check krn achahye jis say unhy ye idea miy ga k is say kis place pay mistake ho rhi hai un say is say un ka kaam asan ho jiay ga
                    • #1000 Collapse

                      jo bhi traders forex trading main regular loss gain kartay hain ya to un ka knowledge kum hota hain ya phir un ki trading main skills bohat hi kum hoti hain aur woh traders aik hi tarha ki mistakes ko baar baar repeat kartay hain
                      • #1001 Collapse

                        jo traders loss par loss kar rahy hey un ko chaye k wo trading stop kar k demo account me koch din practice karen es se un ko market ka knowledge ho jaye ga.
                        • #1002 Collapse

                          Koi b busnisd ho agr ud ma unsan ko loss py loss ho raha ho to indan ko chiy k wo busniss chor dyna chiy kun k usy jab tak us busniss ki complete information ni ho gi wo sucess ni hasal ni krr sakta .
                          • #1003 Collapse

                            G han bilkul forex ma trading karne k leye experience aur knowledge hona bhot zarori ha..agar ap ko regular loss ho raha hai tu ap mistakes ka analysis karen aur next trading ma repeat na karen..forex ma planning kar k trading start karen ta k loss ko kam se kam kiya ja sake...
                            • #1004 Collapse

                              Assalam u alikum friend, jee haan jin logon ko forex me loss contineous ho raha ho to unhain chahiye k wo forex trading ki practice krene kyun k knowledge ki kami ki wajah se humein forex me loss hota hai, demo per practice kerty rehne se trading improve hoti hai, iss k baad real account me trading kerni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                han ji mushkil hai but na mumkin nahi hai forex is me loss ho raha hai to us per qaboo paya ja sakta hai agar mehnat ke sath working karte raha jae to forex ke business se bohat pesa kamane ke aap qabil ban sakte hain bas seekhna lazmi hai is ko .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X