Money management in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management in Forex Market.
    Money management in Forex Market.

    Introduction.

    Dear members money management account balance ki safety key ley ki jati hay agar buying and selling me money control na ho to mery khayal me account kesi be time margin name ki taraf pass kar sakta hay, account balance ki protection ko har broker aur trader zarori samjta hay magar es key ley right getting to samajhny ki zarorat hoti hay aur koch regulations esi hain jin ko money management key ley zarori samja jata hay. jtna account ha us hessab sy small lots use karny ta k ap ko loss na ho small lots sy trading karny small risk lan or 2 trade sy ziada trade aik waqat main open na karny is tahra agr ap ko loss ho bi to recover ho sakta ha jab ap ziada risk laty han or loss hota ha to both ziada loss ho sakta hai, Jis ki recovery karna both muskal ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	3
Size:	16.4 کلوبائٹ
ID:	12543435

    Important steps.

    Dear members es liye money mangemnt main apko apni trading main kuch tools use karny hoty hain jis se ap achi trading kar skty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (25).jpeg
Views:	4
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12543436

    Stop loss ka use karin taa k ksi barhy loss sy bacha ja sky.
    Take profit ko use karin taa k jab market move kry to apko apny target ky hisab sy profit mil sky.
    Jald bazi main apna order set na karin bulky phly marketko watch aur study krny ky bad hi apna order place krin.
    Small lot k sath trading karin taa ky kam sy kam risk factor involve ho.
    Market ky trend ky aginst trading na karin kun ky market kabhi kbhi bahot ziada volatile movement krti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	1
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12543437

    Dear members limited lot size ko use karna bahot zarori hay lot size ko increase karny se money management nahi ho sakti hay aur account me zeyda loss ho sakta hay, limited trading market ki movement par focus kar key karni chaye, ghir zarori risk leny ka koi faida nahi.

    Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	8
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12543438
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management in Forex Market.

    Money Management


    Money management forex trading ka aik bunyadi juzz hai. Money management k zarye se traders na sirf apne sarmaye ko mehfoz bana sakta hai, bulke is k zarye se forex trading jaise riski korobar me kamyabi bhi hasil karta hai. Forex trading me money management risk management aur discipline ka aik aham ansar hai, aur ye har aik trader k leye zarori hai, k wo money management se hi trading karen.

    Click image for larger version

Name:	images (47).jpeg
Views:	1
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12407206

    Forex trading me money management k hawale se chand zarori points darja-zel hai;

    Risk Reward Ratio


    Risk reward ratio se murad trader ka wo profit hai, jis k badle me wo apne sarmaye ko risk me dalta hai. Risk reward ratio se trader take profit bhi murad le sakta hai. Take profit hamesha apne kamyabi k tanasub se set karna chaheye. Kabhi bhi aisa risk reward ratio na banaye k us se ya ap ko munafa bohut kam melta ho aur ya ap k losses k chances ziada hon.

    Stop Loss ka Istemal


    Take profit se ziada aik trader k leye stop loss bohut aham hai. Nuqsan ki sorat me ; aghaz me jis position pe hamari trades khatam ho jayi hai, ye stop loss ki position hoti hai. Ye wo position hoti hai jahan pe hum kisi bhi trade ka loss bardasht kar sakte hen. Is leye is position pe trades ya to close ki jati hai aur ya kuch kam ki jati hai. Stop se hamara sarmaya bohut had tak mehfoz hota hai, is waja se is ka istemal yaqeeni banayen.

    Lot Size


    Money management me Lot size se murada hai k aap apne aik trade pe kitna risk bardasht kar sakte hen. Agar aap apne trade ka lot size increase karengay to ye apko loss bhi us nisbat se ziada deta hai. Money management k pehlo me traders ko sirf apne apne sarmaye pe losses ko kam karne k bare me sochna chaheye. Is waja se munasib lot size ka istemal kia karen.

    Account Leverages


    Account leverage bhi usi munasebat se rakhen k wo apne had se ziada trade open na kia karen. Insani fitrat me ye shamil hai, k log ziada munafa k chakar me aksar ziada loss kar jate hen. Jab bhi account ka leverage munasib hogato aap ziada miqdar me trade open karne k position me nahi hongay, isi tarah se apka sarmaya kafi had tak mehfoz rahega.

    Jazbaat pe Control


    Money management me sab se zarorri point hai, k jab bhi trading karen, apne jazbaat ya emotions ko aik tarraf rakhen. Forex trading hamare emotions ko nahi dekhta aur na hi hamare ehsasat ka lehaz rakhta hai. Is waja se kabhi bhi ghuse ya dosre zehni dabao k waqat trading na kia karen.

    Jaldbazi


    Jazbaat k baad dosra aham factor jaldbazi bhi hai, aksar awqat traders market ki fast movement ko dekhte howe ya market k high ya low price area me trading shoro kartte hen, jo baad me loss ka sabab bante hen. Aap ko aisi soratehal se door rehna chaheye aur aur proppor apne routine analysis k mutabiq kaam karnna chaheye.

    اب آن لائن

    Working...
    X