forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    mainay jub is buiness ko apnay career me first month kiya tha tu mainay is market me aik acha khasa profit ko gain kiya tha kyu kay mainay tub aik nadar ho kay is me profit ko banaya tha is ka matlab hai kay is market me emotiona apko lost de ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      is main hum boht hi acha profit hasil kar skaty hain aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur eanring ho skay gi
      • #1188 Collapse

        ap ny sahi kha hai forex main jub newly kam start kiya jata hai tu es main hmain achi trh apata nahi hota or hmain trade lgaty wakt market ko bhi follow nahi karna ata hota esi liye hmain es main lsos ho jat ahai
        • #1189 Collapse

          jub say is market main trading ko krna shhuro kia hai tab say kafi zada is say nahi kama saqty hain jis ki main vaja hoti hai teek say is market main khud ko plane say or sath main market ka trend main trading ko na krna jis ki vaja say nuksan ho jata hai
          • #1190 Collapse

            many be mstak sa pahaly he monht pahaly he din our pahle he trad ma 140$ ka loss ka ha our asa tab hotaha jab humary pass is ki knowlged naho our hum mstak karty ha jis sa hum ko loss ho jta ha par hum ko mstak sa seekna cahay
            • #1191 Collapse

              ha g majay be fist monht ma loss ho ga tah our is ki ber wja ya ha kay hum ko is ma knowlged our experinec nhe hota ha our hum is ma mstak karty ha to hum ko loss ho jata ha our jab hum ko is ma knowlged ho jate ha to hum is ma profit hasil karty ha
              • #1192 Collapse

                profit hasil karny learning karni ho gi aur har kam karny say ata hai aur hamain is main hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main planing kar k hi trade karni ho gi tba hi hum achi trade kar k run karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar skaty hain aur market main trend ko use karny main bi asani ho saky ig it is best job for all the people
                • #1193 Collapse

                  Es ke waja ye hy k shuru me itna knowledge nh hota aur na hi trading ka experience es liye tou bar bar practice k liye aur seekhny k liye kaha jata hy
                  • #1194 Collapse

                    is forex main boht hi acha earn kar skaty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main hum boht hi acha gain kar skaty hain so hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur is main kam karny main bi asani ho saky gi it is bst job
                    • #1195 Collapse

                      dear forex mai jab ap seekh k kam karo gy tu ap ko faida haisl hona cahiye k seekh k kam karain ta k ap ko acha faida hasil karoa ur apnii life ko set karo ta k ap ko reard hasil karo ta k ap ko faida b hasil ho...
                      • #1196 Collapse

                        G han bro ye bilkul sahe kaha k aksar log pehly month mein loss kar jaty hain eski waja ye k unko abhi bhe experience nahi hy kis py trading karen kitni trading karen aur market kya kehti hy
                        • #1197 Collapse

                          Pehle.month main heavy loss ki waja yeh hai keh ham baghair demo par practice kiey real trading start kar dete hain jo keh bohut hi risky kam hai. Agar aap main demo par trading karnay ka hosla nahi hai tu aap ko chahie ke micro account par 100$ invest karain aur .01 volume ke saath trading karain takeh loss ziada na ho.
                          • #1198 Collapse

                            jee ha bhai sahi kaha ha apnay forex ma hamay first month loss hota ha qk us time hamry pas experince nai hota ha qk agar apkay pas experince nai hota ha to apko loss bhi ho sakta ha or jesy jesy hamay experince milta ha ham wesy hi aek acha profit bhi kr sakty ha islay bs apko forex ma lalch nai krni chahiye
                            • #1199 Collapse

                              Starting mai to esa hi hota hai or.Mene b starting mai real account mai trading ki thi or bina knowledge or strategies k trading start kr di thi jiski wja say mujay loss ho gya or account wash ho gya or phir mene apnay behalf pay trading ki learning krna start or aj tk mai seekh rha hoo or Allah Ka Shukar hai k mujay trading say kafi kuch seekhnay ko mila hai jis say mujay faida b kafi huwa hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                iski wajah ye hai k 1st month main log sahe tarh trading saikhte ni hain wo kahin se sunte hain k is buisness main bht paissa hai aur is ko join kar laite hain aur phr jab bagair saikhe trade karte hain to unko siwaye loss k kuch ni milta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X