Forex trading for biginners
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading for biginners
    What Is Forex Trading.?
    Forex trading aik munafah bakhsh international karobar hai, is karobar mein puri dunia sy rozana almost 6 trillion Dollars ki sarmaya kaari hoti hai,
    forex trading dunia ki sb sy bari or munafah bakhsh karobari market hai, ye bht asaan or munafah bakhsh qarobar hai, is keliey baki karobar ki trah
    bary setup ya office ki zaroorat nahi hoti, or na hi is keliey bht ziada investment ya waqt ki zaroorat hoti hai, ap thori c raqm sy ghar beth k is karobar
    ko shuru kr skty hain, is keliey ap k pas sirf computer or internet hona zaroori hai. kiu k ye karobar computer py online hota hai. is keliey waqt ki koi
    pabandi nahi hai,

    Forex Timing:
    kiu k forex trading aik international karobar hai, isliey ye hafty mein five days 24 ghanty khuli rehti hai,
    ap jb dil chahen is py trade kr skty hain, is mein time ki koi pabandi nahi hai, forex market hr waqt online rehti hai, beshak ap online hon ya na hon,
    or beshak ap ka computer on ho ya na ho, ap k brokers or exchange online rehta hai,

    Purpose:
    forex trading mein ap ap currency sell krty hain, or dusri currency buy krty hain, for example hmen ye andaza ho jaye k dollar ki qeemat pkr k muqably
    mein kuch dino mein barh jaye gi, to hm dollars buy kr k apny pas rakh len gy, or jb is ki qeemat barhy gi, to hm sell kr den gy, forex trading mein hm
    isi trah currencies , metals , or oil etc ko sell or buy kr k bussines krty hain,

    Broker:
    forex tradind mein hmen trading krny keliey achy brokers ki zaroorat hoti hai.
    achy broker mein kuch khasoosiat honi chahiey. for example
    1: account kholny keliey minimum investment ki facilities provide kry,
    2: account mein payment k deposit or withdrawl ka tarika kaar,
    3: trading keliey software provide kry,
    4: customer services,
    5: sell or buy k darmiyaan currencies ka farq (spread),
    6: leverge,
    7: bonus or promotion,

    Software for trading:
    Mt4, Mt5, Tradinview

    Click image for larger version

Name:	WhatsApp Image 2022-06-28 at 8.48.38 PM.jpeg
Views:	1
Size:	31.5 کلوبائٹ
ID:	12540778
    Lot size:
    forex trading mein ap apni marzi sy lot size select kr skty hain,
    is mein
    standard 1.0 (100000 units)
    mini 0.10 (10000 units)
    micro 0.01 (1000 units)
    nano 0.001 (100units)
    ye lot siza usa kr skty hain, lekin ap apni marzi sy lot size kam ya ziada bhi kr skty hain,
    Click image for larger version

Name:	lot size.jpeg
Views:	1
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12540779
    Leverge:
    leverge mein hm broker sy raqm udhaar k tor py lekr trading krny keliey istimaal krty hain,
    ta k hm thori investment mein ziada trading kr sken, for example hmary pas 1000 dollars hain, or hmen hmara broker 10000 ki leverge dy rha hai,
    to hm leverge ko use krty huey 10000 dollars tk ki trade kr skty hain,

    Spread:
    currencies ki exchanging krty waqt forex broker ki sell or buy ki shraah k farq ko spread kehty hain,
    ye hr beoker ka different hota hai,
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading for biginners

    Boht Shukriya jnab boht hi achi post hai. Umeed hai agar dusry tmam members bhi aisi hi informational post lagayein to boht ziada knowledge gain karny ka mouqa milyga.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading for biginners

      Welcome sir. Apni trf sy hmesha acha knowledge share krny ki Koshish krun ga
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading for biginners

        Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur Priya se hun aur ummid karta hun kya abhi bilkul theek aur kriya se honge aaj is side mein main aapko Pakistan frustrated ke ek bahut important topic ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge mein jarur karegi isiliye hamen Yahan per Maine to himmat se kam karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading for biginners

          Asslamalikum dears Forex forum MEmbers
          What Is Forex Exchanging.?
          Forex exchanging aik munafah bakhsh worldwide karobar hai, is karobar mein puri dunia sy rozana very nearly 6 trillion Bucks ki sarmaya kaari hoti hai,forex exchanging dunia ki sb sy bari or munafah bakhsh karobari market hai, ye bht asaan or munafah bakhsh qarobar hai, is keliey baki karobar ki trahbary arrangement ya office ki zaroorat nahi hoti, or na hello is keliey bht ziada speculation ya waqt ki zaroorat hoti hai, ap thori c raqm sy ghar beth k is karobarko shuru kr skty hain, is keliey ap k pas sirf PC or web hona zaroori hai. kiu k ye karobar PC py online hota hai. is keliey waqt ki koipabandi nahi hai,Forex Timing:kiu k forex exchanging aik worldwide karobar hai, isliey ye hafty mein five days 24 ghanty khuli rehti hai,ap jb dil chahen is py exchange kr skty hain, is mein time ki koi pabandi nahi hai, forex market hr waqt online rehti hai, beshak ap online hon ya na hon,or then again beshak ap ka PC on ho ya na ho, ap k specialists or trade online rehta hai,Reason Sell & Buy:forex exchanging mein ap money sell krty hain, or dusri cash purchase krty hain, for instance hmen ye andaza ho jaye k dollar ki qeemat pkr k muqablymein kuch dino mein barh jaye gi, to hm dollars purchase kr k apny pas rakh len gy, or jb is ki qeemat barhy gi, to hm sell kr lair gy, forex exchanging mein hmisi trah monetary forms , metals , or oil and so forth ko sell or purchase kr k bussines krty hain,Specialist in Forex Trading :forex tradind mein hmen exchanging krny keliey throbbing merchants ki zaroorat hoti hai.throbbing merchant mein kuch khasoosiat honi chahiey. for instance1: account kholny keliey least venture ki offices give kry,2: account mein installment k store or withdrawl ka tarika kaar,3: exchanging keliey programming give kry,4: client administrations,5: sell or purchase k darmiyaan monetary forms ka farq (spread),6: leverge,7: reward or advancement,Programming for exchanging:Mt4, Mt5, TradinviewParcel size:forex exchanging mein ap apni marzi sy parcel size select kr skty hain,is meinstandard 1.0 (100000 units)smaller than expected 0.10 (10000 units)miniature 0.01 (1000 units)nano 0.001 (100units)ye part siza usa kr skty hain, lekin ap apni marzi sy parcel size kam ya ziada bhi kr skty hain,Leverge:leverge mein hm agent sy raqm udhaar k peak py lekr exchanging krny keliey istimaal krty hain,ta k hm thori venture mein ziada exchanging kr sken, for instance hmary pas 1000 bucks hain, or hmen hmara representative 10000 ki leverge dy rha hai,to hm leverge ko use krty huey 10000 bucks tk ki exchange kr skty hain,Spread:monetary forms ki trading krty waqt forex agent ki sell or purchase ki shraah k farq ko spread kehty hain,ye hr beoker ka different hota hai,
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading for biginners

            Forex trading about

            Forex trading Duniya ka sabse bada business hai. Kyunki ismein rojana 6 trillions dollars trade ho rahe hain. Aur mehrin Ka Kahana Hai Ki rojana Kafi trade profit ki taraf Di Jaati Hai Jo log bahut jyada invest Karte Hain. Matlab ke Agar log billioners hain to ismein trade Karte Hain. Aur 70 80 million dollar Tak rojana trade Mein Lagate Hain. Tab hi market Jyada Se Jyada movement karti hai. Jaisa ki gold ki market 1800 se 1880 dollar Tak 1 Din Mein movement kar sakti hai. Yah sab Forex trading Mein a raha hai Euro USD bhi trade ho raha hai.
            Click image for larger version

Name:	images (1) (5).jpeg
Views:	1
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12449949Forex trading for beginners
            Beginners Agar forex trading kar rahe hain. To unhen Kafi Dhyan se trade leni chahie aur lots size Ka Dhyan Rakhna chahie. Kyunki Agar trade profit ki taraf Jayegi to Unka Kafi benefit hoga. Isliye leverage ka bhi Dhyan Rakhna chahie Kyunki beginners nai trade kar rahe Honge. Aur unhen 0.01 lot size ki trade leni chahie.

            Click image for larger version

Name:	images (1) (2).jpeg
Views:	1
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12449948Insta forex beginners ke liye kaisa method hai
            Instaforex beginners ke liye Kafi behtarin option aur method Hai Kyunki yah Hamen forum ki madad se Forex ke sath connect Karva raha hai .aur global market ke bare mein explain kar raha hai. Aur bata raha hai ki dollar index ki movement EUR/USD ki movement GBP/USD ki movement kaise ho rahi hai. Crude oil ki movement per kya Asar ho raha hai. Yah sab Hamen instaforex Kafi explain ke sath analysis ki Shakal mein bhi bata raha hai forum Mein Diye Jaate Hain. Beginners forums ki madad se trading bhi Sikh sakte hain aur strategy per bhi kam kar sakte hain.
            Click image for larger version

Name:	Instaforex-allgemeine-grafik-uk-.jpg
Views:	1
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12449947

            Beginners ke liye Forex strategies
            ,Beginners ke liye Forex ki strategies Mein study ke liye Laya hun Agar vah study chij per kam Karte Hain To expert trader Ban Jaenge. Kyunki Forex ki strategies main sabse pahle number per Aati Hai supply and demand ki strategy. Uske bad dusre number per Aati Hai price action. Aur teesre number per volume spreed analysis VSA. Yah beginners ke liye Kafi behtarin strategies Hain.

            Click image for larger version

Name:	images (1) (3).jpeg
Views:	1
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12449946

            اب آن لائن

            Working...
            X