What Is Forex Trading.?
Forex trading aik munafah bakhsh international karobar hai, is karobar mein puri dunia sy rozana almost 6 trillion Dollars ki sarmaya kaari hoti hai,
forex trading dunia ki sb sy bari or munafah bakhsh karobari market hai, ye bht asaan or munafah bakhsh qarobar hai, is keliey baki karobar ki trah
bary setup ya office ki zaroorat nahi hoti, or na hi is keliey bht ziada investment ya waqt ki zaroorat hoti hai, ap thori c raqm sy ghar beth k is karobar
ko shuru kr skty hain, is keliey ap k pas sirf computer or internet hona zaroori hai. kiu k ye karobar computer py online hota hai. is keliey waqt ki koi
pabandi nahi hai,
Forex Timing:
kiu k forex trading aik international karobar hai, isliey ye hafty mein five days 24 ghanty khuli rehti hai,
ap jb dil chahen is py trade kr skty hain, is mein time ki koi pabandi nahi hai, forex market hr waqt online rehti hai, beshak ap online hon ya na hon,
or beshak ap ka computer on ho ya na ho, ap k brokers or exchange online rehta hai,
Purpose:
forex trading mein ap ap currency sell krty hain, or dusri currency buy krty hain, for example hmen ye andaza ho jaye k dollar ki qeemat pkr k muqably
mein kuch dino mein barh jaye gi, to hm dollars buy kr k apny pas rakh len gy, or jb is ki qeemat barhy gi, to hm sell kr den gy, forex trading mein hm
isi trah currencies , metals , or oil etc ko sell or buy kr k bussines krty hain,
Broker:
forex tradind mein hmen trading krny keliey achy brokers ki zaroorat hoti hai.
achy broker mein kuch khasoosiat honi chahiey. for example
1: account kholny keliey minimum investment ki facilities provide kry,
2: account mein payment k deposit or withdrawl ka tarika kaar,
3: trading keliey software provide kry,
4: customer services,
5: sell or buy k darmiyaan currencies ka farq (spread),
6: leverge,
7: bonus or promotion,
Software for trading:
Mt4, Mt5, Tradinview
Lot size:
forex trading mein ap apni marzi sy lot size select kr skty hain,
is mein
standard 1.0 (100000 units)
mini 0.10 (10000 units)
micro 0.01 (1000 units)
nano 0.001 (100units)
ye lot siza usa kr skty hain, lekin ap apni marzi sy lot size kam ya ziada bhi kr skty hain,
Leverge:
leverge mein hm broker sy raqm udhaar k tor py lekr trading krny keliey istimaal krty hain,
ta k hm thori investment mein ziada trading kr sken, for example hmary pas 1000 dollars hain, or hmen hmara broker 10000 ki leverge dy rha hai,
to hm leverge ko use krty huey 10000 dollars tk ki trade kr skty hain,
Spread:
currencies ki exchanging krty waqt forex broker ki sell or buy ki shraah k farq ko spread kehty hain,
ye hr beoker ka different hota hai,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим