ap ko pata hai kay forex ap ko ammeer karne ki bajaye ghareeb bhi kar sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
    jaisa kay forex mai buhut zada risky hai aur profits se bhi ada loss hu sakte hain tu humai apni huge investments nahi lagani chaiye kiu kay forex humai ameer karne ki bajaye agar loss de tu hum ghareeb bhi hu sakte hain
    loss is good becos loss is way of profit so dont tns any time just start Forex trading and hard work than win you so just go gog go..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g hain bilkul ap nay thek kha i agree with u forex trading ka kam bahoat risk vala kam hy Is may log ameer b ho jatay hain or gareeb b. Isliya hamain chaiya ky hm phaly trading ko puri tara smj kr apna kam start karain
      • #138 Collapse

        Yes i know about it that i join the forex to become the rich person but without having experiece and knowledge it goes reverse too. Please take the forex in serious and have a good practice in Demo accounts and take a some experinece from the senior trader otherwise its happen you go donw
        • #139 Collapse

          han g forex apko ameer karne ki bajaye gareeb us waqat karta hai jb ap is mein enough knowledge
          and enough experience ke sath kam ni karte phr to wo apko loss de ke gareeb hi kare ga na
          • #140 Collapse

            g mere bhai haar jeet to zindagi ka asool hai .humy forex gareeb bhi kar sakta hai agar hum soch bichar se kaam na leyn gyn .trading ka rule hai k learn then earn aur hum learn mistakes kar kar k hi sikhty hain.so ghareebi se bachny liey forex ko care se use karein to ameer hi hogy
            • #141 Collapse

              g hain bahi forex trading ka bussiness aik asa bussiness hay jis main agar ap kay pas knowledge naee hy to agar ap is main trading karty hain to ya ap is main ameer kay bajay poor ho sakty hain.
              • #142 Collapse

                my dear brother ye hosaktah ai ke hum forex me aamir hone ke bajaye ghareeb hojaye . leken ye os waqt hota hai ke jab hum bina soche samje trading kare . ya greedy lots lagaye . hame chahiye ke learning ke sath trading kare . kio ke learning se hamara experience barhta hai ..
                • #143 Collapse

                  g haha brother muj ko paty ha ka forex hum ko rich kerny ka bajia poor bana sakty ha is leya hum ko chia ka hum sabar sa or practice ker ka treading start kary to bahter ha or profit hasal ker saky ga hum
                  • #144 Collapse

                    g bro bilkul ma ya janta hu k forex ek risky business ha or es mi profit b hota ha or hamy es mi loss b ho skta ha or ma ya b janta hu k loss ki waja kya ha bagar learn kia trading karna or lalach karna or jald bazi karna en sab waja sy hamy loss ho skta ha or ham earn karny ki bajay loss kar lygy apni investment es lia hamy forex ko learn kar k trading karni chaheya.
                    • #145 Collapse

                      forex aik business hai aur loss business ka sab se important part hota hai , forex main 2 he cheezain hain profit aur loss , aur insaaan ko apne loss se sabak lena chahye aur apni ghaltiyan theak karni chahyen.
                      • #146 Collapse

                        Forex Trading iss wakt ka saab se behtareen business hai jo kam mehnaat me aap ko itna pay kar raha hai iss key kuch negative points bhi magar phir bhi isay log kar rahay hai, jee aap ne bilkul sahi kaha forex aap ko ghareeb bhi kar sakta hai maagaar aap ko chaiye key aap iss me itna invest hee nah karain.
                        • #147 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: komalmehmood پيغام ديکھيے
                          yes my dear forex trading bohat profitable hone k sath sath bohat risky b he agr hamen forex men acha expereince nahi ho ga to forex men hm ameer hone ki bajaye gareeb b ho sakte hen ye aik acha business he agr is ko proper learn krne k bad agr kiya jaye
                          dear friend forex trading bhut risky business hai. lakin forex me har waqt loss nai hota . knowledge or experience ke waja sa ammeer ho sakte hai . jab hum koi bhi business karte hai tu pata hota hai us me faida aur nuqsan ke bare me.
                          • #148 Collapse

                            aap na bilkul thek kha brather ham forex per aty hn ka ya hamian ameer kr da gi or ham raton rat ameer hona ka lalach mn zayad invest krty hn or loss b zuada khaty hn
                            • #149 Collapse

                              ager hum baghar kis knowledge ke aur lalaach kar ke ziyada investment lagaye gay forex trading business mein to ap ammeer hone ke bajay gareeb ho jao gay aur ap ko loss ho ga to aur us loss ko handle karna asan nahi hote is liyan bare bare khab dekhne se pehle planning bhi achi hi karni chahiye;)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                may dear friends app ki bat say hay forex hum ko ameer be ker sac ta ha or greab be app ko chay app kud appni mehnet say kam ker k ameer ho sac ta hay app greeab be sac tay hay app kud appni mehnet sa ameer ban sac tay hay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X