ap ko pata hai kay forex ap ko ammeer karne ki bajaye ghareeb bhi kar sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    yes i know it ,if we will enter in the forex with the skills and the knowledge then the forex will only give us the money in the form of the profit but if we will take it easy then we will loss the money in the form of the loss
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      yes bro ma janta ho aisa possible ha forex apko ameer k bajaye gareeb bhe kar skti ha so so is liye behtar ha k ap learn kare or practice kare phir forex ko start kare is se apko loss nahi hoga or ap gareeb bhe nahi hongy..
      • #288 Collapse

        it is the right ,if you will not enter in the forex with the proper knowledge and the weapon in the form of the knowledge and the skills then surely you will face the loss and the loss and cannot earn even the one penny
           
        • #289 Collapse

          forex trade ameer karne k baje gareeb bhi kar deta hay aur gareeb ko ameer bhi kar deta hay me app ko bata do sirf ye amer ko gareb kar sakta ha tu gareb ko ameer bhi kar sakta hay forex trade aisa busniss hay app apna hard work kare aur soch samjh k work kare trade tu app earn kro gay
             
          • #290 Collapse

            agr forex ky opposite chalo gy to es tara bhe ho sakta he aor agr forex ky sath mil kar chalo gy to ye ap ko etna koch dey gy ky ap soch bhe nahe sakti he mgr es ky sath chalna prta he jaldi nahe karni parti aor ziada ka bhe nahe sochna parta tb ja kar ye koch deti he
            • #291 Collapse

              jee han forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main ap ko proper learn kerne ke bad hi achi earning ho gi agar ap ko iss main kamyb hona hi too proepr learning ke bagar mumkin nahi hi ap asni se iss main kamyb ho gooo ge
               
              • #292 Collapse

                yes Brother, well said. hamari ghalat hikmat amli aur ziyada earn kerny ka greed hamy ghareeb ker sakta hai we should do our work with complete information and focus so that we can make profir not loss..
                • #293 Collapse

                  GE dosto hum ko is baat se bhi injan nahi banna chahiye ke forex jahan ksii ko ammeer kerta hai whan yeh ksis ko gareeb bhi ker sakhta hai is liye hum ko full focus se kam kerna chahiye.
                   
                  • #294 Collapse

                    jb bhe ap es ky opposite chlo jy to ye galt aor bed result ap ko de gi ap ky zehn me es ky bary me nafrat ho jy gi agr ap es ky mokhalaf chlo gy to warna ye bahoot koch diti he
                    • #295 Collapse

                      sirf forex kia yh to har business mein hoga to hota hy loss n profit....apni mehnat se agar sb decison soch samjh k laigy to humain kabhi loss nai hoga....likin agar hum bina sochy samjhy bina kisi knwledg or exprince k inverst karai gy to us ka humain loss hoga q k humain us k baray mein kuch nai pata or hum just risk layrahy hy....likin agar mehnat se karai gy to humain bilkul success hasil hogi or hum ameer b ban jaigy....
                      • #296 Collapse

                        g bilkul pata hey aur uski wjha yeh he keh agar aap forex main without knoweldge aur experience ke is main enter hotey hain to phir aap is main ameer hone ki bajaye gharib se gharib tar hotey jatey hain aur apko bohot hi ziada loss hota jata hey.
                           
                        • #297 Collapse

                          Yes, you are absolutely right. Forex could make us poor instead of rich due to some very important reasons and factors, which we always try to avoid them and keep ourselves away from those factors. Those factors could be greediness, low patience or intolerance, hasty decisions, being not updated with the market news, lack of knowledge of Forex business, unwise and illogical decision making, trading without planning or strategy. Therefore, those factors could make us poor instead of rich in Forex business.
                           
                          • #298 Collapse

                            g han bhai bilkul mjy pata hai kay jab koi admi koi business karta hai to usay loss bi ho sakta is baat ka usay pata hota hai agar forex par trading ko samaj kar kiye jay to mera nhi khayal kay koi loss hoga insan ko loss tabi hota jab wo lalach karta hai
                            • #299 Collapse

                              ye to har business ka rule hai ager aap ko profit deta to loss bhi ho sakta hai aur trading me to ye chances aur bhi barh jate hain is me ager aap ko itna ziada profit mil sakta hai to loss bhi comparitavle ziada hi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                jee han agar hum mehnat o lagan se kam nhi kreingy just order lga diya or joa khelna shuro kar dia to ameer ki bjay gareeb hi hona pare ga is mein mehnt karni parti hy loss se bchne ke liye mehnt zrori hy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X