kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    I have agree with u ager hum mehnat se kam kare aur apni generation ko forex mein introduce karwae to kafi chances hy k poverty kam hosakti hy but hard work karna parega aur learn karte rahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji bhai ji ham forex tradeing ko join kar ky or is men mihnat kar ky bohat kuch kama sakty hain is liy hamin chaiey kih jo hamary sathi oarhy likhy hain un ko ham forex tradeing interdues karwain taakih un ko bhi is ka faida ho
      • #63 Collapse

        My kahyal se hum is ko introduc karn ga to bht se log is ko join karn ga aur is ma kam karna ga aur forex k knowledge ko gain karn ga aur achi earning karn ga aur profit la ka apni gurbat ko kahtm karn ga aur log is se profit la khushhal ho jay ga aur mulk develop ho ga
        • #64 Collapse

          ho sakti agar aik man kam se kam 3 logoon ku batay tab he mukin ho sakta hai aur all pakistan mein ye kaam asani se ho sakta hai aur es taraha garreb loog be successful ho jae gae thankful for question
           
          • #65 Collapse

            g hain hamare mulk mein boht zada gurbt hai is waja se boht log pareshan hai agr wo forox trade se join hojay to apni earning kar skte hai apni earning karne k lye.....
            • #66 Collapse

              bilkull bhai g han forex ak asa buessiness hy jix sy bohat kum waqt mai bht zaida earn kar saktyy han
              • #67 Collapse

                agar subne forex trade busines ko aur is ki market ki up down ki bare me achi se analysis karke trade business me kam kare to is business me kam karke sub ki income ho sakte hai aur us se garibe bhi kaam ho sakte hai
                • #68 Collapse

                  I thing forex se poverty kaffi had thak kam ki ja sakti hain aur ye aik buhut hi alla kisam ka own business hain app yaha apni marzi ka time daiker buhut kuch kamma sakte hain aur ye aik behtareen tareeka hain kamane ka izzat ka aur be ikhtyar rrozgar
                  • #69 Collapse

                    i think that thiat it is a very very risky trading bsuienss and every one can not be a successful forex trader and i think that forex trade is the best and it is a very very risky also so be a lot of careful while you ae trading in forex
                    • #70 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: noushad110 پيغام ديکھيے
                      han sir me ap se agree hu or me ye kehna chahata hu k forex aik aesa bussiness hai jaha hum itne paise kama sakte hain jitne hum soch bi ni sakte so if we want to make much money here so we have to good trading and do our best here to get much money..
                      yes dear kyun nai ho sakte hai. forex ek aisa business hai jo be rozgar logo ko be madad deta hai.be rozgar log itna paisa kama sakte hai forex ek aisa business hai jis ko join kar ke apne zarorat pori kar sakta hai.
                      • #71 Collapse

                        jee han agar practically deakhen to forex hamari society k liye bohat hi zaruri ahi ta ke sab ache paise kama sake or khud apne ap ko support kare or kisi k mohtaj na ho so i prefer forex for all poor and interested peoples..
                         
                        • #72 Collapse

                          hum agar forex par purey dhyaan k sath aur tawaju k sath kam karen gay toh humain ic say financially tor par baht faida milay ga aur hm ic say achi earning le sken gay
                          • #73 Collapse

                            G haan.forex beroozgaari ko khatam to kar rha hun.yahan forex main kafi log earning kar rhy hain or boohat sary log essy hain,jin ki job nahin hai or wo forex say kamma leety hain.ye acha business hai.
                            • #74 Collapse

                              Nhe meray khayal main aisa nhe hai k apko trading main loss ho aur ap phr bhi apni poverty ko khatam ya kam kr sakyngy poverty ka koi kam sham nhe hotay poverty overall economy sy related hoti hai jissay har koi ameer ghareeb mutasir hota hai aur agr economy achi hogi tu trade bhi achi hogi, aur poverty trade k baghair hi achi ho jyegi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Aisa bohat mushkil hai kiun kay forex ko society ka har shakhs nahi kar sakta or iskay ilawa forex ko start karny kay liay investment ki zarurat hai jo kay big level pe kar kay hi big profit lia ja sakta hai. Forex kay liay basic requirement or important requirement knowledge of the market hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X