kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    han g bilkul ye asani say ho sakta hai is k lye hame yaha pay kaam kar k bonus hasil karna zrori hai.hum yaha pay apnay bonus say trade kar k bonus say profit earn kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G bilkul aisa possible hai lekin us soorat mein ke is poori society ko koi forex sikhane wala ho,kiunke forex kisi ko koi bhi nahi sikhata,ye to insan ke apne uper depend hota hai ke wo khud is mein kitna interest leta hai aur kitne aur logon ko guide karta hai.
      • #18 Collapse

        yes dear forex trading aik asan online aur profitable business hay jis se hum asani se learning ki madad se unlimited profit earn kar sakte hain aur es business ko hum asani se forex trading demo account me learn kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          nahi q k hamari ziyada ter abadi k pass ilm ki kami hai sb sy pehlay ilm hasil karain phir apny app ko forex ka hissa banaye agar sari society taleemi yafata ho tou forex gtarbi khatam hi nahi blky kafi acha zindagi guzarny k liye musbat hai
          • #20 Collapse

            hum jis society me rehte hain hum us society ko behtr banane k liye koshish karte hain or wahan se ghareebi khatam karne ki b pori koshish karte hain.......is k liye forex sab se best rasta hai
             
            • #21 Collapse

              tes forex can remove the poverty from our society. But for a better earning we need to learn the business well before start trading. If we have a good trading skill we will earn a lot for remove our poverty.
              • #22 Collapse

                forex trading se poverty ko khatam karney mei madad zaroor mil sakti hai. magar yah kahna munasib ni hai k is se muasharaymei gurbat ka mukamal khatma ho sakta hai. kyon k is business mei capital k sath sath skills ki b zaroorat hoti hai or jis muashray mei hum rahtay hain wahan ziada tar logon k pass itni investment b ni k is business ko professionally run kr sakain. dusra litracy rate b hamaray muasharay ka kch behtar ni. skills k liay knowledge ki zarorat hoti hai or knowledge aik power hai jo education se milti hai
                • #23 Collapse

                  may dear forex s aik tara s ghareebi khatam b ho skti he aur tara s khatm nhi b ho skti yani k agar is ko foll time kia jey to is boht zada paroft kam kar ghreebi ko khatam kia ja skta he aur is ko kam time deya jaey to is tara s to ghareebi khtam nhi ho skti kunk ye dunya ka asool he jo ment krta he us ko us ach hi sila milta he.
                  • #24 Collapse

                    dear mery khayal sy 100% nahi kar sakty kuch had tak kar sakty hai likan 100% nahi kion k har kissi paas net or computer ahi hota to wo kahan sy forex man trade kary ga jo es ki poority khatam ho gi
                    Azadar Morai
                    • #25 Collapse

                      yes it is possible with the help of forex. The educated people are leanr the forex trading and make a part time of this business and after learn they will transfer their knowledge and other related information to the uneducated persons and this way the uneducaiton person have a business in the shape of forex and its employment will be end thats circle continue
                      • #26 Collapse

                        bilkul brother ho sakti hai .. bohat say log jobless hain itna educated ho kar b unhen jobs ni mil rahi to mai yehi kaho ga k un k liye ye earn karne ki best place hai jis mai thore sa work karne say ap kahi gunna ziada kama laite hain .. isay koi b use kar sakta hai easily ..
                        • #27 Collapse

                          thats a really nice question and thinking that agar pak forex form ke bare main hum sub ko aur unko bhi pata chal jaye yahan pe bina invest kiye app earn kar sakte hain to apki pooverty khatam ho jaye gi..
                          • #28 Collapse

                            Forex mein her kisi k leye opportunities hain yeh aik open market hai iss se hum apni unemployment ratio b kam ker saktay hain aur apnay mulk se poverty ratio b kam ker saktay hain bus humein iss ke tarf tawajjah dennay ke zrorat hai aur logon ko iss mein educate kernay ke zrorat hai.
                            • #29 Collapse

                              Ji zaror ham forex se apni ghareebi door kr skty hn,lakin ham ghareebi door krne k bjaye aur ghareeb ho jaty hn,q k ham lalach krty hn ziyada kamane ki,aur aik din me ameer bn na pasand krty hn.aisa kbi b ni ho skta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                je haan bilkul ho sakti hai es mein ap ju sekhtay hain dosru ku free mein sekhay aur pak forum par posting karnay ka bata zarror mukin hai hum jald successful ho jae
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X