kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    my dear friend bilkul agar hum dosary logo ko forex introduse krwaen to hamary ki gareeb kafi had tak kam ho sakti ha .... ya or trading business ki tarha fake ni ha is hum acha time da kr acha profit hasil kr sakty han .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      g han bilkul mery bhayee ap theak farma rahyy hen ap ki bat bilkul theak hyy k ham fores ky zarey apny pakistan men gurbat khartam kar saktyy hen is liy ham ko chahiy k ham forex ka kam dilchaspi sy karen ta k ham imeer ho saken
      • #603 Collapse

        G han jis trah say trading hamien buisness ki opportunities day rahi hai to ham forex trading kar k bhut achay way say earning kar k apni society ki poverty khatam kar sakte hain, lekin best way say learn kar k.
        • #604 Collapse

          Han bilkul bhaei meira eisa hi man na he because es karobar min buhat hi ziyada chance he earning ka aur main buhat sara rupiya kama sakta hon yahan se es lei main ye manta hon k jeisa k humari society min beirozgari aur ghurbat he to hum Forex trading min apni knowledge and information ko barhate hue trading karin to hum unemployment aur ghurbat ka khatma kar sakte hin.
          • #605 Collapse

            g bhai jaan apne bhot he ache baat kahe hai and mai b ap say agree karta hu mai samjta hu humay forex say kafi acha khasa profit milta hai daily basis per ti humay karna he chaye
            • #606 Collapse

              ye aik haseen moka hy agar aap apni society k saath ta'awan karin to mumkin hy ke gorbat boht jald hamari society ke jan chor dy. aisa us waqt mumkin hy jab aap bhe is kam main serious hon aur jo nahi janty un ko Forex ke bary main batain.
              • #607 Collapse

                g bhai forex aisa business hai jis may her kisi ki ghareebi khatem ho sekti hai.but forex traders ka msla ye hai k jb kisi ko dollar mil rahey ho to wo apne bhai ki b perwa nei kerta k us ko trade kerwau ya na kerwau?
                • #608 Collapse

                  aap ki soch boht achi hai forex trading se hamary mulk ki poverty ko kam kia ja sakta hai aur mulk main zar e mubadala aanay se mulk bhi tarakki karay ga
                  • #609 Collapse

                    is per humain trust nahi krna chahiye q k insaan se koi na koi mistake ho hi jati he lakin forex main zra c b ghlti ki wjha se bht ziada nuksaan ho jata he is main humain fresh mind k sath trade krni parrti he is main profit b bht ziada he aghr hum is main dehan se trade krty hain to hum is main achi life spend kr skty hain
                    • #610 Collapse

                      ji bhai ya tu bohat hi achi baat ho gi jesa k ham forex-pak par work kar rahy hain or forex sa apny liyea earning kar rahy hain agar isi trah ham aam people ko forex business k bary main bataingy tu wo bhi forex main join ho jaingy or is sa hamary country ko bohat faida ho ga or poverty bhi khatam ho jaygi.
                      • #611 Collapse

                        han ji bilkul ho skti hy yahn bht hi thori invesmnt kar khm bht acha profit earn kar skty hain or jb har koi ghar baithy thori c amount k badly earn kar skta hy to poverty bhi to khud ba khud hi khatm honay k chances hain na
                        • #612 Collapse

                          khayal mai dono hi important hi ku kay ager aapkay pass knowledge nahi hoge kaam ki to aapkay paass expirience nahi asaktaa hai ans ager knowledge hai or aap nay prectice kar kay expirience hansil nahi kia to bhi kaam nahi thek rahai gaa is liye dono hi aik dosray ki zid hin and 2no important hai forex mai...
                          • #613 Collapse

                            Ho to sakti hay khatam but eskay liey humay bhi acha trader hona chahiey aur acha trader bohat ziada learning kay baad aur experince kay baad he bana jata hay tab hum acha profit bna sakty hay.
                            • #614 Collapse

                              Jee han forex se hamare country mai ghurbat khatam ho jae sakti hai forex sub k leye hai poor aur rich sub k leye aur kama wohi sakta hai jo zayada hardworking karta hai aur experience rakhta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                g han bhai jan bilkul aisa ho skta hai kiun k agr hum forex pe trading krna seekh jain to is se humare muashray ki ghreebi bht jald km ho skti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X