kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Dear mere khiyal mai kisi had tak kam ho sktii hy forex k bare mai abii tak boht se log jante hain he nhn hain k ye kesa business hy aur ap es mai kese kam karte ho ya kar rahe ho es liye ap ko chahiye k acha kam karo aur apnii life ko enjoy karo...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Dear agr ap forex ka knowledge k bara ma jana chahte he to ap ko bht si website mela gi or un ma forex k bara ma bht quch mela ga jab ap praticali karn ga or wo chezn ap ki samj se bher houn gi mare kahyal se ap ko forex seekne k lya ak expert teacher ki zarort hoti hy or wo he ap ko best taran se forex ka knowledge da skata hy or ap learn karn ga aur teacher ap ko thek direction da ga mare kahyal se to phr ap forex ko seeko ga theek
      • #618 Collapse

        ni hmaraa mulk main bhot garrebi hy har admi muskilat main dochar hy ye namomkin hy k sb forex pe km kr k ameer ho jain han ye hy k ap apny halat main kafi tabdeli la sakty ho forex main trading kr k but pori socity change krna na mumkin hy
        • #619 Collapse

          je haan hum forex sy apney socicty mai garebe ko khatam kar saktay hai magr ais ky leay ye karna hoga,ky hum forex ko palaye aur logo ko sekaye takey wo ais ko seeky aur ais ko apna income banaye.
          • #620 Collapse

            Is sey boht kum waqt main boht ziada earn kar sakty han es lie society main tabdili a sakti hy
            • #621 Collapse

              ho to sakti hy likin ager log es ko traning kerney k bad use kerain to warna porr ness or bhar jye gi wo log sirf loss he kerain gy
              • #622 Collapse

                han bhai poverty easily khtm housakt hai ager hum unko forex forum ka baren ma batae or mushwara den to bilkul khtm hou sakti hai poverty or gurbat
                • #623 Collapse

                  is sey ghurbat khatam to nahi ho sakta magar is sey ghurbat main kami zarur a sakti hai is liye ye acha business hai hamarey litye
                  • #624 Collapse

                    yes dear forex say hamari society mein poverty ka khatma ho skta hay and experience bahot important hay factor hay in the forex agr aap kay pass knowledge aur experience nahi hoga tu aap forex say money made karney mein nakam rahayn gay isi liye mein sab ko kahon ga kay forex ko achi tarha say learn kary.
                     
                    • #625 Collapse

                      Brother ye kaam sirf parhe likhe log hi kr skte hain to mujhe ye lgta hai k sirf parhe likhe log hi yahan mehnat kr k apni gareebi kam kr skte hain lakin yahan un logon ka koi kaam nahi hai jo orhaa likhe na hon forex un ki koi help nahi kr skta or hamaare mulk mai gurbat ki sb se barhi wajah illiteracy rate hi hai agr deeply socha jaae to ..
                      • #626 Collapse

                        jahan tak mera thoughts kehta hai wo toh yeh hai nited kingdom hamari culture foreign exchange make use of karnay state apnay andar state gareeebi nhi khatam kar skti kio nited kingdom hamari awaam buht he or she money grubbing hain or even within logo design ko sluggish generating pasand nhi ' or even foreign exchange in order to simply united nations logo design nited kingdom liye ' jo sluggish generating w such as kartey ho or even quick w jab pork sluggish generating obtain karnay lag partey hian toh quick generating automated he or she hoti hia.
                        • #627 Collapse

                          Forex business has the ability to make our society full of the money and we can get the rid of not only from unemployment but also from the poverty, so better to make this business recognized by the Govt.
                          • #628 Collapse

                            bilkul ho sakti hay agar hamray mulak main zayada say zayada paisa ayay ga to paisay ki value increase hogi aur jab paisay ki value increase hogi to qarzay ki sarah kam ho jayay gi jis say har cheez sasti ho jayay gi.
                            • #629 Collapse

                              mery dost forex trading business ky bhot zyada faidy hain, forex hmari economy ko bhi stronge krta hai. forex sy prhy likhy log bhi paisy kma skty hain or who bhi jo zyada prhy likhy nai hoty hain. is liye ho skta hai ky future mein forex ki wjha sy hmari society ki kuch na kuch poority door ho jay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                be shak dosto hmay un dosto ki help krni chahye jo cmputer chalana jantay he or un k pas koi jaob nh he hamy unhay forx k bary me batana chahye ta. k wo is field me work kr k apny foot p khaday ho skay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X