kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    the forex can disappear the impoverishment from our elite. But for a healthier earning we necessity to inform the mercantilism cured before vantage trading. If we feature a unspoiled trading power we present earn a lot for vanish our poorness.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      jee han mere bhai agar is pe mehnat or imandari se kam kia jay to ye cociety ki poverty ko khatam kar sakta hy
      lakin agar nhi to ap ko poor bhi bna sakta hy agar bgair mehnat ke shuro kia to
      • #438 Collapse

        g bilkul aysa hosakta hai q k bohat sy log aysy hai jo deserve krty hai hai job lekin unhen milti nahe hai un ky pass source nahe hoti ya koi aur waja hoti hai jis ki waja sy unhen job nahe milti aur un ki family ko servive krna parhta hai to wo yaha per akr kam kr ky itna earn kar sakty hai ky apni family ki problems solve kr ly aur ak achi zindagi guzar saky jase wo chahty hai
        • #439 Collapse

          yes in my point of view that is the right ,but it is the only right in the sense if we will do the trade with the skills and knowledge then it will be the possible otherwise we cannot get the success and cannot remove the poverty
             
          • #440 Collapse

            ji ha dosto jab her ghar se 1 ya 2 log forex se earning karne lagte hey to ghar ke halaat per farq parta he or isis tarah mashre me taraqqi hoti he jab her ghar sahe chalta he khrcho ke lihaz se or app ki society me developments hoti hey
            • #441 Collapse

              ji han bilkul forex se hamari society ki poverty khatam hoasakti hai jb bht se log aisay hain jinhain job ni milti ya jo bahar jakar job ni kr patay kisi bhi wajah se un sb k lye ye best job hai best business hai yahan wo join kr k achi tarah mehnat kr k earning kr saktay hain aur is tara unki financial condition achi hosakti hai........
              • #442 Collapse

                g bilkul ho skti ha forex ek profitable business ha jis sy ham kam time mi achi earning kar skty ha agar ham es ko learn kar k es mi experience gain kar k es ko kary gy tab he ham es sy kuch kama skty ha or kuch bana skty ha agar ham es ko learn kia bagar kary gy to ham mazid garib ho jay gy ku k es mi loss k chances b hoty ha.
                • #443 Collapse

                  dear sir i agree you for this question sir forex se hamari gharebi khatam ho sakti hai agar hum isko sahi tarha se sekhen is me sahi traha se practice karen or is ki taraf sahi twaja den to hum is se ghareebi ko khatam kar sakte hain or is me jo main chez hai who hai experience or knowledge agar yeh bande k pas ho to who is me kamiyab hai...
                  • #444 Collapse

                    jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and agar hum ziada kaam karein to ghareebi khatam husakti hay
                    • #445 Collapse

                      forex ki waja se hamare country ki poverty khatam ho sakti he because agar investment ho gi to employment b barhe gi or is ka faeda sabhi ko ho ga
                      • #446 Collapse

                        yes there is no doubt in ths that the forex is a golden chance for us to change our life and to become a successful person.i have seen many people who have changed their personality by using this business because money is every thing in life which makes our life happy and bright and forex trading is a source of earning a lot of money in quick time.
                        • #447 Collapse

                          jee haan kahatam ho sakti hai agar her shakhs apny aims k sath working kry and apni learning and skills ko day by day improve kerta rahy amd business mind hona bhi bohat zaroori hai trading k liye.
                          • #448 Collapse

                            ji bilkul forex se humari society ki poverty khatam hosakti hai ... apne thek kaha k humaray mulk mei gurbat hai bth zyda hum jis ko forex join karwai gay yi forex k baray mei batai gay tu meray kheyal se poerty khatam hosakti hain .. humhe forex k baray mei har kesi ko mashwara dena chayie
                            • #449 Collapse

                              g han bhai ap ne bilkul thek kaha ah me apki bat say bilkul agree karti hon ap is business ko join kar kay easly ghar bhety bhety achi earning kama skty han ye ik acha online bsuiness ha or profit able business b ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                ji haan bilkul ho sakti hai janab forex jese business se hum ko bohat paisa mil sakta hai or hum apni gareebi ko asani se khatam kar sakte hain or khush haal life spend kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X