kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Nahi ji poverty is se khatam nhi hogi q k capitalist market hai so yahan mostly monopoly ne sab ko barbaad kiya hua hai. Equal division of resources hogi tbhi poverty khatam hogi. Koi ek business ya online trading isko change nhi kr sakta. Aur wese bhi yahan profit loss risk ratio ziada hai. Aise me poverty reduction is not possible
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      g brother ma ap ki baat sa agree krtaa ho laken is k lia har insan ka educated hona tu bht must haa ajj kal bht sary new generation jo educated hain lkn jonless hain unha forex must join krna chae yaa
      • #423 Collapse

        dost forex men hamain acha business milta hai or hamain is men achi earning bhi hoti hai is ley forex men ager ham zyada working ker k profit kamaty hain to hamain society men thori poverty khatam ho sekti hai....
        • #424 Collapse

          yes my best friend forex aik aisa business hai jo hamari socity ki kya bulke hamary mulk ki ghareebi ko bhu door kar sakta hai kun is business main bhut zayada profit hai or hamary mulk main bhut berozgar hai ok ko chahiy k wo is business ko join kary or apni beroz gari ko khatan kary
          • #425 Collapse

            jeee haan bhai.. forex trading ghareebon k lie ek behtareen zariya-e-aamdan hai.. forex trading k zariey abb her koi ba asani apna karobar shuru kr sakta hai or kamyaabion ki nat nai manzilon ko choo sakta hai!!
            • #426 Collapse

              g bilkul f0rex se humari society ki poverty bilkul khatm hoskati hy...humaray milk mein unemployent buht bhy achy qualification wlaay loog bhi yaha jobless hy bt f0rex un sb k liye ek buht achi opportunity hy f0rex ko join ker k hum apny mulk apny society ki poverty ko buht had tak khatm kerskaty hy.....
              • #427 Collapse

                ji bilkul forex aik real business ha hamre mulk se ghureebi khatam ho sakti ha lakin hamre mulke mai forex ke bare mai koi khas learning coaching centre nahi ha jo koi forex ke bare mai learn kar sake ha aghar internet ha to khud information le sakte ha
                • #428 Collapse

                  5radere jasay kay hamaray mulk main b rozgarey ha or . logon kokoes asta rozgar nhe milta or w dar b dar phertay hain to Forex tradin g asay main hamarey madad kar sata ha .
                  • #429 Collapse

                    bilkul ho skti hai hmary moshary ki ghurbat and may to yehi kahu ge k jitna ho skty berozgar logo ko is field may lay ker ay and proper education k sath un ki entery kerwayn yeh aik trah say sadqa-e-jariya b ho ga
                    • #430 Collapse

                      Yes off course that with the help of forex trading business we can able to end the poverty of our nation because as we all know that forex trading is a such business where we can able to earn good profit if once we can understand this business with the help of good knowledge and experience and enjoy good earning from this business.
                      • #431 Collapse

                        jee han ager ahsa ho to bahut acha hai is terha har koi achi earing hasil ker ke ek achi life guzar sakta hai hum ko koishish kerni chaye ke logon ko forex main kam kerne ka mashwara deian take wo bhi achi earning hasil ker sakhin
                         
                        • #432 Collapse

                          han main samjhta hun k forex main itni power hy k ya humari gurbat ko door kr skti hy. kiun k is markeet main rozana lakhon dollars ka kam hota hy koi yahan jeetta hy to koi yahan harta hy. or boht sy log yhan sy earning krm k apni family ko sport krty hain
                          • #433 Collapse

                            g g bhai zaror forex sy hum apni society ki poverty khatam kar sakty hain. aj kal logun ko rozghar nahi mill raha . aisy log forex ko join kar k achi earning kar sakty hain. forex aik aisa business hai jo sb ko job offer kar raha hai.
                            • #434 Collapse

                              Bilkul traders jasay kay hamaray mulk main ba rozgarey ha or . logon ko koe sasta rozgar nhe milta or w dar b dar phertay hain to Forex tradin g asay main hamarey madad kar sata ha aur log proper knowledge hasil karen aue aur us k bad practice karen to unko bht faida mil sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                han mery khayal mein ye baat kisi had tak thek hai ke forex trading ke businesses se gurbat khatam ho sakti hai lakin uske liye kafi mehnat karni hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X