Hum apna initial deposit kiu itni jaldi ganwa beth'ty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    acctually jub ap new ho ty hoto ap ko ak new excitment hoti ha trade kernay kii jis say ap chaty ho kay jaldi is ko expernce karin kay yaha kia chez isi waja say ap ko zada strt ma loss hojata h
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Dear hum apna intitial is liyay jaldi ganwa daitay hain kiyon kay hum lalach main aa kar thoray say initial kai sath zaida trades dal daitay hain jiss ko bad main sanbhal nai patay. mairay khiyal say hamay apnay initial kai mutabiq trade karni chahiyay.
      • #243 Collapse

        mare khayal se jo bhi new trader ata hay aur wo is main investing bhi karta karta hay aur phir wo apni initial depsit is liy zaya karwa deta hay ke us ko itna experience hi nahi hota ke wo kis waqat apne trade ko band karai gha to wo us ke liye best rahe gha
        • #244 Collapse

          kisi bhi business main initial loss tab hota hay jab hamary pass limited knowledge ho techniques ki kami ho aur experience na ho... ye lazmi nahi hay kay ham ager initial investment kar rahy hen tu loss ho... bus apna knowledge increase karen learning karen achi trah aur phir thora thora investment sy start kren jesa ke 100$ etc.
          • #245 Collapse

            Forex treading aik aysa business ha nap jhan bethy ap treaing kr skty ho cha he ya ap monbile men bhe kro treading keu ky forex business men hamen aik acha profit bnaan hota hn is le ya forex treading men earning bhut fot hoti han forex treading men ap life na skty han is le ya forex best han
            • #246 Collapse

              i think that you are a new trader like me and i would like to tel you that i am also new in forex tradinga nd i think that forex trade is the best and you should learn forex trading bsuienss and you will be succceded in your life its impossible to succeed in forx without proper learning,knowledge,practice,skills and experience. forex main success k learning and practice is must practice k liye demo is very useful in this way
              • #247 Collapse

                hum apna balance is lia itni jaldi ganwa bathe hain q k amare pass aik acha knowledge nai hota or hum boot zeda greed ho jate hain jis ki waja sa hum log zeda tar loss hi karte hian.
                • #248 Collapse

                  g main samjta hun k agher ham carefull ho kar aur ek achi learning karne k bad trading shuru karen gay to phir humen loss nai hoga chahe ham new enter hon gay is buisness mein
                  • #249 Collapse

                    forex trading main q kay new trader kay pas kam experience hota hai is lye experience ke kami ke waja say ham forex trading main start main loss kar jatay hain forex trading main new trader ko risk nai layna chahye forex trading main ager new trader risk layta hai to wo forex trading main apnay loss ko ziada kar dayta hai aur profit ko kam
                    • #250 Collapse

                      Janaab is ki sab bari waja ye he k hum bina kuch knowledge k trading ka kam shuru kar detey hain jis me hamain loss hojata he is masley ko hal karney k ley hamain Trading me demo account provide ki jati he jis k zarey hum asani se trading ki malomat hasil kar saktey hain.
                      • #251 Collapse

                        es ki bari waga yeh k ham emotional trade krty hen har new trader jab demo ma practice kr k ata hyto wo os ki emotional traning ni hoti wo sirf trading he sekhta hy emotional traing ap ki real ma he hoti hy es ly es ly ham apna enital bonus loss kr dety hen
                        • #252 Collapse

                          aap apna initial deposit is liye gunwa dete han kyonke aap ke pas is business ko start krne ke liye expereince nhi hota aur aap technoques se apni amount increase krte han
                          • #253 Collapse

                            g dear is ke waja ya hay kay market kay baray main hamain pata naie hota aur is kay baray main knowledge naie hota is laya loss hota hay sub say phlay is ka knowledge lern karna chahy us kay bad trading karne chahya.
                            • #254 Collapse

                              ap jan aksar jo ap ko loss hota hai woh ap ki greed or or bina analysis k trade open krne ki sorat mein hota hai is liye ap jb b trading kro greed or ratoon raat ameer honme ki koshish se bacho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                                maine dekha hai kay aksar traders kehte hain kay shuru mai loss must hai aur hum jo bhi apna initial investment karte hain wo zaya hu jata hai tu aisa kiu huta hai kay humari initial investments easily zaya hu jati hain?
                                well dear is ki kaey wajuhta huty hai,.jesa k ham ne loss ker dya tu apna capital zaya hu jata hai,,.baaz dost greed main aker acount baned kerwa bethte hai,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X