Hum apna initial deposit kiu itni jaldi ganwa beth'ty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    kyun k hum greed main ziadas kar betheyte hain jis ki waja se hum apna initial deposit gawaa dethey hain baqi is se ziada mje nahepata k ye log kyun krtey hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
      maine dekha hai kay aksar traders kehte hain kay shuru mai loss must hai aur hum jo bhi apna initial investment karte hain wo zaya hu jata hai tu aisa kiu huta hai kay humari initial investments easily zaya hu jati hain?
      i am not agree with you ham apna initial investment nai zaya krtay agr hmen us pr kow loss hota h to hamra experience increase hota h or agr apko dar h k ap apna initial bonus zaya kr de gen to ap phlay apna knowledge strong kren or demo account p griped kren than apki first investment waste nai hogi or apko profit hi mialy ga trade say
      • #273 Collapse

        asala main starting main her traders un experienced hota hay and is ko market kay bary main kuch khas information nai hoti hay so is vaja say os ki invest wash ho jti hay aur isi laye demo account ki pratice ko important samja jata hay takay ap ko loss say bchaya ja saky
        • #274 Collapse

          dear brother ye forex trading ka business hai aur riski b hai ...ap rakam zaya ki bajaye ap demo may trading kry practice kry os may ye to dar nai ho ga k rakam dop jaye gi ...aur sath sath ap esy learn b kry..aur jb ap smjy k ha ab mai kr lo ga to tb ap real may trading kry.
          • #275 Collapse

            I think when we are open the trader with put the working and place the order then we are losses the whole money.
            With the proper planing then we are able to work in my his market then we are get the earn it.
            • #276 Collapse

              intial deposit ka tu maine kafi bar suna hai but main e khud intial deposit k experience mje nahe hai kyun k main abhi demo account pe hun aur practice chl rhi ha
               
              • #277 Collapse

                knowledge ki kami is ki bari waja ha k hum loss kr data hain apna sara balance or hamara portal is ki waja sa kamzaor ho jata ha
                • #278 Collapse

                  assalmu alaikum bhai g us waqt hame lalach hota hai aur zyada profit kamane ka aur itna knowlegde b nahi hota hai aur na hi koi strategy hoti hai aur hum is liye apni first investment ko zaya kar dete hai
                  • #279 Collapse

                    wo es lia k ham ko trade main buhat jald bazi kartey hain agar ham jald bazi or greed ko chor dain to ham ko shaid los na ho
                    • #280 Collapse

                      hum apna initial deposit is liya waste kar latya hi hamay pass experience skills nehi hoti hai aur knowledge aur experience ka begir risk laty hai aur anlaysis sa trade nehi karty ya greed karty hai
                      • #281 Collapse

                        sir baat ya ha kay is ches ka mujay bhi nai pta hy qk manay abi tak apni reall invest ment nai ki hy lakin sir ma apko zaror poch kr btao ga kay q loss ho jati hy lakin sir baat ya ha kay uskay liye apko bs mehnat krni hti hy
                        • #282 Collapse

                          Mere bhaai apka initial deposit to wese bhi demo account mein hota hy or aap us mein practice kerte ho.. wahan aapki mistakes hoti hein so ager loss bhi ho yo no problem aap wahan learning kerte ho.. earning nahi
                          • #283 Collapse

                            Let me warn that you should never invest any money that you can not afford to loss in forex, that been said the best way to go about it to start with small investment if you are a new trader and then as you grow in confidence you can increase your invest any ay given point in time
                            • #284 Collapse

                              forex main humy loss is waja se hota hai ke hum baghir experince ke trading start kar lety hain jis ki waja se humy loss hota hai ager hum experince gain kar ke trading karein to hum loss se bach sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                salam bhai jan ... hum apna initial balance jaldi gawa dete hain uski sab se bari waja jo hoti hai woh hamari na tajurba kari hoti hai jis ki waja se hum apna initial investment gawa dete hain issm liy ap ko0o cahy experience enough ..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X