Hum apna initial deposit kiu itni jaldi ganwa beth'ty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    dear friends g hain g is ka sab sa bar reasion hai jaldi baazi aur lalch hum jab forex kop start karta hain to hama start ma huma achi profit hotu hain is la hum ko fresh houna chaiyu.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Start mein humain forex ki itni achi samajh nahi hoti,to jab hum ghalat lot size choose kartay hain ya sell ki jaga buy and buy ki jaga sell laga dete hain to loss ho jata ha,initial deposit shall always be small.
      • #318 Collapse

        initial deposit is laye waste ho jata hay kuinkay humara sara dhyan just and just profit ki taraf hota hay aur hum loss kay factors ko ignore kar dety hain aur proper risk manage na kar sakny ki vaja say humara capital jaldi waste ho jata hay
        • #319 Collapse

          Greed is curse , Lalach buri bala ha , ma ne dekha ha k lalach or besabri 2 esi cheezin hain jo insan ko barbar kar deti hain chahe wo Forex ho ya koi or field.
          • #320 Collapse

            Mere khiyal se jo log zada loss kerty hien us ki zada waja ye hai k log greed ker jaty hein jis ki waja se wo apna earn kia howa profit bhi loss ker jaty hein, is liey ap ko greed se nhi bal k patient mind k sath trading kerny ki zroorat hei,
            • #321 Collapse

              mara khail ma hum suni sunahi bato per amal kerta hain. masal ka tor per kisi na forex se itni amount kama li. Hum bunyadi information ka bagar hi different kam shuro ker lata hain . mara khail ma kisi kam shuro kerna sa phala hum sub ko us kam or chees ka bara ma information lani chya.
              • #322 Collapse

                Dude because ham is man greedy k sath work krty han or is man money management k sath work nai krty or yehi reason han k phir ham ko is man loss hota han.
                • #323 Collapse

                  ham apna initial deposit is liye jaldi gawa bethete hain kyun ke ham ne new trading start ki hoti hai aur hamain trading strategies ka pata nahi chalta hai is liye first time ham loss hi uthate hain.
                  • #324 Collapse

                    Is baat se mein agree nai kerta hun k starting mein loss must hai Forex mein q k agar theek se low risk mein trading hoti rahe means earning se ziada agar learning per focus ho to loss hone k chances kam hon gey.
                    • #325 Collapse

                      han dear esa e hai hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry agar kamyabi chaty hain forex mein tu hmy bht mehnat krna perti hai tube lamyab ho skty hain or forex best site hai world ki hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyabi mil skti
                      • #326 Collapse

                        g my dear ap ny bilkul thek kha ha ky jo investment hum start ma karty ha wo sari zaya ho jati ha is ki ak to main waja ya ha ky humy is field ky bary ma zayada malum ni hota or hum is field ma kam start kar daty ha to humy loss ho jata ha or hum dishart ho jaty ha
                         
                        • #327 Collapse

                          g my dear ap ny bilkul thek kha ha ky jo investment hum start ma karty ha wo sari zaya ho jati ha is ki ak to main waja ya ha ky humy is field ky bary ma zayada malum ni hota or hum is field ma kam start kar daty ha to humy loss ho jata ha or hum dishart ho jaty ha
                           
                          • #328 Collapse

                            dear freinds and brother hota hai jis ki waja se wo blind trading ziada karta hai aur wo apni initial deposite ko loss karwa leta hai . main reason he experience aur knowledge na hona ki banti hai............................................... ......
                            • #329 Collapse

                              forex main jo new trader hotay hain un ko apnay emotion par control karnay ka nahin pata hota.agar un ka loss ho jay tu woh market say inteqaam lainay ki try kartay hain and apna account wash kar laitay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                                maine dekha hai kay aksar traders kehte hain kay shuru mai loss must hai aur hum jo bhi apna initial investment karte hain wo zaya hu jata hai tu aisa kiu huta hai kay humari initial investments easily zaya hu jati hain?
                                q k hmn experience ni hota itna starting me es lia or uper sy hmn trade krny ki jaldi b hoti hy or hm emotional b hoty hn es lia starting me aksar asa hota hy lakin jsy jsy time guzrta hy sab thk ho jata hy or profit start ho jata hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X